Jaiza: Trading Plan ki ehmeyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Trading Plan ki ehmeyat
    Successful trading karny me planing critical component hota hay jes key baghir kabi be achi aur successful trading nahi ki ja sakti hay, Trading planing me risk management key sath profit goals be include hoty hey, planing key sath jo be trade open ho us me 80% profit key chances hony chaye aur 20% risk chances hona zarori hey, trading plans ko ham first of all demo account me test karna chaye agar hamara plan successfully demo account me hamy profit de sakta hay to hi hamy esy plans ko live trading account me apply karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading plan aur us ki ehmiyat:
    Trading plan aik aise cheez hai kay jis kay bina aap kise bhe kisam ke trading main kamyaab nahi ho sakte hai. Agar aapko pata he nahi hai kay aapne kaam kesy karna hai to jabb kaam karney ka wakt aay ga to yakeenan aapko kuch idea nahee hoga kay kis wakt kiya karna hai.

    Trading Plan hai kiya?
    Trading plan aapka trading karney ka tareekakaar hai aur aap kay trading kay asool hain jin par aapne amal karna hai aur apni trading ko profitable banana hai. Trading plan ma aapkay entry points aapky exit points, stop losses, take profits, lot size aur es tarha ke tamam cheezin shamil hote hain.

    Trading Plan kun zaroori hai?
    English zubaan main kehty hain kay if you fail to plan the you planned to fail. Yani agar aap plan banaany main fail ho jaaty hain to eska matlab hai kay aap fail honey ka plan bana rahy hain. Agar ess baat ke importance ko aap samjh jaain to yehi plan ke ehmiyat ko ujaagar karny kay liey kaafi ha. Es kay elawa forex trading aik aisa kaam hai jis main bht zaida utaar charhao aaty hain aur aapko mushkilaat ka samna karna parta hai. Jab tak aap un mushkilat ko pehly say hal karney ka plan nahi banaty ap kamyaab nahi ho sakte hain.
    • #3 Collapse

      dear forex trading members Assalamualaikum
      trading ky leay planning bht he zarori hai ma apko yeh btana chahta hun keh market ma tukky lgany wala sub sy bara bewaqoof ho skta hai
      market ka proper analysis kren technical levels ko identify kren
      apko market ma indicators ka istemal bhi krna chye dekhen trading ma risk factors bht zeyada hain
      apko trading ma fundamental analysis aor technical analysis hasil krna hota hai
      isky elawa apky pas market ka sentimental data bhi hona bht zaroori hai ta ky apko market ma sub traders ky rujhan ka pta ho trading ma apko bht si baton ka kheyal rakhna hota hai
      forex trading ma management ky sath he apko lot size aor take profit lgana chye sath ma apko market stop loss bhi set krna chye
      apko key support aor resistance ka bhi maloom hona chye
      • #4 Collapse

        bhai planning ky bghar trading mumken hi nhi is leya him logo ko sub sy phly planning krna hoti ha market ma trad open krny sy phly jib him logo ki planning achi hoti ha is waqat him log kafi acha profit hasil kr laty ha or is leya him logo ko acho planning krni chaya
        • #5 Collapse

          Jaiza: Trading Plan ki ehmeyat

          Assalamu Alaikum friends menu using Hoon mai apne senior members puchna chahta hu threading plenty and nahi hai kya raaz hai please mujhe jaldi se jaldi
          • #6 Collapse

            Yaha par aapko working karne ke liye sabse Pehle Aap Ko planning par Nazar Rakhna chahiye planning news ke sath Kaise change Hoti Hai Jaise Jaise news change Hoti Hai waise waise aap ki Yahan Par planning change ho jati hai kiss me aane wali News Aap Ko movement ko kabhi bhi Pro self provide nahi kar sakega aapko Yahan Par control nahi de sakti hai
            • #7 Collapse

              G han jnb aap nain bht achi BT ni hai kisi bhi trader ya business man ki pehli choice ya ahm baat yeah hoti hai k woh apnain kaam k liye kitni planning karta hai air agar koi bhi kaamplaning k sath start kiya jaye to us k loss k chances bht kam hotay hain is liye aap jub bhi tradi g ka kaam start kartay hain to pre plan ho kkarainaur aap ko pata hona chaye k aap k account ka size kitna hai air is k mutabiqphir lot size select karainaur money management bhi is planing ka hi aikhissa hai air iska zaroor khaas khiyal rakhain aur jub bhi thora sa profit ho us ko nikal lainaur isko skrill mainsave rakhain yr ju. Aap ka yeah ou t wash ho jaye to isko use karain woh kaafi help karayga....
              • #8 Collapse

                Market Mein kaam karne ke liye trading ki planning Karni chahiye marketwatch kar ke sath sath planning generate Kaate Jayenge Hamara capital is ke sath sath nahi Sabhi Ke Sath increase sota Hua Main Nazar aayega kaam karne se pehle kaam ko samajh Na Hamare liye bahut jyada important Hota Hai Iski contents ke saath kaam Karenge market ka kaam Hamare liye sahi ho jayega Hame market ki movement ka idea acche se nikal na aana chahiye Hame Rakhna Baatein Karna chahiye
                • #9 Collapse

                  forex trading main aplning ki boht ahmiyat hai q k duniya main koi bhi kam aghr palning k sath kiya jay tu os main 90 percent surety hoti hai k yah acha hoga q k aik os kam ko karny main sani hoti hai jis ko pahly apny tajziye main shamil kiya gya ho osko karny ki palning ki gai ho forex trading main bhi aysa he hai k forex trading main jub hum apni trading ko paln kar k karty hain tu humari trading main loss k chances kam ho jaty hain or hum apni trading se profit bhi eran kar skty hain es liye apni trading main pahly apny liye palning karen or os k bad apni palning or apni startgy jis ko ap ny paln kiya hota hai os par anmal karna bhi be had zarir hai q k sirf paln karna he zarori nahi hai os par amal karna bhi be had zarori hai
                  • #10 Collapse

                    A lot of the time when people talk about Forex strategies, they are talking about a specific tradingmethod that is usually just one facet of a completetrading plan. A consistent Forex trading strategyprovides advantageous entry signals, but it is also vital to consider: Position sizing.
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Ap ny bro trading plan k bary me bilkul thek kaha ha planning kisi bhi field me kamyabi ki ilamat ha or planning se targets ko achieve krna khasa asan hota ha so trading me bhi planning kafi ehmiyat rakhti ha forex chun k kafi riski business ha so is me planning krna kafi had tak zruri samja jata ha warna without proper planning k trading me risk kae guna barh jata ha so hamain proper money management or planning ko follow krty hovy trading krni chahye
                      • #12 Collapse

                        Dear ap ne jo bhi kaam karna hota hai aus k liay acha plan bahot hi zarori hai aisy hi ais market mai agar hum kaam karty hai to ais mai humra acha plan hona chaye kun k agar ais market mai hum aisy hi kaam karty hai to ais mai hum ko ho sakta hai k loss hi ho kun k ye market kisi bhi taraf move kar jati hai aor aus se deal k liay hum ko ais mai apna plan bana k kaam karna parta hai ta k agar market humry opposite jati hai to hum aus k hisab se kaam kary kun k ais market mai jab loss hota hai to ais mai koi pata ni chalta k ye market kaha tak humry opposite jaye gi ais k liay hum agar phly se mind bana k kaam karty hai to hum asani se ais loss se bach sakty hai jo hum ne ghalti se karna hota hai.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          Successful trading karny me planing critical component hota hay jes key baghir kabi be achi aur successful trading nahi ki ja sakti hay, Trading planing me risk management key sath profit goals be include hoty hey, planing key sath jo be trade open ho us me 80% profit key chances hony chaye aur 20% risk chances hona zarori hey, trading plans ko ham first of all demo account me test karna chaye agar hamara plan successfully demo account me hamy profit de sakta hay to hi hamy esy plans ko live trading account me apply karna chaye.
                          Traders ke successful hone Mein trading plan bahut matter karta hai bina probable line Banaye aur trading strategy Banaye trailers Forex trading Mein successful nahi ho sakte traders ko chahiye Ke Jab Bhi trading Kare Toh usse Pehle proper plan Banaye Aur phir Apne plan strictly Kamal Kare aur apni plan se profit Banaye successful hone ke liye trading planning bahut jyada Jaroori hai
                          • #14 Collapse

                            Dear main ap ki bat say agree karta hon agher hum koi bi kam shoro karty hai to agher us ki planing nai karty to humy us main kam yabi nai ho sakti forex trading main trading plan boht hi ehmeyat ka hamal hai humy planing ka sath trading karni cahahya palning main ap pahly market ka bary main serch karny aur market ka trand ko chak karny wo ka bad trading planing ka mutabk apna stop loss aur tak profit set karny yad rahy ap apni investment ka hasb say lots size set kary aur money mangement ka khas kayl rakyn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Behtareen mansooba bandi he kici bhi karobar ke kamyabi ke bunyadi jarr hoti hay. Karobar hamesha achi planning say he parwan charhty hain aur naqis planning say he hamesha karobar doobty hain. karobar mn achy plan ke ahmiyat to roz.e.roshan ke trah wazeh hay. jab tak ek trader kay pas koe plan he ni ho ga to karobar ko start kaisy kary ga aur munafa kamana to ek jaga to us karobar ko maintain kaisy rakhy ga. Pas behtareen mansooba bandi kici bhi karobar aur khasoosan forex trading ke kamyabi ke zamanat hay aur achi planning taleem kay zarye he seekhi ja sakti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X