Trading mein ghair hazir damaghi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein ghair hazir damaghi
    Forex trading aik aisa kaam hai jis mein aap ka damagh her waqt fresh hona bahut zaroori hai iss lye jab bhi aap kisi tention ya perashani mein hoon tou aap ko cbahyea kay aap rest karain aur trading na karain yeh aap kay lye behtar hai bajaye iss kay kay aap loss ho jaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul thek kaha apne k forex trading mai absent mind bilkul nai hona chahiye bilkul mentally fresh and fully present ho k forex trading karni chahiye warna kahain se bhi ik choti c bhol nuqsaan day jati hai aur bajaye trade haq mai janay k opposite ho jati hai. Isliye mentally fresh and present ho k trade lagani chahiye.
    • #3 Collapse

      Yes brother of course Ap ke bat se itfaq karta hoo k Agr Ap fresh ni hoo gy to Ap kbi b trading m success ni hoo gy trading ik crticial busseness a aur is m agr Ap tension m hoo gy ya Ap ke Sait khrab o to trading Na kary q k Ap ke ik mistake Ap ka Sara balance wash kr skti a trading hemsha prskoon o kary aur agr Koi b abnormality feel kary to wait kary Jb behter masoos kary to tb he Apny Ap ko trading m involve kary
      • #4 Collapse

        Trading Mahavir dimagi se kam karna chahiye Kyunki aap ko pata hona chahiye Ke Jab Hum instaforex bonus account mein Hazir dimagi Se Kam Nahi Karenge to Hame Apne instaforex bonus account for huge losses ka Samna karna padta hai.
        Isliye Hame chahiye ke hum Apne Rakhe
        Sex market Mein Jab trading karne ka mauka Mila Soham a long term ke liye trading karne chahiye aur Hamesha stop loss what profit limit of nitrates ke upar Lagana chahiye
        • #5 Collapse

          Forex members trading main hazar damagi lazmi hai khas too per jab ap kay fundamental hun aur market mai kafi ziyada moments hun us waqat market kise k control main nahi hoti lakin kuch dair bad apni real position main aa jati hai market ko khoo anlyses ker k trade krain aur trend main reh ker trade krain kyunk trend is your best friend wesay normal rehker trade krain emotional na hun aue angry bhi na hun
          • #6 Collapse

            Forex trading aek aesa business hay jis mein choti si laparwahi ki waja sy ap ko big loss ho sakta hay is liye loss sy bachnay k liye fresh mind k sath trading karen relax ho k analysis kar k hi trading karni chahiye demo account py ap ghati karen gy to us sy learn karen
            • #7 Collapse

              Assalam alaikum bhai forex main agr ap choti c mistake bhe krta han tu ya ap ko bahut lose deta hai us lya ap ko her waqt forex pai hazir demaghi sa kam lena chaya jab ap hazir demaghi sa kam lan ga tu mistakes kam hon gi aur ap ko lose nea ho ga us lya ap ko chaya ka forex main hamasha acha sa kam kran
              • #8 Collapse

                Forex trade aik bahut hi risky aur tawajah talab kaam hi aur iss kay lye aap ko issay bahut zayada attention kay sath karna parta hai aur agar aap ghair hazir damaghi kay sath iss mein kaam karain gay tou aap ko iss sae bahut zayada loss ho ga aur aap koshish karain kay her qisam kay gharailu kaamoun sae farigh ho kar iss mein apni trading karain
                • #9 Collapse

                  dearest friendz apko maloom hona chahiyeky trading ma har waqat in rehna bhi theak nhi hota hai apko forex trading ma knowledge aor experience ky sath chlna aor management ky sath chlna hota hai apko chye ky forex trading ma knowledge aor experience sy kam len aor zeyada tar trades ko management ky sathproper take profit and stop loss lgain
                  • #10 Collapse

                    Dosto forex trading ma ap ka damagh hr time hazar hona chy tak koe b aisi galti na ho jis ki wja sy ap ko bht bra loss ho jy agr ap bilkul active or fresh ho k strategy bnay gy to ap ki strategy b zroor kamyab ho gi kiun k ap ka sara focus os strategy py tha or ap es strategy sy acha b earn kr pya gy lkin jb ap fresh na ho or ap koe kisi kism ki tension ho to ap aisi soort ma strategy na bnaya kiun k ho skta hy ap ki strategy ap ko bht bra loss dy dy es sy acha ap strategy na he bnaya or na he trading kry bilkay rest kry
                    • #11 Collapse

                      Dear frend forex treading mai hmy dill sy nai demag sy kam lena parta hai orhmari thori si gheir hazir demagi hmary kam ko tabah kar sakti hai hmy lot lgamy sy pehly so chezo ko apne demag mai rakh kar lot lgani parti hai tab ja kar hm kuch thori bhot earning kar sakty hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein ghair hazir damaghi

                        agar hum active mind kay sath trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh esmani bay gori na karen kyun keh es trha humari trading humay nuqsan he daini hay humay esmain sbar kay sath he kam karna chahiye tab he safe earning kar sakty hy es business main
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein ghair hazir damaghi

                          forex mai hamy ache learning hasial kar ky fresh mind ho ky trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein ghair hazir damaghi

                            forex trading aik boht he bra business hy r es m hazaro traders ya lakhon traders aik sath kaam kr ry hoty hyn to es m agr ap ny choti c b galti ki to ap ka paisa koi r ly kr ur jaey ga. es leay jb b forex trading krny k leay bythy to sb tension ko dur kr k bythyn agr ap tension m hyn to forex trading kbi na kryn agr ap susti m hyn to b na kryn q k pir bnda jald baazi m koi aysa kaam kr bythta hy jis sy pir nuqsaan uthana par jata hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein ghair hazir damaghi

                              Forex market main trading kertay howay trader ko chahye kay wo apnay tamam kam aur khas ker jab trading ker raha ho wo hazir demaghi say keray aur koshish keray kay apnay demagh ko ghair hazir na honay dey ager koe tension ho to trader ko chahye kay wo apni tamam tension ko khatam ker kay hi trading keray is say loss honay kay chances ho jatay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X