Forex mein new comers ka focus
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein new comers ka focus
    Forex mein tamam new comers ko mein yeh mashwara dena chahta hoon kay woh real trading kay baray mein filhal sochna band karain aur pahele forex ka zayada sae zayada knowledge hasil karain aur demo account mein practice karnay per apna focus rakhain aur yehi aap kay lye behtar hai agar sakjhain tou aur agar aap aisa nahin karain gay tou zaroor loss karain gay aur baad mein aap kay lye seekhna bhi mushkil ho jaye ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
    Forex mein tamam new comers ko mein yeh mashwara dena chahta hoon kay woh real trading kay baray mein filhal sochna band karain aur pahele forex ka zayada sae zayada knowledge hasil karain aur demo account mein practice karnay per apna focus rakhain aur yehi aap kay lye behtar hai agar sakjhain tou aur agar aap aisa nahin karain gay tou zaroor loss karain gay aur baad mein aap kay lye seekhna bhi mushkil ho jaye ga
    Aap me theak hi kaha hai main aap se hundred percent agree hoon hamen trading se ziada learning pe focus krna chahiye jab tak hamen trading ki achi learning nhi hogi to usswaqt tak hamen acha bonus bhi nhi mille ga q k hamen learning krna bahot hi zaruri hota hai isliye hamen chahiye k ham jitna mumkin ho sake mehnat kren aur ziada se ziada knowledge hasil krne ki koshish kren
    • #3 Collapse

      Bilkul thek kaha kuch log forex trading mai pehly din se suhany khawab daikh rahy hoty hain k unki har trade profit mai jayegi aur wo jald rich ho jayain gy but bina seekhy practice knowledge aur experiences k forex mai profit laina na mumkin hai. So new members ko chahiye k wo learning pe ziada focus Karen q k pehly learning ho gi phir earnings ho gi.
      • #4 Collapse

        Dear forex forum member new traders ka main focus demo account py practice karna honi chahy hay aur videos training lain jis ke buhat c videos apko youtube py mil jain gn wo ghoor sy dykhain aur sath sath un py practice karain sub indicators ko achi tarha samjh lena chahy
        • #5 Collapse

          Forex mai jo nebies hain unko apna focus learning pe rakhna xhhye hay qk abhi unko trading ka traiqa nahi pata aur kia kia complications hain forex mai sab se pehlay is baat ko samjhna aur seeekhna chhye hay
          • #6 Collapse

            new members ko chahye k apna foucas forex k mutaliq malomat hasil karny pe rakhna chahye.trading mein jaldi nhe karni chahye.pahly trading ko sekhen.learning pe tawaja dain.bager sekhy agar ap trading karny se time bhot waste hota hy.
            • #7 Collapse

              Yaha par Aane Wale new members ko Jyada Se Jyada posting par focus karna hota hai jo Yahan Par Jyada posting Karega Woh yahan se Itna Zyada learning kar payega in ke liye information Aur Bhi Zyada increase ho jayegi Jab vo posting Karenge aur kisi thread ka answer Denge tovo yahan se Aur Bhi Jyada confidence ke sath kaam kar Payenge aur learning Bhi Zyada Se Zyada kar lenge
              • #8 Collapse

                Forex mein new comers ka focus hamesha apni kamyabi per hi hona chahyea aur iss kay lye unn ko bahut zayada mehnat ki zaroorat hai woh forum mein bahut achi performance show karain ta kay unn ko iss sae zayada bonus milay aur uss bonus sae woh trading karain aur trading ko pahele bahut achay sae seekhain aur profit kamayain
                • #9 Collapse

                  G bhai bilkul sahi kaha ap nay. Newbie ko chayie pehly ziada say ziada learning karein. Or trade say dor rahein. Demo account pr different pairs pr practice karein. Apni skills develop karein. Start ma hi trade lagan dena bewakofi ha. Jab acha knowledge, skills, or experience ho jae tw low capital say trading start karein. Lalch say bachein or hard work karein. Learning kabbhi nahi chorni.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein new comers ka focus

                    forex aik international business hain is mai bohat sy log kam kar rahy hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain yai kabe band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X