Jaiza: Forex market ka weather condition
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex market ka weather condition
    Expert traders 2 types key hoty hey jes me fundamental analysis karny waly trader aur market ka technical jaiza leny waly traders shamil hey,
    dono type key traders market ka weather condition dake kar hi trades open karny ki koshish karty hey

    Market ka weather condition

    Market ka Weather condition hay kia es hi ham jaiza lety hey, Fundamental analysis karny waly traders news key based par trades open karty hey jab tak news aur other financial,political data hasil nahi kar lety hey, news hi esy traders key ley market ka weather condition hota hay aur esi key based par profit earn karny ki koshish karty hey.
    technical based par trading karny waly traders key ley market ka weather condition technical analyzing (Fibonacci aur other indicators) key based par trades open karty hey es type key traders key ley market ka weather condition indicators signals hi hoty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Expert traders 2 types key hoty hey jes me fundamental analysis karny waly trader aur market ka technical jaiza leny waly traders shamil hey,
    dono type key traders market ka weather condition dake kar hi trades open karny ki koshish karty hey

    Market ka weather condition

    Market ka Weather condition hay kia es hi ham jaiza lety hey, Fundamental analysis karny waly traders news key based par trades open karty hey jab tak news aur other financial,political data hasil nahi kar lety hey, news hi esy traders key ley market ka weather condition hota hay aur esi key based par profit earn karny ki koshish karty hey.
    technical based par trading karny waly traders key ley market ka weather condition technical analyzing (Fibonacci aur other indicators) key based par trades open karty hey es type key traders key ley market ka weather condition indicators signals hi hoty hey.
    Dear aap nay analysis kay baary main baat ke hai kay analysis kis tafha kay hote hain aur kis kis type kay trader kon kon see tarha say trade karte hain. Magar aapne term weather condition use ki hai eski mujhy samjh nahi aai hai. Aur es tarha ke term mane pehly kabhe bhe forex trading main nahi suni hai. Lehaza aap say iltemaas hai kay agar aap es term ko zara detail say samjhaa dain gay to hamary liey zaida behtar rahy ga.
    • #3 Collapse

      Aapko market ke saath long time ke liye touch Mein Rehna chahiye jaise Jaise market Mein hoti hai aapko market par Nazar Rakhna chahiye kiski direction Ka Pata hona chahiye Aapke Paas Hai uski fundamental analysis Uske Aane wali news effect Ka Pata hona chahiye kiye news market par Kaisa effect karti hai aur aap yahan par kaise earning kar sakte hain aap ko nuksan to nahi hoga
      • #4 Collapse

        Assalamu alaikum bhai Apne bahut accha Saval Pucha hai mere Khayal Mein technical based par trading karny waly traders key ley market ka weather condition technical analyzing key based par trades open karty hey es type key traders key ley market ka weather condition indicators signals hi hoty hey.
        • #5 Collapse

          Market Mein working karne ke liye usko Sajna Ke Liye Yahan Par aap ko kam karne ke liye bahut indicators Mil Jayenge jis mein kuch Chinese indicators bhi hote hain aur kuch sentimental indicator bhi hote hain agar aap yahan par wakai mein sach mein karna chahte hai toh aap Log Yahan Par weather indicator use kar sakte aur uski Allah Hafiz Allah capital generate kar sakte hai
          • #6 Collapse

            Jnb aap nain cricket ki tarah whether report forex ki bht achi tarah parish ki hai waqia account ko best kar nain k liye donon qisamk analysis k baad hi trading bht zarooro hai analsysi do qisam k hotay hai techniacl and fundamental and Jo log fundamental analysis kartay hain in k liye news hi sub say barhi whether report hoti hai agar positive ho to buy ya sell kartay hain Ayr technical k liye grapmovement hi whether report hai trader k liye lehaza whether report ko nazar ya mind main rakhnan k koi bhi tradr lagayen agar aap kmyab hona chahtay hain ...
            • #7 Collapse

              Yes dear ais market mai kaam karny ka her kisi ka apna andaz hai ais mai kuch traders hai jo ais mai technical trading karty hai aor ais mai kuch aisy traders bhi hai jo ais mai fundamental par trading karty hai ais mai ye hai k hum jab ais market mai kaam karty hai to hum ko ye pata hona chaye k hum kon si type k trader hai aor aus k baad hum ko aus mai expert hona parta hai tab hi ja k hum ais market mai se paisa kama sakty hai aus k liay hum ko mehnat karni parti hai aor sath market ko time dena parta hai jab hum ais market mai analysis kar lety hai aor aun ka acha result aana start aa jata hai to aus time hum ko samjh jana chaye k hum ab achy trader bann gay hai aor ab ais market mai se paisa kamany ka time aa gia hai.
              • #8 Collapse

                my dear friends mary khayal ma technical based par trading karny waly traders key ley market ka weather condition technical analysis key based par trades open karty hain or phir acha profit bnty ha or kamyabi hasil krty ha forex ma sy
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Market weather ko hum market situation bhi keh saktay hain k jab tak market koi wazeh condition samnay na aye aur trader mix reactions ka shikar hon. Technical traders k liye to market situation technical strategies aur tools apply kar k pata chal sakta ha lekin fundamental traders k liye market ki condition ko samajhna zara mushkil hota ha, jab tak news aa na jaye aur news anay k baad bhi jab tak market kisi ek dirction mein move na karay, tab tak un ko market condition ka pata nahi chalta. Market condition jab tak wazeh na ho, trade open karnay mein care karni hoti ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex market ka weather condition

                    forex market jab up ya down hote hain to hum isy market ka weather be kah sakty hain forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum isy apna professional career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik international busines hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex market ka weather condition

                      forex market ke movement ko hum market ka weather kah sakty hain forex aik world wide hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part tim be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex jab move karte hain to hamy is ko achy sy samj kar is mai kam karny ka risk lena chahey forex aik international business hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex market ka weather condition

                        g han bhai ap ny shai bat ki hai forex trading main market k weather ko dekh kar trading ki jati hai jis main hmain apny ananlysis ko use kar k trading ki jati hai market kos mjhna bohtz arori hota hai jis k liye hmain analysis ka sahara lena parhta hai q k analysis se he hum market ko smjh kar apni trading kar skty hain pr market ko hum technical o funda,mental analysis se chek akr skty hain jis main
                        1: Fundamanetal analysis:
                        es main paisy k len den ki momement zayda hoti hai market main jo bhi news ati hain on ka natoja akhaz karna hota hai or apni trading ko kiya jata hai
                        1: Technical analysis:
                        es ain hum market ko dekhty hain k market main kiya points hain or market kis lvel par hain jis se hum apni tradng karty hain market k bad hmain piars ko dekhna hota hai k wo buy kar rahy hain or kis ko sell kar rahy hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex market ka weather condition

                          forex trading main market ka weather molk main hony waly wo sub he awamal hoty hain jo market par asar andaz hoty hain es liye hmain har os news ko dehan main rakhna cahhye jis main market hmain move mil skti hai es liye hmain market k bdalty weather kos mjhny k liye analysis ko bhi use akrna parhta hai jis main hmain technical analysis or fundaental analysis k sath market k weather ko smjhny main asani hoti hai tu hmain chahye k hum market ko achi trha se analysis karen os k bad trading karen ta k market k hisab se trading karen ta k hmain apni trading ko karny maina sani ho or hum apni trading main acha profit bhi eran kar skaen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex market ka weather condition

                            forex trading main jub hum market ko chek karty hain tu apko market smjhny k liye apni trading leraning par focus krna hota hai jis se ap market main jis trha ka weather hota hai ap osko follow kar skty hain smjh skty hain es liye apko chahye k ap apni trdaing main pahly market kos mjhny ki salhiyat pida karen q k jub tak ap market ko achi trha se smjh kar karen tu ap market ko msjh skty hain es liye demmand and supply ko mind main rakh kar trading karen q k jub ap ko trading krna hoti hai tu apko market k hisab se krna hoti hai jis se ap ko faida hota hai or jub ap market k weather k aginst main trading karty hain tu apko es main loss hota hai jo ka pko face krna mushkil hota hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X