kia without strategies key be successful trading ki ja sakti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia without strategies key be successful trading ki ja sakti hay?
    Trades open karny se le kar trade ko close hony tak hamy strategies ko use karna zarori hota hay, trade to ham without strategy key be open kar lety hey magar profit ko maintain rakny aur loss factor me kami karny key ley strategies ko nazar andaz nahi kia ja sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ASLAMUALEKUM friend kamyabi ke lea ap ke pass strategy ya plan ka hona lazmi hai aur ap kamayabi hsil nahe kar sakty jub tak ap ke paas aese startegy na ho jiss py ap trust bhe kar saken iss lea kamayabi ke lea startegy ka hona must hai
    • #3 Collapse

      Yes bhagir strategy k hum achi trading nai kr sakte trading k shoro se le kar akhar tak hune strategy ma istamal krna chaiye kew k ye business hamre liye sab se acha business hai ur is main success hasil krne k liye hune menat ki zahrorat hoti hai
      • #4 Collapse

        walikum salam nahi brother bina kise bi strategy ky ap kamyab nahi ho sakty hyis forex mai wesy kai logo ko mai ny daikha hy ky wo log kuch din tu bara acha profit karty hy per phr bad mai loss kar kar ky sara account wash kar dyty hy wo log tuky mar kar kuch din kam kar lyty hy or us din market mai itna move nahi hot ajis waja sy wo log profit kama lyty hy per zuyada dair tak nahi kar skty.
        • #5 Collapse

          strategy aik way hay aap ko strategy pe chalna parrta hay pehle achay analysis hotay hain then jo bhi trade ki jaati hay mean pehle jo bhi analysis hotay hain uss kay abd aap ko strategy pe dekhna hota hay risk reward kya hay then trade mei enter hotay ho esliye zaroori hay best trading kay liye aik best strategy..
          • #6 Collapse

            g han bhai paki bat sahi hai forex trading main strtgies ki boht ahmiyat hoti hai q k hum without satratgy se trade ko open tu kar skty hain maghr os main risk ko kam karny or loss se bachny k liye hmain strtgy ko he use karty howe trading karni hoti hai tu mera khyal hai k hmain overall he strtgy ko use kar k trading karni chahye ta k hmain loss na ho or hum apni trading ko maintain rakhty howe kar saken
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Trades open karny se le kar trade ko close hony tak hamy strategies ko use karna zarori hota hay, trade to ham without strategy key be open kar lety hey magar profit ko maintain rakny aur loss factor me kami karny key ley strategies ko nazar andaz nahi kia ja sakta hay.
              Ji Bhai Ye bahut accha your important work Hame kiske sath he kaam karna chahiye Hame Apna account chalane ke liye Hona bahut zaroori hai
              • #8 Collapse

                Re: kia without strategies key be successful trading ki ja sakti hay?

                forex trading main agar hum achi strategy use karty huway kam karen gay to esmain humara he faida hota hay es liye humy chahiye keh khoob focus karen market main ta keh achi earning kar sakty es business main dil lga kar time dainay main bhi faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay esmain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: kia without strategies key be successful trading ki ja sakti hay?

                  forex mai strategy ke bohat ahmeyat hain hamy is ko use kar ky kam karna chahey is ky bager kamyabe mumkin nahi hain is liye hamy isy ignore nahi karna chahey forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: kia without strategies key be successful trading ki ja sakti hay?

                    forex mai kam karny ky liye hamy kuch tools use karny chahey hamy ache learning ky bad ache strategy bana kar isy use kar ky kam karna chaehy pher he hum kamyabe hasial kar saky gy or ane zarorto ko pura kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kia without strategies key be successful trading ki ja sakti hay?

                      Without strategy trading hawa main teer lagany wali baat hy. Dear jb koi planning hi na ho, yeh bhi pta na ho keh kis terf trade lagani hy aor loss ki sorat main kia kerna hy to phir trading main munafah milna mushkil hy. Strategy ko follow kerny k main bhi heq main hon.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: kia without strategies key be successful trading ki ja sakti hay?

                        hamy ache strategy bana kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik unique business hain hum is business ko apna professional career be bana sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X