oil high pip value ki wajah say risky hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    oil high pip value ki wajah say risky hai
    g bhai jo bhi new traders aaatay hain to unn ko manaa kiya jaata hay kay gold or oil per trading nah kii jaaye iss ki wajah yeh hay kay oil ki pip value bohat ziyaada high hay jiss ki wajah say yeh account bohat jaldi wash ker daiti hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aap nay theek kaha hai oil mein movement bahut zayada hai jis ki wajah sae iss mein trading bahut zayada risky hai aur aksar trader iss mein loss kartay hain aur humain experiance kay beghair iss mein kaam nahin karna chahyea aur specially new comers.tou oil mein kabhi trading start na karain
    • #3 Collapse

      Bhai new members ko gold aor oil sy mana kiya jata hay laikin phir bhe wo trading start bhe gold aor oil sy karty hain wo shayd ye smjhty hain k oil aor gold py wo trading nai karen gy to profit earn nai kar sakty halan k agar wo slow moving pair py trading karen to acha profit gain kar len gy gold aor oil ki movment k sath in ka spread bhe zyada hota hay
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
        g bhai jo bhi new traders aaatay hain to unn ko manaa kiya jaata hay kay gold or oil per trading nah kii jaaye iss ki wajah yeh hay kay oil ki pip value bohat ziyaada high hay jiss ki wajah say yeh account bohat jaldi wash ker daiti hay
        Assam alaikum bhai oil Hai pipe ki wajah se risky Hai aapne bilkul theek kaha hai uske hi value Itni jyada hai kis wajah se SK trading Jyada Mushkil hoti hai aur uski bhi hoti hai aur patriot karna bahut jyada risky Hota Hai isliye Woh wholesale is trading karte hue bahut sochte hain
        • #5 Collapse

          Gee bhai aap nay bilkul theek kaha hai oil ki pips value bahut zayada hai jis ki wajah sae iss mein trading bahut zayada risky ho jati hai aur aak ya new trader iss mein aasaani sae trading nahin kar sakta hai iss kay lye aap ko iss mein experiance ki bahut zayada zaroorat hoti hai warna iss mein loss bahut jaldi hotq hai
          • #6 Collapse

            Sir g han ap ny sahi kaha hy gold aur oil dono ko pip valu bohut ziyada havy hy aur ye profit bhi fast dety hein aur account ko wash bhi fast fast karty hein is liye sirf aur sirf experienced trader he in pair per kam kar sagty hein bus new traders kabhi bhi in pair per kam ni kar sagty
            Removed by moderator.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: oil high pip value ki wajah say risky hai

              forex market main oil bohat tezi say move karta hay agar hum espar trade karna chahty hay to humary pass forex trading kay bary main knowledge ziada hona cahhiye es trha he hum es par ziada achy say focus kar sakty hay aur achi earning bhi tab he kar sakty hay jab esmain kam say kam risk lain sakty hay

              اب آن لائن

              Working...
              X