Forex market main stochastic confusion
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main stochastic confusion
    Dear forex market aksar log stochastic indicator or relative strength index kay indicator per kam kartay hain.
    Trader say mistake ye hoti hai trending market main both indicators agar bearish market hai to level 30 ya 20 par hi hotay hain. or market main lower low banta jata hai .
    Or h1 kay traders buy kartay hain or pull back per apna account wipe out kar daitay hain.
    Is situation say bachnay kay liay hamain apnay mind ko kaisay tune karna chiay kay is tara ki major mistake repeat na ho bar bar..?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading main jo stochastic indicators hai es ki confermition k liye hmain chart main dekhna chahye or es ko dekhny ka yah pattrn hai k es ki jo shakal hoti hai wo cycle ki trah hoti hai or es main jo reading hoti hai wo zero se hoti hai es trah se hum apna trend find out kar k trading karty hain es main hum apny chart ko aghr h1 par bhi rakhty hain tu bhi hum anlsye kar k trading kar skty hain es indicators main aghr trading ki jay tu es main achi trah se confermtion hasil karny k bad trading karen ta k apko loss na ho or na he apko ayse situaion ko face karna parhy ga jis main apko smjh he na ay k ap ko a kiya karnha chahye or kis trah profot eran karna chahye
    • #3 Collapse

      Dear jahan tak mera khyaal hai k jis tarha ke situation aapne bataai hai aur es tarha ke similar situations ko handle karney ka waahid ye hai kay ham apni trading activities jo kay ham daily karty hain aur apney plan ko kay ham ny kia karna hai unko agar note down kar lain to phir hamain esi confusions aur es tarha kay muaamlaat say chutkaara mill sakta hai. Hamara sab say bara problem jo hamko pesh aata hai wo ye hota hai kay hamary paas koi bhe plan nahi hota aur na he ham kise indicator signal ko demo account par test karte hain. Agar ham signals ko demo accounts par test kar lain to hamain kafi saari preshani say bachat ho sakti hai aur hamar time aur bonus dono save ho jaate hain.
      • #4 Collapse

        Forex Mein working karne ke liye aapko confidence ko increase Rakhna hota hai Jaise Jaise aap log confidence ko increase karte hain aapka market Mein working karne ke liye interest increased ho jata hai aapki information ya Pehle Se Zyada increase Choti Hai Aap Ka Kaam Hai Yahan Par Masjid increase ho jata hai isme aapko market ka technical analysis Ka Pata hona chahiye ki aap yahan par kaise kam Karte Hain
        • #5 Collapse

          Jnb aap nain bht achi BT share ki hai yeah masla taqreeban sub k sath aata hai air sub isko face kartay hain koi bhi indicator jub him use kartay hain to shuru main thorax sa hamaray haq main chalti hai lakin baad main reverse move kar jaati hai jiski wajah say humaapna account wash karwa bethtay hain is waqat forex main koi bhi aisa indicator ni hai Jo market say pehlay movement show kar day sub market ko khud follow kartay hain q k yeah lagging hotay hain is liye humaik acha entry point kar detay hain lehaza jub bhi koi trade lagayen to aik say ziada indicator use karain is say aapko fauda ho ga air trade bhi positive hi chalaygi...
          • #6 Collapse

            My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayal ma ager him log mhnat nhi krty ha to him log kabi bi forex ma kamyab nhi ho skty ha Jo log forex ma mhnat krty Wohi log is ma kamyab ho skty ha is leya him logo ko zayada sy Zayada mhant krni chaya phir him logo ko fida ho ga or him log kamyab ho skty ha
            • #7 Collapse

              Forex pe kaam karte hue Kabhi of confusion Na Ho Jitna diya tha aap confuse Honge aap market ki samajh nahi Lagegi aapke paas heart it indicates available hote hain aap in indicators ki help se market correction ka nikal sakte hain ki market ki site par Jyada Speed ke saath ho rahi hai kab aur kis jagah se aap acche market Mein capital invest kar sakte hain aur aap ka business Kaise acche secure ho sakta hai aap apne kaam ko increased Kat Jaye
              • #8 Collapse

                bhai him logo ko apna cofidence ko increase Rakhna hota hai Jaise Jaise aap log confidence ko increase karte hain aapka market Mein working karne ke liye interest increased ho jata phir him log acha profit bna skty ha
                Removed by Moderator.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dear ais market mai jab hum kaam karty hai to aus k bahot sary tareeky hai ais mai ye hai k hum agar ais mai kaam karty hai to hum ko koi indicator use kary aor kuch log hai k ais mai log trend line par kaam karty hai aor kuch log hai jo news par kaam karty hai ais market mai bahot sary tareeky hai kaam karny k ye to ab her kisi ki apni marzi hoti hai k wo ais market mai kaisy kaam karta hai agar hum ais market mai kaam acha karna chaty hai to hum ko chaye k 2,3 cheazy use kary aus se hum ko jo trade mily gi wo bahot hi achi mily gi agar hum ko achi trade mily to hum aus par achy se fiada le sakty hai ais se ye faida hai k hum ko loss kamm hota hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X