Jaiza: Hunting Trades in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Hunting Trades in forex trading
    Asalam-o-alikum!!
    Dear trader forex trading ma jab aapko thora arsa kaam karte huy ho jaay ga aur experience ho jaay ga to aapko pata chalay ga kay trading main hunting ke kiya ehmiyaat hai. Hunting say muraad shikaar hai. Jesy koi janwar apna shikaar karney kay liey wait karta hai aur sahi moky ke talash main hota hai esi tarha apko bhe moky ke talash main hona chahey.

    Best opportunity k liey wait karin:
    Forex trading ye nahi hoti kay kise bhe time kise bhee pair par analysis kar kay trade laga dena balkay forex tradingmain aapko achy mokey ke talaash main har wakt rehna chahey. Aap market sy us wakat tak baahir rahin jabb tak apko koi achi trade nahi mil jaati. Es tarha say aap apney profits ko maximize kar sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    App nay bohot he achi example de hai , traders kay liye yeh bohot he acha mashwara b hai ke jis trah say shikar kay doran shikari achi hunting opportunity ka wiat karty hain iss trah say trading ke doran b achy mouqay ka wait karna chaiye .

    Trading kay doran jo traders patience ka muzahira karty hain aur patience kay sath best trading opportunity ka intizar karty hain. Woh he trading ma bohot he kamyab ho jaty hain.

    Achy traders trading kay doran achy tareeqay say proper analsis kar kay phir iss analsis kay hisab say he achy trading kay mouqay ka wait karty hain, aur phir jab market in kay plan kay mutabiq ho jate hai tu tab he trade postion open karty hain.
    • #3 Collapse

      Hunting traders scalping karny waly traders hi hoty hey jo key bahot hi kam time key ley forex market me enter hoty hey aur apna profit earn karny key bad forex market se nikal jaty hey jab key professional traders long term ki trading ki waja se 24 hours hi market key sath touch rehty hey aur behtar market analysis ki waja se best entry time ka wait karty hey, hunter traders ko some times key ley loss be ho jata hay magar scalping trading ki waja se asani se wo apna ye loss be recover kar lety hey.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
        Asalam-o-alikum!!
        Dear trader forex trading ma jab aapko thora arsa kaam karte huy ho jaay ga aur experience ho jaay ga to aapko pata chalay ga kay trading main hunting ke kiya ehmiyaat hai. Hunting say muraad shikaar hai. Jesy koi janwar apna shikaar karney kay liey wait karta hai aur sahi moky ke talash main hota hai esi tarha apko bhe moky ke talash main hona chahey.

        Best opportunity k liey wait karin:
        Forex trading ye nahi hoti kay kise bhe time kise bhee pair par analysis kar kay trade laga dena balkay forex tradingmain aapko achy mokey ke talaash main har wakt rehna chahey. Aap market sy us wakat tak baahir rahin jabb tak apko koi achi trade nahi mil jaati. Es tarha say aap apney profits ko maximize kar sakty hain.
        exactly dear brother ap ki bat 100 feesad drust hay. market to har wakt open rehti hai magar us main ye surity nahi hoti hai ka har time apko achi trade mil sati hai achi trade ko hasil karney k ly apko acha khasa wait karna parta hai aur phir us kay bad aap kahin ja kar achi trade milte hai. Trade hunting ka ly apko basic forex working ko janna intehai eham hai. If you dont know basic knowledge then mera nahi khyal k ap trade hunti sy koi khatir khwa apni trading main improvement laa sakte hain. trades ko hunt karne wasty aaaap ko pehli cheex analysis par tawajha dena hoti hai jis ka baad apko un analsis ke base pr apni trade ko hunt karbna hota hai.
        • #5 Collapse

          acchi opportunities lene ke liye Jab aap market mein wait kar ke kaam Karenge to aapko yahan se ek acche wale opportunities Milenge Jeene Ki help se aap long time ke liye profit generate Karke easily kaam kar Payenge aur aap yahan se Kafi acche se earning bhi kar lenge aapko bus Barkat ki direction Ka Pata hona chahiye kiske direction aaj kal kya chal rahi hai
          • #6 Collapse

            Bhai mj ko to sirf forex trading ka PTA ha ager him log is trading ma mhnat krty ha to him logo ko acha profit milta ha is leya him logo ko zayada sy Zayada mhant krni chaya
            • #7 Collapse

              G han jnb aap nain bht achi baat share ki hai waqia jub bhi market support ya resistance level break karti hai air next candle jub bhi in point k andar dobara band hogi to to woh dobara support air resistance k dirmuyan phans jaati hai jisko him fake brakethorgh keh saltay hain magar fake movement ni bol saktay q k yeah ik world wide systemhai air is main market hamesha sahi movement karti hai lehaza jub bhi market koi level brake karti hai to aap thorax sa wat kar lain air kisi qisam ki jaldbaazi nan karain aisa nan ho yeah fake breakthrough ho lehaza thora wait kar k trade lagayen...
              • #8 Collapse

                Agar aap Yahan Par strong business ko develop karna chahte hain toh aap ko chahiye ki Yahan Par aap maximum weight carrying weight karne ke baad earning Karenge aap se pehle kabhi nahi kar sakte hain Yahan Par forex market Mein working karne ke liye yahan se long time business ko develop karne ke liye Kitna Jyada aap weight karne ke baad investment Karenge aap ko kabhi bhi aap anusar nahi ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  ap ny hunting trades ki bath ki ha him logo ko is ky bary ma kuch nhi pta ha or ma ap ki bath sy agree krta ho achi opportunities lene ke liye Jab aap market mein wait kar ke kaam Karenge to aapko yahan se ek acche wale opportunities Milenge
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Dear ap ne bahot hi achi baat ki hai ais market mai bahot sary broker hai aor log diffrent types k broekr par kaam kar rahy hoty hai jaha tak baat hai hunting ki to ais mai ye hai k broker ap ki trade k stop loss hit karwa deta hai ais mai ye hai k ap janb koi trade lagaty hai aor market k stop loss k pass jati hai aor aus time spread zayda kar dia jata hai aor ap ki trade close ho jati hai loss mai jab k market waha tak jati ni hai ais liay hum ko jab bhi stop loss lagana hota hai to kuch pips extra lagana chaye ais se ye faida hai k humra agar stop loss hit hota hai to aus k baad confrm hota hai k market ne abi trend change kar lia hai aor aus time market se nikal jana hi behtar hota hai tab hi faida hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Hunting Trades in forex trading

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                      Asalam-o-alikum!!
                      Dear trader forex trading ma jab aapko thora arsa kaam karte huy ho jaay ga aur experience ho jaay ga to aapko pata chalay ga kay trading main hunting ke kiya ehmiyaat hai. Hunting say muraad shikaar hai. Jesy koi janwar apna shikaar karney kay liey wait karta hai aur sahi moky ke talash main hota hai esi tarha apko bhe moky ke talash main hona chahey.

                      Best opportunity k liey wait karin:
                      Forex trading ye nahi hoti kay kise bhe time kise bhee pair par analysis kar kay trade laga dena balkay forex tradingmain aapko achy mokey ke talaash main har wakt rehna chahey. Aap market sy us wakat tak baahir rahin jabb tak apko koi achi trade nahi mil jaati. Es tarha say aap apney profits ko maximize kar sakty hain.
                      Forex trading Mein hunting trailers Kisko Kehte Hai Uske baare mein mujhe nahi pata hai is baare mein aap se pooch Raha Hoon Lekin aapne Jo information Di Hai Woh bahut Jabardast hai mujhe usko padh kar Karti Hai Dawa hai aur meri information ziada hoi hy forum Pe Jitne Bhi numbers Aisi post Sukh Aate Hain pin on keyboard se dusre traders ko bhi bahut jyada fayda hota hai aur woh forum se Kafi knowledge gain kar lete hain jisse on a trading karne mein bhi hai Asami hoti hai aur kaise hota hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Hunting Trades in forex trading

                        Walakum Slam forex trading main hunting trades krna best nhihay is say trader ko loss ata hay trader ko forex trading main experience say trading krna hay trader ko market ko analysis kr kay trading krna hay kabhi hunting aor gambling krny say trading say profit earn na hota hay aor trader ko forex trading main experience aor learning pay dihan dana hay trader ofrex trading main right moqay ki talash main rhay aor wrong moqa main work na krain aor trading main best trading time frame ka wait krna zraori hay takah trader right point py order place kray aor profitable trading kr ksay aor trading main kabhi mistakes use na hon trading main khatir khah profit earn ing kay liay trader ko experience aor good management say trading krna must hay phr trader ko trading main profit ho ga aor trading professional ho gi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Hunting Trades in forex trading

                          Assalamualaikum bhai kaise hain aap meet Karti Hoon Harriet se Honge bhai main aapke is Baat se bilkul IT Park Karti Hoon ke Hunter ka matlab Shikar hota hai hunting ka matlab Shikari Shikaar hota hai aur Hunter ka matlab Shikar Karne Wala bhai aapne bilkul theek kaha ke Forex trading Mein Jab aap ko thoda Aisa Ho Jaye kaam karte huye yaar thoda experience Ho Jaye to Hame Pata chalega ki trading Mein hunting ki kya ahmiyat hoti hai yeah iski kya importance hoti hai Jaise koi Hunter Kisi Janwar ko Shikar karne ke liye Jana jata hai aur Har Waqt Shikar Karne Ki Talash Mein Rehta Hai Aise Hi trader kothimooka mauke Ki Talash Mein Rehna chahiye aur Forex trading main aap market se us Waqt Tak Bahar nahi rahi jab tak aap ko koi achi trade nahi mil jaati is Jahan se aap apne profit k o maximize kar sakte hain Mujhe aapka Yeh jawab accha laga aur Main usse Itna Fark Karti Hoon hundred percent Shukriya Allah Hafiz
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Hunting Trades in forex trading

                            je bilkul ap ne bilkul theek baat ki ha aur forex trading ma sab se ahm point jo asha trader janta ha woh h wait and only wait for good short. Ap ne jo example di ha woh bohat hi zabradast ha k jis tarah shikari shikar karta ha to wo wait karta ha shikar ka, jab shikara aye aur is pe hamlaha karun is se hamain bohat sari chezon ka pata chalta h like
                            == wait in forex trading, wait for signal jab signal milay to os waqt trad karni chahye
                            == Good analyses order laganay se pehly ashi tarah market ko analyse karain
                            == Trend ko follow ki jeye q trend is our friend.
                            == jaldbazi na karain ni to ulta loss ho jaye ga
                            == jab koi trade hath se nikal jaye to wait karain aglay signals
                            == Greedy na houn q greed insan maarti ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Hunting Trades in forex trading

                              forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai pairs or currency py trading be kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik world wide business hain is mai usa or china jasy mumalik involve hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be km kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai agar hum expert hain to hamy high amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X