Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey
    Forum me bahot se members emotions key topic par bat karty hey ham emotions ka hi jaiza lety hey key ham kesy trading me emotional ho jaty hey aur es ko ham kesy ignore karen gey

    Emotions

    Trading me greed ko ham emotions ka name nahi de sakty hey, greed karna trading me alalg topic hay emotional ham trading me us time ho jaty hey jab hamy small loss ho jaye aur ham es loss ko recover karny key ley apna all account capital par risk laga kar es loss ko one shot me hi recover karny ki koshish karny lagty hey esi koshish me 99% chances loss key hoty hey, ham apni trading ko etni risky bana dety hey key market ki movement kesi be time hamary account balance ko wash kar sakti hay, etna risk le kar be ham come back nahi kar sakty esi ko ham emotions keh sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hn g dear AP ny emotions k topic py achi bat ki ha friends forex trading ma loss ki aik bout bari wjha teadtra k doran apny emotions ki kho Dena emotionless ho Jana ha insan amysa us time emotionless hota ha JB insan over confidence hota ha ya ksi depression ka shikar hota ha aysi dono sorto ma insan apny emotions kho deta ha or mazeed loss KR jata ha forex ma log ye smjty hn k agr hmain profit ho RHA ha tu hmain hr bar hi profit ho ga or wo using aytbr sy emotions ma aa k over trading start kr jaty hn results loss hi hoty hn ye lalch ki wjha Sy hota gmha dosri emotions ki bari what trader ka depression ma hona ha insan JB bi loss ki wjha sy depression ma hota ha tu us ki koshs hoti ha k jald sy jald us ka account recovery ho lakin aysa kuch bi ni hota siway loss k so hmain is loss still bachny k liay apng emotions py control karna chaiy ta k hmari trading bi achi ho or hmari earning bi achi ho
    • #3 Collapse

      Trading main emotions ka amal dhakal:
      Forex trading aik aisa kaam hai jis main har wakat aapky emotions ka test ho raha hota hai aur market ke soortehaal aik aik minute main tabdeel ho rahi hote hai. Jab market ke soortehaal tabdeel hoti hai to us wakt ya aapka loss barhta hai ya apka profit barhta hai. Jab aapka profit barhta hai to aapkay mind main aata hai kay trade close kar dun kahon baad ma kam na ho jaay. Esi tarha jab aapka loss barhta hai to aap kehty hain trade chalney dun kahon baad baad kam ho jay ga. Lehaza har wakat aap kay mind ma tarha tarha k khyaal aate hain magar aapne enko control karna hota hai.
      Always have a plan: jab aap kay pass har cheez ko handle karney ka plan ho ga to aap apne emotions par kafi hadd tak control paa sakte hain.
      Don't Overtrade: Jab ham trafing kar rahy hoty hain to hamko baaz awkat pata nahi chalta kay ham overtrading kar rahy hain. Hamesha apni trading ke routine aur plan ko write down kar k apne pass rakhen.
      Know your limits: Jab aap apni limits set kar lety hain kay ess say tajawuz nahi karna ya jabb ye situation ho to trafing ko chora hai to aap kafi hadd tak emotions par contro kar lety hain.
      • #4 Collapse

        forex trading main har trador emotions par control na rakhny se loss othata hai q k jub un ko loss hota hai tu wo apny ap par qabo nahi rakh paty hain or wo apny loss ko recover karny k liye daobara risky trading main phas jaty hain es liye jub loss hota hai tu kbhi bhi jald bazi nahi karni chahye q k jald bazi main hum kbhi bhi trdaing ko profit ki tarf nahi lay skty hain es liye jahan tak ho sky apni trdaing main emotions ko control rakhen aghr trading main achi eraning gain karna chahty hain or kamayb hona chahty hain es liye hmain apni trading main har kam soch smjh kar trading karni chahye or jitna ho ksy otna he apni trading main risk k factor ko kam rakhna chahye ta k ap apny emotions par control rakhny k bad kamayb ho skaen
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Forum me bahot se members emotions key topic par bat karty hey ham emotions ka hi jaiza lety hey key ham kesy trading me emotional ho jaty hey aur es ko ham kesy ignore karen gey

          Emotions

          Trading me greed ko ham emotions ka name nahi de sakty hey, greed karna trading me alalg topic hay emotional ham trading me us time ho jaty hey jab hamy small loss ho jaye aur ham es loss ko recover karny key ley apna all account capital par risk laga kar es loss ko one shot me hi recover karny ki koshish karny lagty hey esi koshish me 99% chances loss key hoty hey, ham apni trading ko etni risky bana dety hey key market ki movement kesi be time hamary account balance ko wash kar sakti hay, etna risk le kar be ham come back nahi kar sakty esi ko ham emotions keh sakty hey.
          Asalamo alikum dear! Trading main emotions ko control karna nehayat zarooori hota ha. jahan par ap apni emotions ko control nahi kar sakte hain wahan apko loss bhi othana parta hai. trading main jo main aur eham cheez hai wo ha heee apne emotions ka contol. har time insan jab market ko dekhta ha aur market ka badalney k sath satgh apka profit aur loss ka status bhe kam ya zaida hota ha. to us wakat ap k ly contol karna bht zarori hota ha warna ap koi wrong decision ly sakte hain. mery mind k lehaz sa agar apky pass plan ho to ap achy trader ban sakte hain.
          • #6 Collapse

            Emotions ka traders ke trading kay result per bohot he ghera asar hota ha. Emotions ke different type hain.

            Aur different traders different type ke emotions ka shikar hoty hain. Iss liye iss kay liye combine term emotion control he use ke jate hai.
            Traders emotions ke effect mai aa kar trading mai analsis nai karty hain aur jab sirf emotions ke base per trading dicision karty hain tu in ko automatically trading mai results b achy nai mity hain.

            Kafi traders fear ke waja say achi trading opportunity miss kar daite hain. Aur kafi saray traders aik trade mai kamyabi kay baad over excitement ka shikar ho jate han aur bar bar trading postion open karty hain jis say aur b loss ho sakta hai.
            Iss liye traders apny emotions ko khatam kar kay trading tu nai kar sakty hain lakin apny emotions ko control kar kay zaroor trading kar sakty hain
            • #7 Collapse

              bhai ap ny thek bath ki ha him logo ko forex ma apny emotion py mukml control rkna chaya jtna zayada him log apny emotion ko control ma rakhy gye him log itna hi zayada profit hasil kr skty ha is leya him logo ko emotion py control rakhna chaya zayda sy zayada
              • #8 Collapse

                emotion ham trading me kesy karty hey

                Assalamu Alaikum friends menu userform Apne senior member se puchna Chahta Hoon ke emotion Hum trading Mein kaise kar sakte hain please do senior member hai jo Mujhe Uske baare mein jaldi se jaldi bata sake
                • #9 Collapse

                  Forex Mein kam karne ke liye Hame kabhi bhi disturb nahi hona chahiye is Pe Hum Sab logo ko kis pe Apne emotions ko control Mein Rakhna chahiye emotion increase on Tu Hamari working b decrease ho sakti hai isliye acche mood ke sath kaam karte hai apne level ko increase karte hai aur acche se Accha kaam Karke Hume Aage Ki Taraf Lekar Jana Chahiye uska Humko
                  • #10 Collapse

                    G han jnb aap nain bilkul sahi BT ni hai forex aik aisa buisenss hai his main insanity nerve ka mazboot hona bht zarori hai q k is mai apka loss ya profit ho raha hota hai air aap ko samajh ni aa rahi hoti k ab kia kiya jaye to us waqat jub aap k emotion PR aap ka control ni hoya to aap ka acha Lhasa loss ho jayega is liye emotion leSs ho k kaam karnan parhta hai forex main air jub bhi aap ka loss ho to ziada emotional ni hona balkay relax hona hai air sochnanhai k loss ko minimizae jesay saktay hain ya isko fit main convery jesay kar skatya hain jub aap apnain emotion PR control seekh jayengay to us din say aap kamyabi ki taraf chal parhaingay...
                    • #11 Collapse

                      Yeah paragraph long time ke liye working karna chahte hain aapko Agar market analysis Ka Pata Hai Aap Yahan Par kabhi bhi nuksaan nahi karenge market Se Aayi yahan se acche se maximum earning karne ke liye Ja se revenue generate karne ke liye aapko chahiye kya abhi aap par working Karte share market mein acche se satisfaction Hasil Kare aur long time ke liye working Kare Jitna aap kaam Karenge aap earning kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        bhai mary kahayal ma jab aap kay pass har cheez ko handle karney ka plan ho ga to aap apne emotions par kafi hadd tak control paa sakte hain phir him log acha profit bi bna skty ha
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          Dear jab hum trading kar rahy hoty hai to aus time hum ko emotion ko control karna hota hai aus mai sab se bara masla ye aata hai k hum jab bhi market k samny bethy hoty hai to agar trade na bhi ban rahe ho to hum aus mai trade laga dety hai aor aus k baad hum jab koi trade open kar lety hai aor aus par hum ko agar profit ho raha ho to hum aus ko foran close kar dety hai aor jab trade loss mai jati hai to hum koi sath bari lot laga lety hai aor market baad mai wapis aa jati hai jis se bari lot wali trade loss mai jati hai aor hum ko kafi zayda loss ho jata hai ye ab banda tab karta hai jab emotional hota hai ais liay hum ko relux ho k kaam karna chaye aor her trade k sath stop loss aor take profit laga k choar dena chaye.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            Forum me bahot se members emotions key topic par bat karty hey ham emotions ka hi jaiza lety hey key ham kesy trading me emotional ho jaty hey aur es ko ham kesy ignore karen gey

                            Emotions

                            Trading me greed ko ham emotions ka name nahi de sakty hey, greed karna trading me alalg topic hay emotional ham trading me us time ho jaty hey jab hamy small loss ho jaye aur ham es loss ko recover karny key ley apna all account capital par risk laga kar es loss ko one shot me hi recover karny ki koshish karny lagty hey esi koshish me 99% chances loss key hoty hey, ham apni trading ko etni risky bana dety hey key market ki movement kesi be time hamary account balance ko wash kar sakti hay, etna risk le kar be ham come back nahi kar sakty esi ko ham emotions keh sakty hey.
                            Forex trading game trade karte huye Hum emotions Aise karte hain Ke Jab Hum Apni trade Laga Ne Lagte Hain Toh Yeh sochte Hain Ke Humne trade Karke launch Na Ho Jaye aur Hamare is made ki wajah se hum trading achi nahi kar sakti aur Hamari trade laws Main Chali jati hai usko chahiye ke kabhi bhi trade karte ho emotions se trading Na Kare aur Sahi tarah trade kare
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex A Technical Business Forex trading koi aam business nahi hai aur na hi ye her aik k bus ki baat hai kion k iss main market her waqt fluctuate hoti hai aur jo banda apna confidence lose ker jaye aur apny emotions ko kabu main na rekh saky wo hamaisha loss hi kerwata hai. Emotional honay ki sab se berri waja ye hoti hai k hamary pass na to koi planning hoti hai aur na hi proper knowledge jiss ki waja se jab hum ko loss hona shuru hota hai to hum aik dum emotional ho jaty hain aur phir iss loss ko forun recover kerny k chaker main lag jaty hain aur mostly log apny capital ko wash kerwa baithty hain. Emotions se aap ussi waqt hi bach sakty hain jab aap proper prepare ho k planning ker k trade shuru kerain aur aap ki trade aap k capital k mutabiq ho ager ap ka lot size ap k capital ki nisbat ziada ho ga to ap k account wash ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X