Jaiza: Currency kis tarha use hona shuru hui
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Currency kis tarha use hona shuru hui
    Friends aaj ki meri posts history kay mtalik hai kay kiss tarha say currency jisko ham use krty hain wajood main aai aur iska istemaal kesy shuru hua.
    Barter System: Jab currencies ka concept nahi tha to log aik dosry say cheezon ko exchange karty thy jesa kay aap kay pass sabzi ha aur mery pass daal to aap mujhy daal dy kay sabzi mujh say lay sakty thy. Is system ko bartering kehty hain. Ess system ma us time mushkilaat kaa samna karna parta jab aapko jo cheez chahey wo mery pass ho magar jo aapky pass ho wo mujhy zaroirat nahi to usma mushkilaat hoti gain.
    Commodity: Jab bater system ma mushkilaat hui to logon nay commodities ko as a currency use karna shuru kar diya jis main gold silver weghra shamil hain. Ye wo cheez the jiss say har koi razi tha magar jeay jesy time guzarta gya aur gold ya silver zaida hoti gai to usko aik jagha say dosri jagha lay k jaana mushkil hota chala gya.
    Paper Currency: Aakhir main gold aur silver currency ko edr udr lay k jaany kay masaail ko daikhty huy paper currency ko introduce karwaya gya jo kay sab maslon ka hal the aur easily edr udr bhe lay k ja sakty thy aur sath sath sab ky liey acceptable bhe the.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai ap ny boht achi post share ki hai or kafi informative bhi hai es se hum asani se jaiza kar skty hain k currency ko kesy use kiya jany lga pahly barter system tah jis main log apni zarort ki chez k liye dsrun ki zarort ki chez dety thy tu un ko apni zarot ki chez wasol kar lety thy os k bad commodity system ka dour agaya es main jo len den hota tha wo sony or chandi par hota tha kuj bhi lena hota tha sony chandi k ewaz main lena opoarhta tha pher es main bhi problems any lag gai sony or chandi ko dour k molkon main bhejna mushkil ho jata tha k akoi rasty main cheen na ly es masly ka sub se best hal paper cuurency aya es main sub ba sani se apni zarrt ki har chez keny lag gy es k akoi bhi masla pesh nahi aya
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
      Friends aaj ki meri posts history kay mtalik hai kay kiss tarha say currency jisko ham use krty hain wajood main aai aur iska istemaal kesy shuru hua.
      Barter System: Jab currencies ka concept nahi tha to log aik dosry say cheezon ko exchange karty thy jesa kay aap kay pass sabzi ha aur mery pass daal to aap mujhy daal dy kay sabzi mujh say lay sakty thy. Is system ko bartering kehty hain. Ess system ma us time mushkilaat kaa samna karna parta jab aapko jo cheez chahey wo mery pass ho magar jo aapky pass ho wo mujhy zaroirat nahi to usma mushkilaat hoti gain.
      Commodity: Jab bater system ma mushkilaat hui to logon nay commodities ko as a currency use karna shuru kar diya jis main gold silver weghra shamil hain. Ye wo cheez the jiss say har koi razi tha magar jeay jesy time guzarta gya aur gold ya silver zaida hoti gai to usko aik jagha say dosri jagha lay k jaana mushkil hota chala gya.
      Paper Currency: Aakhir main gold aur silver currency ko edr udr lay k jaany kay masaail ko daikhty huy paper currency ko introduce karwaya gya jo kay sab maslon ka hal the aur easily edr udr bhe lay k ja sakty thy aur sath sath sab ky liey acceptable bhe the.
      Well dear aapne mujhy college kay din yaad dilaa diye jahan par mane barter system kay baaary main read kiya tha aur mujhy ye nahi pata tha k aap ki post say es tarha mujhy dobara barter systemke yaad aay ge. Anyway aapka jo overview hai wo bahut zabardast hai aur main apko appriciate karta hun jo apne ess hesi nehayat useful information sy hamin aagah kiya hai. kafi saary logon ko en cheezon k bary ma koi idea nahi hota k ye system kesy kaam karta raha ha ya phir kesy kaam kar raha hai. thanks
      • #4 Collapse

        currency ma market ki movement bhot hi slow hoti ha is my ager him log trading krty ha to hamara account wash nhi hota is leay him logo ko currency ma trading krni chaya ta ky hmra account save rhy or him log acha profit hasil kr sky mhnat ky sath sath
        • #5 Collapse

          Currency kis tarha use hona shuru hui

          Assalamu Alaikum friends my name is Anwar Maithili senior member se puchna Chahta Hoon ke currency Kis Tarah use Hona Shuru hui hai aur yeh kisne Shuru hui hai please Kisi Ne Apna bhajan Jis ke baare mein jaldi se jaldi bata sake
          • #6 Collapse

            Karan CSK both are the types hoti hai kuch currency is Yahan Par manual hoti hai kuch currencies Yaha par paper working karti hai kuch currencies Yahan Par long time working Karne Se Bojhena profit generate karne mein aapki bahut yaad aa help karti hai yahan se market Mein acche level Tak easily kaam kar sakte hain aap isme digital currencies baby kaam kar sakte hain
            • #7 Collapse

              G han jnb aap nain bht achi history share ki hai main aap say agree karta hun itna knowledge gain kiya hai aap nain aur share kar rahay hain bht achi bt hai yeah aur baaqi member ko bhi is trah knowledge share karni chaye ta k sub ki help jo jaye
              Shuru shuru main jub curruncy ni the to log aapas main exchange kartay thay cheezon ko qik cheez k badlay doosri cheez ko sale karaty thay aur phir issi tarah apni lufe guzartay thay is main kaafi maslay masayel thay jiski wajah say logon nain ka alternate gold and silver ko dcide kiya jub eah bhi reliable ni laga to paprr curruncy main ecchane honain lagi cheszain aur aaj bhi wohi procedure hai curruncy exchange ka...
              • #8 Collapse

                Modern currency ki jo mijooda shakal ha, aj se chand so saal pehlay ye aisi nahi thi. Pehlay jab currency nahi thi to log aik dusray se zarurat ki cheezon ka tabadla kartay thy, jis ko Barter System kaha jata ha, ye aj bhi african countries aur amazon kay qabail mein hota ha. Barter system mein mushkil ye thi aik cheez ziyada valuable hoti aur dusri kam, to agar koi alternative na hota to kam valuable kay badlay ziyada valuable cheez lay li jati.
                Phir Commodity system aya jis mein Gold, silver, copper kay coins jari huay jis kay badlay koi cheez khareedi ja sakti. Lekin commodity ko bari tadad mein chalana mumkin na tha, jis kay baad Paper Money ai, jis ka concept ye tha kay kisi bhi mulk kay gold reserves ki bunyaad par us ki currency value set honay lagi aur yun mojooda currency wajud mein ai.
                • #9 Collapse

                  Jnb aap nain bht informative material share kiya hai mujhay bht pasand aya hai kisi cheez PR bhi kaam kar nain say pehlay humain is ki history pata kar lenanzarori hoti hai ISSI tarah forx main basically to currency hi k baray main sb kuch hota hai to isko history jaan lenan bht zarori hai waqia jnb pehlay log curruncy k bajaye is qisam ki cheezain exchange kartay thay air phir use kartay thay lakin din basin mushkilat n izafa hota gaya kuch log achi cheezain khareed letay thay air Jo use waali ni hot in unko khareednain ka moyqa hi nan milta is liye phir exchange gold main honain laga air jub woh bhi sahi ni chala to paper curruncy main exchange shuru ho gaya tha...air abhi tak wohi system hai
                  • #10 Collapse

                    Dear jaisy ap ne baat ki hai k currency kaisy use hona start hoi hai to phly phly ap ne suna ho ga k currency ni hoti thi aor aus time bandy aik cheaz k badly dosri cheaz lety thy aus time tijart ais liay kam hoti thi k cheazy sath ly k jana masla hota tha aus k baad aik system aya jis mai aunhon ne currency introduce karwa di aor aus k baad log jo bhi cheaz lety thy ya dety thy aus k badly wo currency use karty thy ais se ye faida hoa k tijarat hona start ho gai aor log paisa ly k dosri mandion mai jana start hoye aor waha se cheazy lana start kar di aisy hi currency ka use zayda hota gia aor aj kal ap ne dekha hai k her jaga currency hi use hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Currency kis tarha use hona shuru hui

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                      Friends aaj ki meri posts history kay mtalik hai kay kiss tarha say currency jisko ham use krty hain wajood main aai aur iska istemaal kesy shuru hua.
                      Barter System: Jab currencies ka concept nahi tha to log aik dosry say cheezon ko exchange karty thy jesa kay aap kay pass sabzi ha aur mery pass daal to aap mujhy daal dy kay sabzi mujh say lay sakty thy. Is system ko bartering kehty hain. Ess system ma us time mushkilaat kaa samna karna parta jab aapko jo cheez chahey wo mery pass ho magar jo aapky pass ho wo mujhy zaroirat nahi to usma mushkilaat hoti gain.
                      Commodity: Jab bater system ma mushkilaat hui to logon nay commodities ko as a currency use karna shuru kar diya jis main gold silver weghra shamil hain. Ye wo cheez the jiss say har koi razi tha magar jeay jesy time guzarta gya aur gold ya silver zaida hoti gai to usko aik jagha say dosri jagha lay k jaana mushkil hota chala gya.
                      Paper Currency: Aakhir main gold aur silver currency ko edr udr lay k jaany kay masaail ko daikhty huy paper currency ko introduce karwaya gya jo kay sab maslon ka hal the aur easily edr udr bhe lay k ja sakty thy aur sath sath sab ky liey acceptable bhe the.
                      Agar Hum Log a log old day trading Karte Hain To iska Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log Kafi acha profitable kar sakte hain isliye Hum logo ko oil aur gold pe trading Karni chahiye tha Ke Hum Log se fayda hassil kar sake
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Currency kis tarha use hona shuru hui

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                        Friends aaj ki meri posts history kay mtalik hai kay kiss tarha say currency jisko ham use krty hain wajood main aai aur iska istemaal kesy shuru hua.
                        Barter System: Jab currencies ka concept nahi tha to log aik dosry say cheezon ko exchange karty thy jesa kay aap kay pass sabzi ha aur mery pass daal to aap mujhy daal dy kay sabzi mujh say lay sakty thy. Is system ko bartering kehty hain. Ess system ma us time mushkilaat kaa samna karna parta jab aapko jo cheez chahey wo mery pass ho magar jo aapky pass ho wo mujhy zaroirat nahi to usma mushkilaat hoti gain.
                        Commodity: Jab bater system ma mushkilaat hui to logon nay commodities ko as a currency use karna shuru kar diya jis main gold silver weghra shamil hain. Ye wo cheez the jiss say har koi razi tha magar jeay jesy time guzarta gya aur gold ya silver zaida hoti gai to usko aik jagha say dosri jagha lay k jaana mushkil hota chala gya.
                        Paper Currency: Aakhir main gold aur silver currency ko edr udr lay k jaany kay masaail ko daikhty huy paper currency ko introduce karwaya gya jo kay sab maslon ka hal the aur easily edr udr bhe lay k ja sakty thy aur sath sath sab ky liey acceptable bhe the.
                        Salaam Alaikum Ji Bhai Jaan aap ne Kafi achi baat ko start Kiya Hai Bala logo starting mein cheezo se Adal Badal kar le the currency first time user nahi hoti hai baad mein Logon Ne Gold per system Ko Churaya starting Mein gold or silver plain Hota tha uske baad Fail Ho Gaya unicare gold Jyada Mehnga Hona Shuru hua tha logo Ne currency started epaper cancel Kaise chal rahi hai Nagina bhi Dekhe aap ek new system aa gaya hai Jisko Hum Bitcoin Kehte Hain Yeh BA currency Ki Kasam Hai Jo kar do yaar Kisi cheez mein nahi hai ISI online hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Currency kis tarha use hona shuru hui

                          Currency kis tarha se use hona start howi es key ley currency ki history ka jaiza lena ho ga, koi be sure nahi key sab se pehly currency kis ne invented (ejaad) ki ya kes ne idea dia, sab se achi bat ye hay key currency ko Forex business ne currencies ki khareed o farokhat world wide key traders key ley bahot asaan kar dia hay, sab se pehly gold key badly me len den howa karta ta magar ye bahot hi difficult ta es waja se currency ko create karny ka socha gia aur es tarha se har country ki apni currency value hay aur time key sath country ki economy se us ki currency ki value kam ya zeyda hoti rehti hay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Currency kis tarha use hona shuru hui

                            friends aaj ki meri posts records kay mtalik hai kay kiss tarha say forex jisko ham use krty hain wajood fundamental aai aur iska istemaal kesy shuru hua.
                            Barter system: Jab currencies ka concept nahi tha to log aik dosry say cheezon ko exchange karty thy jesa kay aap kay skip sabzi ha aur mery skip daal to aap mujhy daal dy kay sabzi mujh say lay sakty thy. Is device ko bartering kehty hain. Ess device ma us time mushkilaat kaa samna karna parta jab aapko jo cheez chahey wo mery skip ho magar jo aapky skip ho wo mujhy zaroirat nahi to usma mushkilaat hoti gain.
                            Commodity: Jab bater device ma mushkilaat hui to logon nay commodities ko as a forex use karna shuru kar diya jis foremost gold silver weghra shamil hain. Ye wo cheez the jiss say har koi razi tha magar jeay jesy time guzarta gya aur gold ya silver zaida hoti gai to usko aik jagha say dosri jagha lay k jaana mushkil hota chala gya.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X