Jaiza: Central Bank key Interest Rates se market ko analysis karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Central Bank key Interest Rates se market ko analysis karna
    Common aur simple si bat hay key central bank interest rates (sood ki sharha) me jo be decision leti hay ye Forex ki market par effect karti hay, agar central bank interest rates me ezafa karti hay to simple si bat hay key us ki economy strong ho rahi hay esi waja se interest rates me ezafa ho gia hay aur future me mazeed us ki economy strong ho sakti hay esi tarha agar central bank interest rates me kami kar deti hay to hamy yahi result milta hay key us ki economy weak ho gia hay, ye bahot hi simple aur easy way hay market ko fundamental analyzing karny ka aur es ko understand karny ki koshish har trader ko karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Central Bank k interest rates say analysis karna:
    Central bank ke policies mulk ke currency kay liey bht zaida ehmiyaat ka hamil hoti hai aur central bank ke policies say pata chalta hai kay kise bhe mulk ka apni currency kay baary main kiya decision hai aur kiya wo apni currency ko strong karney ka soch rahy hain ya phir apni currency ko devalue karney ka soch rahy hain. Esi liey hamain central bank ke interest rates par khas tor par tawajha deni chahey.

    Interest Rates main izafa:
    Agar koi central bank apne mulk main interest rates yani sharesood ko barhaana chahata hai to phir us ka matlab hota hai kay currency ke value strong hoge aur log bankon main paisa zaida rakhin gay kun kay loan lena mehnga hoga aur apko bank ma paisa rakhny say sood zaida miley ga. Lehaza us wakat apko wo currency buy karni chahey.

    Interest Rates ma kami:
    Agar koi central bank Apne mulk main interest rates main kami ka ishaara deta hai ya ailaan karna hai to us kay badlay main us mulk ke currency down trend main aa jaati hai kun kay bankon say loan sasty milte hain aur jiske wajha say reserves kam ho jaaty hain. Lehaza aapko us wakat sell karna chahey.

    Interest Rates ko maitain karna:
    Jab Central Bank interest rates ko maintain larney ka kehta hai to us main koi khas fark currency par nahee parta hai aur jo normal currency ka trend chal raha hota hai wohi trend jaari rehta hai.
    • #3 Collapse

      forex trading main aghr hum trading karty hain tu os ain central banks k intrest rate ki yah ratio hoti hai tu os ki market main bari changing ati hai or intrest zeyda hony par econmy tu strong hoti hai laken forex main es ka yah asar parhta hai k es main os molk ki currency bhi strong ho jati hai or jesy he yah weak main chli jati hai tu currency bhi waek ho jati hai jub ayse sort e hal ho market main tu apko os wakt main sell ka order lgana chahye ayse ap apni trading ko maintain karty howe trading kar lety hain es liye forex tading main apk risk ko kam kar ksty hain or ap earning bhi achi gain kar lety hain
      • #4 Collapse

        dear forex fellows apko maloom hona chye ky forex trading ma interests currency ki strenght py bht impact rakhty hai short term interest rates decrease hony sy long term ma currency strenght pakrti hai kkn short termn rates increase hony sy waqti tor py currency strength pkrti hailkn bad ma down ho jati hai is leay apko monitoring policy ki wording ko critically listening krni chye us ma kafi hints hoty hain ky currency ky interest rate ki waja sy kam ya zeyada ho rahy hain agr to inflation control ky leay interest rate increase kiay jain to currency strenght pkr leti hai
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Common aur simple si bat hay key central bank interest rates (sood ki sharha) me jo be decision leti hay ye Forex ki market par effect karti hay, agar central bank interest rates me ezafa karti hay to simple si bat hay key us ki economy strong ho rahi hay esi waja se interest rates me ezafa ho gia hay aur future me mazeed us ki economy strong ho sakti hay esi tarha agar central bank interest rates me kami kar deti hay to hamy yahi result milta hay key us ki economy weak ho gia hay, ye bahot hi simple aur easy way hay market ko fundamental analyzing karny ka aur es ko understand karny ki koshish har trader ko karni chaye.
          Asalamoalikum dear brother! apne hamary sath aik achi post share ki ha aur main aapka shukriya ada karna chahta hun. jahan tak aapki jo malomaat hai to banks main sood ke shara ko bahraya aur ghataaya jaata hai jisman agar sood ke shara jo zaya kiya jaay to us mulk ki currecny ke value main izafa yani increase hoti hai aur agar us mulk ma sood ke shara ko kam kia jay to currencu ke value ma kami aa jati hai. aur ye decisions mulk ka central bank leta hai.
          • #6 Collapse

            Yeh pic achchi wali planning hai yeh bhi Aane wali news Hoti Hai Jab Central Bank Apne taxi score increase karta hai to market mein bahut jyada movement Hoti Hai upset ki taraf Ho Jab Apne Central Bank Texas ko kaam karta hai tu yahan se market ki movement Neeche ki taraf Aana start ho jati hai isliye is par aap acche se nazar Rakhe aur phir kaam kare
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
              Central Bank k interest rates say analysis karna:
              Central bank ke policies mulk ke currency kay liey bht zaida ehmiyaat ka hamil hoti hai aur central bank ke policies say pata chalta hai kay kise bhe mulk ka apni currency kay baary main kiya decision hai aur kiya wo apni currency ko strong karney ka soch rahy hain ya phir apni currency ko devalue karney ka soch rahy hain. Esi liey hamain central bank ke interest rates par khas tor par tawajha deni chahey.

              Interest Rates main izafa:
              Agar koi central bank apne mulk main interest rates yani sharesood ko barhaana chahata hai to phir us ka matlab hota hai kay currency ke value strong hoge aur log bankon main paisa zaida rakhin gay kun kay loan lena mehnga hoga aur apko bank ma paisa rakhny say sood zaida miley ga. Lehaza us wakat apko wo currency buy karni chahey.

              Interest Rates ma kami:
              Agar koi central bank Apne mulk main interest rates main kami ka ishaara deta hai ya ailaan karna hai to us kay badlay main us mulk ke currency down trend main aa jaati hai kun kay bankon say loan sasty milte hain aur jiske wajha say reserves kam ho jaaty hain. Lehaza aapko us wakat sell karna chahey.

              Interest Rates ko maitain karna:
              Jab Central Bank interest rates ko maintain larney ka kehta hai to us main koi khas fark currency par nahee parta hai aur jo normal currency ka trend chal raha hota hai wohi trend jaari rehta hai.


              G Bhai ma AP ki bathe Howe sub batho sy agree krta ho Kay ky ager him log is tra sy trading krty ha to hi him log is ma kamyab ho skty ha or acha profit hasil KR skty ha is leya him logo ko mhnat krni Chaya phir hi him logo ko kamyabi mile gye
              • #8 Collapse

                Jnb aap nain bilkul sahi kaha hai jub bhi kisi milk ki currency down ja rahi hoti hai to is main us k bank ka role bht ehm hota hai jub bhi koi news aati hai to woh ya to is wajah say aati hai k us milk main koi ehmnews release hoyi hai Jo us milk ki curruncy ko effect karti hai air agar is wajah say nan ho to us milk k nationalbank main k interest rate main koi changes ayi hai air agar yeah change ziada hun yeahni interest rate main izfa ho to us milk ki curruncy storing ho jaati hai air agar interest rate main kammi ho to us milk ki curruncy downjayegi air mazeed chances bhi hai down janain k lehaza trading k doran fundamental news ka khaas khiyal rakhain khaas tour PR bank ki changes pr
                • #9 Collapse

                  Jab Central Bank Apne income tax rates change karta hai to market ki movement bhi bahut sara Speed ke sath hoti hai aapko dekh Na Hota Hai Ki market Kaise move kar rahi hai agar central bank rates increase Hote Hain Tu Yahin par commodities KB rate definitely increase ho jayenge Aap Ki Aankhen ki condition bhi hai par increase hoti Jayegi aur aap Yahan Par maximum revenue generate kar sakte hain aur kaam kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    bhai ap ny bhot hi acha question poucha ha mary khayal ma agar koi central bank apne mulk main interest rates yani sharesood ko barhaana chahata hai to phir us ka matlab hota hai kay currency ke value strong hoge aur log bankon main paisa zaida rakhin gay kun kay loan lena mehnga hoga aur apko bank ma paisa rakhny say sood zaida miley ga is ky leya him logo ko mhnat krna hoti ha phir him log acha profit bna skty ha
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Dear jaisy ap ne baat ki hai Central Bank ki to ais mai ye hai k jab bhi kisi currency k intrest rate change hoty hai to aus se market mai kafi zayda faraq parta hai kun k jab market normal move kar rahe hoti hai aor aus k intrest rate aa jaty hai agar wo high ho to logo bank mai paisa rakhty hai jis se ye faida hota hai k wo currency strong hoti hai aor aus se market par bhi faraq parta hai aor aus thory se time k andar hi market kafi zayda move kar jati hai aor aus k baad jab market mai news ka asar khatam hota hai to ho sakta hai k apni phly wali jaga par aa jaye magar ais k liay time kafi lag jata hai kun k news ki waja se market kafi zayda move kar jati hai aor apni jaga par aany mai time lagta hai.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                        Common aur simple si bat hay key central bank interest rates (sood ki sharha) me jo be decision leti hay ye Forex ki market par effect karti hay, agar central bank interest rates me ezafa karti hay to simple si bat hay key us ki economy strong ho rahi hay esi waja se interest rates me ezafa ho gia hay aur future me mazeed us ki economy strong ho sakti hay esi tarha agar central bank interest rates me kami kar deti hay to hamy yahi result milta hay key us ki economy weak ho gia hay, ye bahot hi simple aur easy way hay market ko fundamental analyzing karny ka aur es ko understand karny ki koshish har trader ko karni chaye.

                        Ye baat aap ki bilkul theek hai agar Hum Central Bank interest rate pay decorate training Kare Toh Hum usse bhi Kafi profit kar sakte hain Kyunki Central Bank decisions market pe kaise hain kaafi hote hain aur Agar Hum unko understand Kar Gaye toh kaafi profit bana sakte hain isliye Hame Central Bank interest rate ke decisions trading zaroor karna chahiye tha ke hum acche profit earned again aur Forex trading main successful trading kr skain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Central Bank key Interest Rates se market ko analysis karna

                          Central bank kay interest say market kay rates ko analysis krna chahye kion kah central bank ka jo interest hota hay us say market pr asr prta hay aor trader ko forex trading market main central bank ki sb updates ko follow krna hota hay aor trader forex trading market ki sb fundamental analysis kary aor trader market ko daily understand krnay ky koshish karay aor trader ko forex trading main experience ho trader forex trading main economic issues ko daily smjhy aor trader forex trading market main complete understanding say trading karay aor trader ko forex trading main world level ki economic updates ko follow krna hota hay aor trader ko complete analysis karna hota hay phr ja kar trader ki trading main success hoti hay aor jb trader active rhta hay forex trading market main phr trading main trader ko earn krna aaor market kay price movement ko smjhna easy hota hay aor trader good profitable trading kr kay successful trading krta hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Central Bank key Interest Rates se market ko analysis karna

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            Common aur simple si bat hay key central bank interest rates (sood ki sharha) me jo be decision leti hay ye Forex ki market par effect karti hay, agar central bank interest rates me ezafa karti hay to simple si bat hay key us ki economy strong ho rahi hay esi waja se interest rates me ezafa ho gia hay aur future me mazeed us ki economy strong ho sakti hay esi tarha agar central bank interest rates me kami kar deti hay to hamy yahi result milta hay key us ki economy weak ho gia hay, ye bahot hi simple aur easy way hay market ko fundamental analyzing karny ka aur es ko understand karny ki koshish har trader ko karni chaye.
                            Central Bank policies Scorpio Forex trading market back office mein padta hai Jab bade bade bade banks in decisions related to SEBI Forex trading market Mein movement paper for jata hai isliye Hame Central banks holiday Bank thik Hone Wali meetings Pehli Nazar Rakhna chahiye is se Hame trading karne mein fayda Hoga aur successful trading Mein Main Kafi Hai Mil Jayegi isliye Hame banks ke Darmiyaan honewali meetings ko bhi Dekhte Rehna chahiye
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Central Bank key Interest Rates se market ko analysis karna

                              Assalamualaikum bhai kaise hai aap Mai Amit Karti Hoon ke aap khairiyat se Honge bhai Dekhe bilkul simple si Baat Hai Ke simple si bat hay key central bank interest rates (sood ki sharha) me jo be decision leti hay ye Forex ki market par effect karti hay, agar central bank interest rates me ezafa karti hay to simple si bat hay key us ki economy strong ho rahi hay esi waja se interest rates me ezafa ho gia hay aur future me mazeed us ki economy strong ho sakti hay esi tarha agar central bank interest rates me kami kar deti hay to hamy yahi result milta hay key us ki economy weak ho gia hay, ye bahot hi simple aur easy way hay market ko fundamental analyzing karny ka aur es ko understand karny ki koshish har trader ko karni chaye. Umeed Karti Hoon ki aap meri baat se Ittefaq Karenge Shukriya Allah Hafiz

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X