Jaiza: Trading journal kiya hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Trading journal kiya hai?
    Trading journal ka lafz agar apne pehly nahi suna to aam alfaaz main apni trades kay record ko maintain karna trading journal kehlaata hai.

    Trading journal ka maqsad:
    Trading journal main sirf ye nahe hota hai kay aapne ye record rakhna hai k kon see currency ko kiss jagha par aapne sell kiya ya buy kiya aur kis jagha par close kiya, balkay trading journal main us currency trade kay baary main tamaam malomaat rakhi jaati hai kay kiss wajha say aapne wo trade open ya close ke the. Trading journal aapko us wakt kaam aata hai jab aap confusion ka saamna kar rahy hon aur samjh nahi paa rahy jon kay kia karna ha. Aap trading journal ma jaa kar us tarha ke trades aur situation ko pehly dekh kar us buniyaad par faisla kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading Journal me hamari trading ki history hoti hay jes me ham asani se open key trades aur close key gey trades ki information hoti hay, ham ne jo be profit ya loss trades me kia hota hay us me key gey mistakes ko ham trading journal me check kar sakty hey, trading journal ko ham 1 tool be samj sakty hey apni trading performance ko behtar karny key ley trading journal se hi ham knowledge hasil kar sakty hey, goals ko achive karny key ley trading journal sab se best trading tool hay jo key hamy hamary trading expernice se hamy all time ki trading ka knowledge aur information de sakta hay.
    • #3 Collapse

      g han bhai apki bat shai hai forex trading main journal trading k option main aghr trading kar rahy hain tu es ki basic information hona boht zarori hai or apko achi tarh se pta ho k ap kis liye es ko use kar rahy hain q k journal trading ka yahi kam hai k hum apni trading ka tajziya karna chahty hain k hum ny kis trah trades ko open kiya tha or aghr close kiyatha tu q kiya tha yah sub hum journal trading se kar skty hain or journal trading ka yah fiada hta hai k hum kisi bhi trah ki pareshani main hun tu hum apni trading ko chek kar skty hain or faisala kar skty hain k ab hmain kiya karna chahe or kis traha karna chahye
      • #4 Collapse

        gee bhai ap ny sub ny theak kaha hai humen trading journal ko smjhna chye aor ap ko har aik trading related chez ka maloom hona chye Pakistan forex forum isi leay bna hai ky apko yahan py trading ky knowledge sy agah kia jay aor apko trading ma motivated kia jay ap logo ko jub forum bonus ki adat pr jay to ap log ohr investment bhi kr lety ho apki trading skills jesy jesy strong hoti jati hai apko trading ma knowledge aor experience hasil hota jata hai aor a0ka confidence increase hota jata hai apko forex forum sy faida uthana chye ta ky ap logon ko acha profit hasil ho sky
        • #5 Collapse

          Trading Journal kya hai?
          Trading journal k bary ma bahi aone sahi hamari rehnumai ke hai. hamain trading journal ko maintain karna chahey kun kay es say hamian apni mistakes ka idea ho sakta hai aur trading kafi zaida improve ho sakti ha. trading journal main wo sari maloomat honi chahey jo aap ka har din ke activities hotyi hain aur un activities ko apne ignore nahi katan hotta ha jabkau un ghltiyon aur apni khoobiyon ke base par agli trading ka plan karna hota hai. jitny bhe traders hain wo yehi samjhty hain kay trading easy hai aur trading kar ka ham asaani say paisa kama sakte hn mger jb tak trading pe home work na kiya jay us time tak ap ko kamyabi milna taqreeban impossible hota hai.
          • #6 Collapse

            Forex main aapke paas Nasif record hona chahiye kya nahi konsi currencies Mein investment karni hai kis jagah se investment ki thi last time par Baal ke aapko iski her movement ka bhi Pata hona chahiye iski direction Kabhi Pata hona chahiye ke office me kaise kam karte hain aap isme Kaise long time ke liye capital investment kar sakte hain
            • #7 Collapse

              My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayal ma jaha sy him logo ko trading ky related information milti ha is ko trading journal khty ha to AP bas mhnat kro bas sub choro phir AP ko bhot Sara profit Mil skta ha
              • #8 Collapse

                G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai trading journal main aapko history save hoti hai k kia waqat him nain kon c curruncy sale ki the ya buy ki the is k ilawa bhi metal k barhay main bhi information save hoti hai air jub bhi aap PR koi masla at a hai aur aapko samajh ni aati k ab kia karnan hai to aapko chaye l aap sirf trading journal open karain air us say mind ko rewind akr k sub theak kar nain air is k ilawa Jo sub say ehm faida hota hai trading journal ka woh yeah hai k hub aap history check kartay hain to aapko pata chal ta hai k aap nain kon kon sa loss kiya tha aur kis wajah say kiya tha aur is mistake ko aap next time ni repeat karain gay aap ...
                • #9 Collapse

                  Trading general 1 type ki history Hoti Hai is history ke Aise aap log maximum earning kar sakte hain yahan se maximum working Karke long time ke liye stable business develop kar sakte hain apne business ko develop Karte Jayenge aap ke kam karne ki kya condition Aur Bhi Jyada hoti Jayegi long time ke liye market Mein satisfaction Hasil kar sakte hain woh accha kaam hai yahan se manage Kar Ke Kafi acha kaam develop kar sakte hain aap ko bas yaha par kuch samajh Na Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    bhai ap ny bhot hi acha question poucha ha mary kahayal ma apni trades kay record ko maintain karna trading journal kehlaata hai is leya him logo ko zayda sy zayda mhnat krni chaya phir hmra record acha ho ha or him log acha profit earn kr skty ha
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Dear brother ap ne jo baat ki hai Trading journal ki to ais forum par hum ne trading journal mai posts ki hai aus mai ye hai k ap forex se releted koi bhi baat kar sakty hai agar ap aus mai posts karty hai to ap ko aus mai ye faida hai k ap ko aus k jawab mil jaty hai aor aus se ap k knowledge mai izafa ho jata hai jab k ap ne dekha ho ga k ais forum par aor bhi bahot sary session bany hoye hai jaha par hum posts kar sakty hai agar hum waha par posts karty hai to aus mai hum normal posts ni kar sakty aus k liay jo section hota hai aus k releted hi posts karni hoti hai agar hum aus mai normal topic par posts kary gay to aus mai hum ko bonus kam milta hai ais liay hum ko chaye k hum aus mai posts soch samjh k kary.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                        Trading journal ka lafz agar apne pehly nahi suna to aam alfaaz main apni trades kay record ko maintain karna trading journal kehlaata hai.

                        Trading journal ka maqsad:
                        Trading journal main sirf ye nahe hota hai kay aapne ye record rakhna hai k kon see currency ko kiss jagha par aapne sell kiya ya buy kiya aur kis jagha par close kiya, balkay trading journal main us currency trade kay baary main tamaam malomaat rakhi jaati hai kay kiss wajha say aapne wo trade open ya close ke the. Trading journal aapko us wakt kaam aata hai jab aap confusion ka saamna kar rahy hon aur samjh nahi paa rahy jon kay kia karna ha. Aap trading journal ma jaa kar us tarha ke trades aur situation ko pehly dekh kar us buniyaad par faisla kar sakte hain.
                        gee brother trading journal hamaari trading ki history hoti hay kaay aap na kab entry lee kahaan entry lee kis wajaah sey entry lee jab or kitnay loss or profit may closing ki or kiu kee trading journal main her cheez ka record maintain kiya jaata hay mainay aik forum per dekha tha kay logo nay apna apna journal banaaya howa hay jahaan woh apni history bonus details or analysis share kertay hain wahaan per baqaidaa kaam hi trading journal per kiyaa jaata hay kiu kay udher bhi kaam ka bonus to milta hi hay hamaaray forum per bhi aam guftagu main trading journal to mojoud hay ager sab log chaahain to mill jull ker udher bhi kaam kiyaa ja sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Trading journal kiya hai?

                          Trading journal ka mtlb ap ny wasy to thread main clear kia howa hay aor trading journal ka mtlb yah kah trader apni trading ki jo bhi history hoti hay ya jo trader daily work krta hay us ko on the record lata hay mtlb kah trader daily apni aik dairy bnata hay jis main woh apni complete story likh data hay jaisy kah us nay kaisy trading ki kis trah say trading ki us ko kitna fiada howa kitna loss howa hay yeh sb batain jo trader ki daily base pr hoti hain woh trader apny trading journal main likh data hay is ka mtlb yeh smjhiain kah trading journal main trader ka complete trading krny ka hal hawal likha hota hay jis main woh complete apni ki gai trading ki history , story share krta hay trading journal acha hay trader agr trading ka apna aik trading jurnal bna kr us main sotry likhta hay to trader ko kafi trading ka experience ho jata hay aor trader forex trading main mazeed bhtr work krnay ki koshish krta hay .
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Trading journal kiya hai?

                            Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha forex trading main ap ko apni trading ka pura record rakhna chae ha jtni trade open karny or kahan pe close karty han Sab ka record hona chae ha
                            Trading main ap apni trading ka jtna ghor karny gy utna he profit ap ko he ho ga k bar bar trading same he ho rehe hoti ha resistance or support level ban jaty han jin ko samjna both zarori ha resistance or support level pe he trading karna best ha AGR ap k pass record ni ho ga to ap samj ni pany gy is ley knowledge or experience hasil karny us k mutabiq trading karny ta k ap easily forex trading main successful ho saken
                            Ye Sab tab he ho ga jab ap k pass Sara record ho ga to ap easily samj saken gy or easily trading kar saken gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Trading journal kiya hai?

                              Assalamualaikum bhai kaise hain aap Umeed Karti Hoon ke aap khairiyat stay Honge Bhai aap ka Sawal ke trading jungle mein kya hota hai iska jawab Mein Dena chahti Hoon aur uske jawab nahi karungi ke reading general Mein Humne Yeh record Rakh Na Hota Hai ke Aapne kis jagah se konsi currency kharidi hai ya konsi currency kaha pe frokht ki hai aur kahan par se shuru Karke kahan par close ki hai Umeed Karti Hoon Mere is jawab se aap ko Maloom Hui Hogi ya phir aap ki maloomat mein izafa hua hoga Shukriya Allah Hafiz

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X