Forex mein competition
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex mein competition

    g hn dear forex mein achi earning karny kay liye ap kay pass acha experience hona bohat he zarori h lekin new trader ko old or experience trader kay sath competition nahi karna chaheye kiyon kay market meinf jab bhe ap work kareen wait kar kay hard work or achy experience kay sath he ap market mein acha work kar sakty hein or is liye forex mein wait karna bohat he zarori ha sab ka nuqsan na ho is liye wait karna behtar ha or experience kay sath work kar kay he kamyab earning ki ja sakti ha kiyon kay jald bazi mein apki ek bhe trad apko loss karwa sakti ha is liye senior kay sath kabhi bhe muqabla mat karo kiyon kay experience trader hamesha apni trad behtar soch samajh kar lgata ha or ap apny account ko muqably mein wash kar betho gay is liye aram say hard work kay sath work karna bohat he zarori ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex mein competition

      competitions to kaye qisam kay hoty hain.shagird ko apny ustad say kabhi bhi competition ni karna chahye.kiyun kay ustad to ustad he hota hay aur learning process main agar shagird ustad say muqabla bazi shuru kar dy to ye boht bari gustakhi hoti hay aur shagird kabhi kamyab ni ho sakta.shagird ko apny ustad ky batay hoe rasty par amal kar kay aur anthak mehnat kar kay agay barhna chahye na kay ustad say muqabala kar kay. agar shagird apny ustad ke rahnumai say sakhnat mehnat kar kay agay nikalny ke koshish kary ga to is tarah say baz auqat shargird apny ustadon say bhi boht agy nikal jaty hain.aur phr ustadon ko bhi apny aisy shagirdon par fakhar mehsoos hota hay.forex main hamesha wohi traders kamyab hoty hain jo apny teachers aur seniors ke respect karty hain aur un say qadam qadam py rahnumai lety rehty hain.
      • #18 Collapse

        Re: Forex mein competition

        Assalamualaikum bhai kaise hain aap Mein Umeed Karti Hoon ke aap khairiyat se Honge bhai aapne bilkul theek kaha ke forex trading aik aisa kaam hay jis main aap kise ko daikh kar apna kaam nahi kar sakte hain aapko apney liey khud say strategies banana hoti hain Agar aap kise ko daikh kar trading karney ke koshish karte hain to us main lazman aapko loss he hota hai. Us ke main wajha te hai kay har kise ka pass apna plan hota hai aur wo us plan k mutaabik chalta hai. Agar aap kise plan kay baghair kise ka mulabla karna shuru ho jaao gy ya phir kise k trading style ko copy kafna shuru ho jaao gy to aap kay liey bht mushkil rahy ga aur kabhe bhe aap kise ko copy kr k kamyab nahi ho sktee hain.
        Ham agar forum ke misaal lay len to ham log mehnat yahan nahi karte hain magar mehnat kay baghair ham ye chahte hain ka hamara bonus zaida aa jaay lehaza ham sirf dosron ko dekh kar jesy jesy wo karta ha usi tarha say karna shuru kar dety hain. Mery nazdeek agar hamara apna plan ho aur apna tareekakaar ho to ham aik fin lazmi kamyaab ho sakte hain. aur main aapki is Baat se hundred percent Ittefaq Karti Hoon Shukriya Allah Hafiz
        • #19 Collapse

          Re: Forex mein competition

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rishi پيغام ديکھيے
          Members aksar new members jub join hoty hein to start mein kuch din trading kar k phir seniors sy rabta karty hein to phir seniors sy competition karny lagty hein aur koi koi trader compet bhi karty hein to forex mein competition ni karna chahiye ye galat hy competition mein hamesha loss he hota hy esi bato sy perhez karni chahiye
          Jo traders Aisa Karte Hain ke pehle Apne seniors share trading co learn karte hain aur Baad Hi Main Hoon hi seniors ke sath competition karne lag Jate Hain Aise Aise junior traders Apne Sath bahut bura karte hain Kyunki agar aap apne teacher ka Hai Muqabla karne lag Jayenge To aap kabhi bhi successful nahi ho Sakenge isliye Apne seniors all teachers ko respect game
          • #20 Collapse

            Re: Forex mein competition

            insan jo bhi kaam kary to us kaam main competition to zaror hota hy qeyon keh har kesi ky muqably main koe na koe zarore hota hy to forex markit bhi chonkeh ayk karobar hy is main bhi logon ka apas main bara compititeon hy har bandy ki yeh trae hy yeh koshesh hy keh is forex main juldi sy juldi kamyab ho sakon or sub sy achi post kar ky bdosron sy acha bonus ly sakon agr koe trading main laga howa hy to us ki bhi yeh koshesh hy keh jetna zeyada ho saky main fulan sy trading main zeyada naffah kma sakon har koe isi trae main hy to baqi karobaran ki trah is forex main bhi compition hy zeyada sy zeyada paisy kmany ka but is main kaamyab wohi hota hy jo forex ky qwanin ko samny rukh kar kaam karta hy or lalush sy buch kar is main kaamk karta hy
            • #21 Collapse

              Re: Forex mein competition

              ma ap ki baat se itefaq karta houn k forex aik aisa business ha jis ma cut through business ha, har koi yeh chahta ha k woh ziadah se zaidah profit earn karay aur apni life ko set karay lakin jo ap ne baat ki ha k junior members jab apnay seniors se forex ko seekh latay hain to on se competition shuru kar detay hain yeh baat bilkul bhi thek ni ha in ko aisa ni karna chye q k forex ma jo greed karta ha woh is ma loss zaidah karta ha, lakin jo is ma ziadah mehnat karta ha aur apna experience dosray logon se share karta ha darasal wohi trader is ma kamyab hota ha is lye competition hona chaye lakin forex market se hona chaye forex market ko defeat karnay k lye profit earn karnay k lye apni strategy banani chye na k apnay senior se muqabala karnay k lye apna loss karain
              • #22 Collapse

                Re: Forex mein competition

                Dost aap ki baat bilkul theek hai.jab new traders market mai entry kertay hai tou wo seniors sey seekhtay hai,seniors ko copy ker rahey hotay hai.Phir kuch time guzarnay kay baad unhi seniors ko chalange kernay lagtay hai.New traders muqabala kertay waqt bhool jatey hai kay old is gold or experience hamesha jeet jata hai,Is soorat e haal mai apna loss kertay jatey hain.Even agar aap kisi ko khud forex kay barey mai batatay hai tou kuch time kay wo he aap ko trading sikhanay ki koshish kernay lagtay hai.Forex trading business mai her trader apni strategies market kay mutabiq change kerta rehta hai jo junior traders ko experience sey he pata chalta hai.Muqabala acha hota hai but forex aisa business hai jiss mai muqabala na kera acha hota hai.Yaha muqabalay ki bajey aik dusrey kay taawun sey kaamyab hua ja sakta hai
                • #23 Collapse

                  Re: Forex mein competition

                  Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main muqabila ni karny chae Han balky sab ko mil k analysis karna chae ha or Jo behtar lagy to us hessab sy trading karny jab ap k pass knowledge or experience na ho to senior members sy muqabila ni karna chae ha balky un sy sekhna chaiy ha dear forex trading aik both bara online business ha is sy hum log tab tak earning ni kar sakty han jab tak humary pass knowledge or experience ni ho ga is ley maximum knowledge or experience hasil karan us k baad trading karny or kisi sy bi muqabila na karny or apni trading karny or khud trading seekeny
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex mein competition

                    Dear friend forex trading duniya ka best online business ha is main jis k pass jtna knowledge or experience ho ga utny he kamyab ho or jo bagar knowledge or experience k trading kary ga to usy utna he loss ho ga or jis k pass tohra knowledge or experience ho ga usy fayda bi usi hessab sy ho ga is ley humy forex trading main kisi k sath competition ni karna chae ha jab hum kisi k sath competition karty han to ulta humy loss hota ha hum aik dosry sy agy nilkalny k ley risk lana pary ga jis humara account ziada risk main aata ha or is he risk ki waja sy humy loss ho sakta ha is ley humy kisi sy bi competition ni karna chae ha or proper money management or risk management sy trading karni chae ha

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X