Jaiza: specific trading plan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: specific trading plan
    Trading me successful hony key ley Specific trading plan impotent hota hay, Trading plan me position size, best entry point, take profit, stop loss aur exit point include hoty hey, agar trade opening aur close perfect time me hon gi to ye best trading plan ho sakta hay, successful traders profit earn karny key ley specific trading plan ka hi use karty hey aur zeyda profit successful traders ko apny achy trading plan se hi ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Specific Trading Plan
    Kamyaab trader banny kay liey aik kamyaab plan ka hona intehaai zaroore hai jis kay elawa ap kamyaab trader nahi ban sakte hain. Kamyaab trading plan banany kay liey bht see cheezon ko dekhna parta hai:

    Apni Skills jaanchna:
    Kamyaab trading plan banaany kay liey aapko ye pata hona lazim ha kay kiss cheez main aap achi trading karte hain aur ap ma kon c skills hain.
    Mentally prepared hona:
    Plan banay say pehly apne aap ko satisfied karin kay aap ess position main hain kay aik acha plan bana sakty hain aur aap kis kisam ka plan banana chah rahy hn ye aapko clear hona chahey.
    Apne goals set karna:
    Aap jab plan bana rahy hon to aapko pata hona chahey kay aapka plan banay ka maqsad kya ha aur aapke goals kia hain.
    Trading rules banana:
    Sab say important part ye hai kay aapne apne trading rules banaany hain aur dekhna hai kay kin rules pa aap kaam sahi kar sakte hain.
    Entry/Exit points:
    Aapke trading plan main entry exit plans clear honey chahey kay kon kon say hain aur kis kis jagha hain. Un ko pehly say zehannasheen karna chahey ta kay baad ma confusion na ho.
    Record maintain karna:
    Sab say last ma aapne har aik cheez ka record rakhna hay ka kia kia aur kis kis tarha say hua jo kay aap ko future planning ma help day sakta hai.
    Last edited by ; 24-10-2018, 01:40 AM.
    • #3 Collapse

      specific trading plan and strategy
      dear forex trading members Assalamualaikum ma apko btana chahta hun ky trading ma har kisi ki apni approach hoti hai kisi ki strong kisi ki week approach hoti hai jub ky kisi ki perfect approach hoti hai lkn apko planning zarori hai krni chye
      planning ky leay apko sub sy pehly market ka complete picture ka cleqr hona zaroori hai is ma apko market ky sentiments fundamental aor technical data
      mean to say ky ap ky pas support and resistance clear ho apko trend ka pta ho aor apko market ma in rehna hota hai news updates k9 lety rehna hota hai ta ky apko trading ma kisi kisam ki preshani na uthani pry management ky leay properstop loss take profit zarori hai manage kr len lot size bhi analysis aor capital ky hisab sy manage kr leni hoti hai
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        Trading me successful hony key ley Specific trading plan impotent hota hay, Trading plan me position size, best entry point, take profit, stop loss aur exit point include hoty hey, agar trade opening aur close perfect time me hon gi to ye best trading plan ho sakta hay, successful traders profit earn karny key ley specific trading plan ka hi use karty hey aur zeyda profit successful traders ko apny achy trading plan se hi ho sakta hay.
        Dear brothers and sisters mery khyal k hisab say hamary pas aik acha trading plan hona lazmi ha nahi to es ka baghair ham trading main kamyaab nahi ho sakte hain ya at least hamari kamyaabi khatray main he rehti hai. us ki reason yehhai k jab plan hamary pass nahi hoga aur aisee situation bann gai jis main ye hua kay aapko koi aik decision lena ho to wo decision aap plan na honeay ke wajha say ghalat layy sagte hn. main esi liey aik acha aur specific plan apko ready rakhne ka mashwara dungaa joo har kise bury time say muqabla karney k ly ready ho.
        • #5 Collapse

          Trading plans jtna acha Itna hi acha profit hasil KR skty ha laken planning ky leya him logo ko bhot mhnat krna hoti ha jtni achi planning itna zayada earning so him logo ko mhnat ktni Chaya phir him log kamyab ho skty ha
          • #6 Collapse

            Yahan Par kam karne ke liye aapke paas specific trade direction Ka Pata hona chahiye yeah traction aapko easily working kar sakti hai aapko Yaad se nuksaan se save kar sakti hai aap ko Apne account ka Mange karne mein aur isko wash hone se bacha sakti hai isliye aapko chahiye ke office mein acche se Accha kaam karke usko dikhaye aur long time ke liye kam kare
            • #7 Collapse

              app naay bohot he zabardast information share ke hai . traders kay liye forex trading ma kamyabi hasil karnay ke liye bohot he acha aru specific trading plan hona bohot he zaroori hai.
              trading ka specific plan ager pehlay say he define kar lain tu tu phir baad mai traders ko trading mai maslay b kam hon gaay. traders apni trading kay plan ko develop karty time iss mai trading ke position, trade ke investment, entry point aur exit points aur lot size jis kay hisab say trading karne hai woh paehly say he define kar laint tu phir in ko trading mai asni ho jaye ge aur woh ziada time laga kar market ka analysis kar sakin aur market per ziada tawajo daay sakin gaay.
              • #8 Collapse

                G han jnb forex main had aik kisi plan k tenet kaam kar raha hai air planing bht zarori hai trading main main bhi aik plan k tenet kaam kar raha hun mujhay jub bhi bonus walay account PR thora sa profit hota hai to main withdraw karwa k skrill account main save kar let's hun air is withdraw money ko as a backup account use karonga q k hub bhi mujhay market dhokha daygi air koi bhi ghalat trade laga k main apna account wash karwa bethonga to meray pass backup k for PR yeah account save hoga air main isko use main lay aaonga Ayr ISSI tarah aapko bhi chaye k aap bhi apnain account ka backup tiyar karain...
                • #9 Collapse

                  Market Mein Yaha se profit earning karne ke liye aapke paas planning bahut jyada important rakhti hai jitni Jyada aap ke paas planning achi wali Hogi aapki Aapa maximum time spent kar sakte hain ki help Se Achha wala captain withdrawal kar sakte hain aap ko chahiye kya Vyapam maximum kaam karte Jaye Par Shaan Se long time ke liye business ko develop Karke Ek achha wala business develop kare
                  • #10 Collapse

                    Koi be kam krnay ka leye ham planning krtay hain phr us pa koi start leyty hainso forex trading main be start se pehly hamain planning krni chahye hamara koi vision hona chahye ka ham is strategies se aghay bhrain ga
                    • #11 Collapse

                      yes dear ap na bilkul theek bat ke ha ka hr suceesfull trader phla e koi na koi plane ready krta ha and then us ko e follow krta ha and us ko maloom hota ha ka trade ko kiss level pr entery dainai ha and kiss time tk ya kis prive tk hold krna ha qn ka es ka ilawa to woh in sari cheezon ko follow na kra to khud us ko bh maloom na ho ka kdr sa entery hona ha and kdr sa nkl jana ha to trading na hovi phr woh jowa e bn jata ha dear bhot kuch include krta ha trading ka liya ap k pas
                      • #12 Collapse

                        Yes dear mai ap ki baat se agree karta hun k hum ko koi bhi trade lagany se phly ais market mai jab trading karni hoti hai to aus k liay plan ho k hum ne kaisy kaam karna hai hum ne ais market mai lot kitni use karni hai hum ne ais mai kon se pattren par trade lagani hai aor trades ka take profit aor stop loss kis ratio se rakhna hai aor hum ne apny account par kitna risk ley k account growth karna hai agar hum ye sari baaty phly sochty hai to ais se ye faida hota hai k hum jab ais mai kaam karty hai to hum ko aus time agy ki tension ni hoti aus time humry pass phly se plan bana hota hai aor hum aus par asani se kaam kar sakty hai ais liay phly se acha plan bana lena hi humry liay behtar rehta hai.
                        • #13 Collapse

                          my dear friends mary khayal ma ager him logo ko ek profitable trad open krni ha to is ky leya him logo ko mhnat krna hoti or planning krna hoti ha jtni achi hmri planning ho gye him logo ko itna acha profit mily ga or him log itni hi kamyabi sy trad kr skty ha forex ma
                          Removed by Moderator.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            dear aap nay boht achi baat ki hai trading plan ky baghiar aap achi trade nahin kar sakty trade ko bhi open karny sy pehly ain sari baatoon ko madenazar rakhna chahyee

                            Account ky hissab sy lot size
                            her trade ko lot size ko kabi bhi lallach main bara select nahin karna chahey aor ais ky ilawa ye bhi deekh kar lot size ko select karna chahyee ky kis cheez main aor kitny account ky saath wo trade kar rha hai
                            Apna target ko chart ki deekh ky choose karna
                            dear her trade ko chart ki support and resistance points ko deekhty hooey apna target set karna ka bab he koi trade open karni chahye aor usi ratio ky saath he apna stop loss bhi select kar leena chahyee tak us ko sl aor tp set karny main masla na hoo
                            Decision ghalt hoony ki soorat main
                            jab kisi trader ki trade us ki sooch ky hisaab sy nahi jati aor aap ka decision ghalt hoo jata hai to us soorat main aap nay kiya karna hai wo planing bhi pehly sy mind main kar ky ager aap koi bhi trade lagaty hia to us main aap ki winning possition losing sy ziyada strong hooti hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X