Best source of forex trading analysis?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best source of forex trading analysis?
    Friends agar aap khud analysis nahi kar sakte hain aur apko analysis ke samjh na ho to wo kon sa best source hai kay jiss say hum koo achy analysis mil sakty hain aur jahan say analysis read karney kay baad hamara apna knowledge analysis ky liey zaida ho sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    analysis k lye ap apny knowledge ko improve karen.agar ap ne trading karni hy to khud pe bharosa karna ho ga.har time friend se poch k trade lagana mumkin nhe.trade lagany se pahly chart ko study karen andaza ho jata hy k kaha pe trade lagana drust he
    • #3 Collapse

      dear bro best source of analysis ap ka apna analysis hona chay ap ko kisi aur ke analysis per depend ni kerna chay ,ab analysis kis tara ho ga us ke liy ap ke pass forex ka knowledge hona chay forex ka experience hona chay forex ki skills hony chay aur is ke sath sath forex news ko bh read kerna chay
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Dear brother Forex main successful honay k Liay beshak analysis Ka pata Hona zrori hai Jo k apko muktlif kism k sites main baasani mil Sakta hai agr ap wahan say experience gain karain aur analysis ki Achi trah smjain to ap baasani kamyab ho saktay hain khud say analsis kr k baghiar Kisi say pochay jaisa k www.investopedia.com jis main analsis ko smjnay k Liay bahut ahm malomat hain
        • #5 Collapse

          Bhai forex trading kamyabi ka inhisar hamary analysis per hota hey ager humain analysis perfect hon gey to trade ka profit main jany key ziada chance hoty hain. Is leay analysis kerna seekhain, forex related apna knowledge improve kerain is key ilawa koi dusra tareqa nhen hay forex main success ka.
          • #6 Collapse

            Trading karny se pehle apko market ka analysis karna be had zarori hitavhai is ke ley expert se rojoh Karna chaye aur mukhtalif logon ki tarf se milny wale signal ko follow Karna chaye tah ke achi trading ho saky
            • #7 Collapse

              Humery pass best analysis source dear instaforex py expert k analysis haen ager app khud say trading nahe ker sagty haen to pher app un k analysis ko daily base py view ker k to forex trading ki learning bhe ker sagty haen our app seikh sagty haen k different ways maen kesay chart k oper market analysis kiay ja sagty haen humean us maen kafi faeda hota hy ye analysis kafi useful hoty haen
              • #8 Collapse

                Yes exactly apnay sahi kaha hay k analysis bht important character hay trading mai aur ye speciality un k lye hay joo abhi trading mai new hain.analysis ko follow up karna aisa hay samjhoo apnay half trading strategy seekh li hay
                • #9 Collapse

                  Forex market k analyses k lye bohat sari websites available hain jesa k investopedia. Ap in sites per ja kar analyses dekh sakty hain
                  • #10 Collapse

                    aap jab apnay analysis ka knowledge acha karna chaahtay ho tou youtube pe videos aur google pe aap ko notes milay gay technical analysis seekhnay kay aur technical analysis aap ko anay chaiye support and resistance main cheez hay analysis ki market ki up down ki judgement best position best trades entry abgair analysis kay perfect nahe ho sakti...
                    • #11 Collapse

                      Re: Best source of forex trading analysis?

                      forex main analysis ki 3 types hoti hain humy enhy kabi be ignore ni karna chahey humy har weekend par enhy learn karna chahey jab hum en ko use kar ky kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or market main run kar jaty hain forex aik asa business hain jis main hum learning ky sath earning be hasial kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Best source of forex trading analysis?

                        forex mai analysis ko hum internet ke website sy learn kar sakty hain analysis ke bohat ahmeyat hain in ke different types hain hamy in ko use kar market mai kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain yai aik real business hain
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #13 Collapse

                          Re: Best source of forex trading analysis?

                          Forex trading kay liye trader ko kisi expert kay trading analysis say guaidline leni chahey. jab us ko kisi trading kay analysis say koe shak ho jaye to us ko chahye kay tab nesior ya expert kay trading analysis ko dekhay aur jab tak ho sakay usay khud kay analysis per hi itna itmad rakhna chahye kay wo apnay hasil kerda ilam kay mutabiq theak analysis keray.
                          • #14 Collapse

                            Re: Best source of forex trading analysis?

                            forex mai analysis ko hum internet oy course kar ky learn kar sakty hain forex aik real or kabe band na hony wala business hain is mai analysis ke different types hain hamy kabe be inhy ignore nahi karna chahey forex aik online business hain hum is mai investment or trading karty hain hum is ke market mai buy or sell be kar sakty hain forex aik real business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Best source of forex trading analysis?

                              Aslam o alikoum dear daikhain aap ke sawal ke too kafi importance hai per main yahan per y bat khanta chahata hu kay aap aik too Forex trading ke khub practice krian aur es kay sath main aap demo say daikhain trading kr kay phr jab aap trading kr kay experience men ho jain gay too aap ko malum ho ga kay jab aap kay khud ka analysis ho ga wo kitna acha hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X