Market flow sy mukabla na karin balkay market flow k sath chalin
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market flow sy mukabla na karin balkay market flow k sath chalin
    Dear mane dekha ha aur meri bhe kafi arsa yehi adat rahi hai kay main market flow kay against trade lagata tha aur jab market thori bht up jaati to sell aur down jaati to buy lagata tha magar us tarha mujhy kafi loss bhe hua. Ab main market kay trend ko daikh kar trade lagata hun aur us say acha experience mill raha hai.
    Agar aap bhe market kay trend ka sath chalin gy to aapko bhe faida ho ga. Warna trend kay against to hamesha loss he hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhia aap nay sahi kaha ahy kay market flow say muqaabla na kerain balkay market flow yaani market movement kay saath trade kerain yaani jahaan ka trend hay bas wohi entry lain opposite entry na lein taakay loss na ho aaap ko
    • #3 Collapse

      Jab market bolya 10 Speed ke sath move kar rahi hoti hai to aap ko chahiye kya is Mein Apne capitalcow market ke against investments Na Kare agar aap Uske against investment Karenge to aapko Yahan Par kam karne mein bahut jyada problem ko Tej karna pad sakta hai isliye aapko Yahan Par market ke Trend ke sabse kam karna hota hai Jaise Jaise market ek side par Jayegi aapka capital b Exide Ki Tarah Hota Nazar aayega
      • #4 Collapse

        Yes bro market k sath hum khabi be mukabala nai kr sakte hume his traf market chalti hai osi traf chalna parta hai warna hume success nai mil sakti demo account main hume dilay kam krna chaiye ur is k sath sath market k analysis ko be fallow krna cgaiye
        • #5 Collapse

          Market ke sath chalna asal trader ki nishani hai koun ke apko market ke sath chalna hota hai koun ke market ka ap ke sath chalna nai bnta .Market ke sath chanlny ke ley ap ko market ko follow Karna ana chaye
          • #6 Collapse

            agar hum market ko follow karty huway trade karen gay to he humari trade achi aur behtreen ho sakti hay esmain humay sabar kay sath kam karnay main he faida hota hay tab he humari earning achi ho sakti hay aur emsain kisi kisam ka short cut use nahi karna chahiye kyun keh short cut use karnay say loss kar sakty hay market main
            • #7 Collapse

              Re: Market flow sy mukabla na karin balkay market flow k sath chalin

              forex market mai hamy kise ka mukabla nahi karna chahyey hamy market ky up down ky sat calna chahey hamy weekend py analysis ko learn karna chahey hum is mai buy or sell be laga sakty hain or acha bonus hasial kar sakty hain yai aik out off class business hain yai dunay ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: Market flow sy mukabla na karin balkay market flow k sath chalin

                Assalamu Alikum,

                Hmary loss ya profit hony ma bari wja market values ka hota h, jub market down ja rhi ho to jo members to ye understand kr laty hein k abi trade lagany ka time nai h to wo to apna, loss nai krwaty, but jo market k opposite clny ki kosish krty hein r pir b trade laga laty hein to pir unein loss e hota h profit nai hota es liye jis trf market ja rhi ho hmein usy follow krna cheaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Market flow sy mukabla na karin balkay market flow k sath chalin

                  Thanks for this quesion g han haman kabhi bhe atne bari market kay flow say fight ni karne cheya kunka agar ap as say fight karan gay to ap he loss karn gay haman market kay flow ko dakhna chaeya kunka agar market ka flow zayada sell ha to haman sell par trade karne chaeya and agar market ka flow buy ha to haman buy par trade lagane chaeya as say haman kafi profit ho ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Market flow sy mukabla na karin balkay market flow k sath chalin

                    Gee han dear hamein market ke trend ke saath chalna chahiye iss se hamein faida hoga or hamein loss bhi nahi hoga or acha experience bhi aega hamein ziada ki lalach maik nahi rehna chahiye iss se hamein loss hota hai hamein profit km hi sahi lakin loss se bachna chahiye jitna hi sake loss se bachna chahiye taa ke ham janyab hi jaen or market ko analyse kar ke hi hmesha trade karen iss se apko faida bhi hoga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X