Aik professional trader ki khasiyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik professional trader ki khasiyat
    Aik professional trader ki khasiyat ye hy k wo har am trader ki traha lalach ni karta aur mantaly confidant ho kar trad karta hy aur aik trader professional tub banta hy jub experience leta hy bina lalach k aur professional trader deciplin sy trading karta hy bina diciplen koi lot ni lgata member ap explain karo professional trader ki khsosiyat ko
    Removed by moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear me newbies aur apni hi bat karta hon key ham Trading me profit ka hi sochty hey key kes tarha ham market me trades me profit hasil karen magar professional traders ki soch hi ham se different hoti hay professional traders first apny loss ka sochty hey aur trades me risk ratio ko determine karty hey us key bad hi market analysis kar key trade limited lot size key sath open karty hey aur ham na to risk ratio ko samjty hey aur na hi loss factor ko determine karny ki koi khas koshish karty hey lot size ko be andazy se hi select karty hey yahi wo khasooseyat hey jo key professional traders me hoti hay.
    • #3 Collapse

      Professional Trader Ke Khasoosiyat:
      Professional trader banny kay liey kafi wakt lagta hai aur wo wakt bhe agar sahibtareeky say istemaal kiya jaay tab uska faida hota hai aur professional trader banny main madad karta hai. Professional traders kay apne asool hote hain aur un asoolon kay bina koi bhe trader acha aur professional trader nahi bann sakta.
      Professional trader apny targets set karta hai aur apna trading style choose karta hai kay kis tarha sy usy trading pasand hai
      Professional trader aik acha time laga kar apna plan set karta hai aur phir us plan kay ooper kaam karta hai
      Professional trader achy analysis karna seekhta hai aur halaat kay mutabik apne aap ko adjust karta hai
      Achy entry aur exit points set karna achy aur professional trader ke nisaani hai
      Professional trader hamesha apne losses ko kam aur profits ko zaida rakhta hai yani risk reward ratio best rakhta hai
      Sab say main cheez professional trader apne saari cheezon ka record rakhta hai aur us par kaam karta ha. Apni ghltiyon sy seekhta aur apni trading improve karta hai.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rishi پيغام ديکھيے
        Aik professional trader ki khasiyat ye hy k wo har am trader ki traha lalach ni karta aur mantaly confidant ho kar trad karta hy aur aik trader professional tub banta hy jub experience leta hy bina lalach k aur professional trader deciplin sy trading karta hy bina diciplen koi lot ni lgata member ap explain karo professional trader ki khsosiyat ko
        Professional trader banna har kise ke khuwahish hote hainn aur us khuwahish ko poora karna kise kise k naseeb main hota hai. traders jab startmain apni trading ka aghaaz karte hain to unka liey sab sy first task jitna knowledge ho sakta hai wo akhta karnahota hai. jab knowledge akhta kar liya jaay to gained knowledge ko utilize karnay k ly wo log aik plan banaaty hain aur us plan ko azmany ka ly demo account banaty hain jis broker pr unhon ne apna real accout banana hota hia to us ko plan ko demo account par test kar k phir apna real accout start karte hain.
        • #5 Collapse

          Maire kahayl say aik professional traders aur aam trader mai kafi faraq hota hai. ager generally baat Karin tu maire khayal say professional traders ke trading mai yeh qualities zaroor majood hon ge.

          1. professional traders achy mouqay ka lazmi wait karty hain, aur iss kay mutabiq he trading karty hain.
          2. professional traders patience kay sath trade karty hain aur over trading say perhaiz karty hain.
          3. professional traders har trade proper analysis ke base per he open karty hain.
          4. professional traders baqi traders ke nisabat apny emotion per ziada behtar control rakhty hain aur emotion ke base pe trading nai karty hain balkay apnay analysis ke base per trading karty hain.
          5. professional traders achi money management kay sath trading karty hain aur apni trading mai risk ko apny control kay mutabiq he rakhty hain.

          Iss kay elawa b kafi qualities hain khas toor per professional traders ka experience aur trading skill b baqi traders say behtar hoti hain.
          • #6 Collapse

            jo log mhant krty ha wohi log achy trader hoty ha jin logo ky pass knowledge hota ha wohi log kamyab hoty ha is leya him logo ko bi mhant krni chaya zayada sy zayada ta ky him log bi ach profit hasil kr sky o him logo ko bi knowledge hasil kran chaya jis ky waja sy ek trader kamyab hota ha
            • #7 Collapse

              Aik professional trader ki khasiyat

              Salaam Alaikum friends menu userform Apne senior member se Pucha jata hoon ek professional cheats ki khasiyat kya hona chahiye please Kisi Ne main Bahar Ja Mujhe Uske baare mein achi Tarah Se samajh sake jaldi se jaldi
              • #8 Collapse

                Ek professional trader Kabhi beech mein nuksaan nahi karta hai ispe kabhi bhi disturb nahi hota hai wo Apne mind ko Hamesha long time ke liye fresh Rakhta Hai Is Se Zyada Zyada Baki karne mein essay help leta hai Agar wo essay help ke sath long time ke liye working karta hai to ja se Kafi Zyada earning bhi kar sakta hai isliye iska thoda sa kya Rakhe aur easily kaam karte hai
                • #9 Collapse

                  Aik mashoor bt hai k agar kamyab hona cahhtay ho to kamyab logon ko follow karo to aap bhi kamyab ho jaogay is liye aaj quality share kar raha hun kamyab trader ki jin ko follow kar k aap bhi kakyab ho saktay ho ...
                  Q k kamyah trader k pass knowledge kaafi hota hai lakin is k bawajod woh seekhnain ko tarjih detay hain aur jahajs ay knowledge milti hai nakhray kir beghair gain kartay hain aur in main jaldbaazi k naasir bilkul ni hotay aur achi tarah market ko analyse kartay hain trade laganain say pehlay bhi aur is doran bhi ayr jub koi trade lagatya hain to sabar say kaam letay hain aur apni stretgy ko time detay hain ...
                  • #10 Collapse

                    G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai agar him chatay hain k him aik acha trader banain to human yeah tmaam quality follow karni chaye Jo aik acha trader main apye jaati hain air sub sehmquality jo aik achay trader main paayi jaati hai woh hain listener quality air jub log doosron ki batin sunnan shuru kar deta hai. To woh kabhi nakama ni hotay aur doosri Jo sub ehm achi adat hoti hai woh hain punctuality trader Jo timek sath sath chaltay hain woh kabhi bhi peechay ni rehtay to aapko bhi chaye k aap bhi apnain aapko pungual banalai. Ta k aap bhi aik din achay trader ban sakainaur in do quality ko laazmi follow karain air jaldbaazi nankarain air sabar say hamesja kaamlain ...
                    • #11 Collapse

                      Yaha par Jo Bhi Ek achha wala trader hota hai woh Vyapam market ko sabse Pehle Samajhta Hai Jab Woh market ko acche se long time ke liye Samay deta hai phir Main Long time ke liye investments generate Karta Hai Jaise Jaise investment market Mein increase Jyoti Jayegi usko kam karne ki Samay Lag Jayegi wo Ram KSRTC movement watch karne ke baad main market Mein capital investment karta hai aur usko market ka idea Akshay's level Tak ho jata hai Kisne kaise ho kab kaise ho raha hai
                      • #12 Collapse

                        Dear jaisy mainy dekha hai k ais market mai bahot zayda log kaam kar rahy hoty hai aor ais mai kafi zayda log loss kar rahy hoty hai ais market mai faida aun logo ko ho raha hota hai jo ais mai trend k hisab se trade lagaty hai aor jab market apna trend change karti hai to time se aus trade se nikal jaty hai ais liay hum ko agar ais market mai professional ki tarha kaam karna hai to hum ko ais mai yehi karna ho ga k hum ais mai makret ka trend dekhy aor trend k sath trade kary aor sabar kary ho sakta hai k hum jo trade lagaye wo hafta chalti rahe aor aus k baad profit mai aye ais liay hum ko trade k sath take profit aor stop loss laga k chaor dena chaye.
                        • #13 Collapse

                          ek professional trader zyada sy zayda mhnat krta ha or mhnat ki waja sy acha profit bnata ha or wo apny experience ko istamal krta ha or acha profit bnata ha or wo apny knowledge ko bi zayada sy zayada istmal krta ha
                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik professional trader ki khasiyat

                            professional rader ki khasosiyat kuch is trah sy hain keh us main trading karny waly aksar logon ali khasoseyat pae jati hain woh aksar trading hi ky khayal main rehta hy us main mehnut kar ky kuch na kuch powaint nekalta rehta hy or woh bari dil chaspi ky sath us kaam ko karta hy or us main ful bata ful naffy kmata hy or us ky tmam tar rols ko samny rukh kar trading karta hy or pher yeh baat bhi hy keh yeh trader us trade ko hath dalta hy jes main us trading karny waly ko kuch zeyada hi nnaffy ki umid ho or us trading ky karny sy woh us main yaqini naffah samjhta ho keh mujhy yeh kaam karny sy itna na naffah ho ga or main loss sy buch jaon ga professional trader ki yeh hoti hain khasosyat jen ki wajjah sy woh trader juldi forex ky maidan main kaamyab ho jata hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik professional trader ki khasiyat

                              g easa hai hum forex ki field main professional trader us ko kehty hain jo k us main aik to lalauch nahe kerta hai dosara us main dil laga k kaam kerta hai our us main dicipline k sath trading kerta hai forex main ager ap over trade kerty hain bare bare lots k sath market main enter hoty hain to pher he app ko us main boht loss hota hai app ko forex main professional traders ki tarha kaam kerna chahy jesay k wo proper sl our tp k sath her trade kerty hain our jab tak aik trade ko break even nahe ker lety hain tab tak wo dosare trade open nahe kerty hain oru apnay account capital ko diekh k he trade lety hain our profit ya loss pher decision lety hain or trade ko hold ya close kerty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X