Chart kia hay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chart kia hay?
    Forex market ko technically analyzing ka tool terminal chart hi hay agar terminal me chart na hota to traders na to indicators use kar sakty aur na hi asani se market movement ko analysis kar sakty, chart me hi ham asani se market price ko dake kar trades open be kar sakty hey aur close karny me be asani hoti hay, chart ki aksaam 4 hey jes me har chart me koch qualities aur khamiya hoti hey magar per be charts traders me popular hi hey

    1. Line chart
    2. Bar chart
    3. Candle stick chart
    4. Figure chart
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai apny boht achi post ki hai forex trading main market ko analsye karny k liye hmain 4 qism k charts milty hain jis se hum market ki stuaion ko find out karny k bad hum apni trading ko saan bnaty hain har trador ko charts k bary main proper knowledge hona chahye qk jitna hmain forex k bary main knowledge hoga otna he hum forex k tolls ka achi trah se istamal kar skty hain or apni trading ko bhatr ban skty hain jesa k har trador forex main trading k liye chrts ko use karta hai jis main ap technical analysis se os charts main market ki stuaion ko dekhty hain pher apko market ka chi trah se nadaza ho jata ai or ap os main apna order set kar dety hain
    • #3 Collapse

      Types of Charts

      Mt4 ya mt5 main aapko mukhtaliff kisam kay charts milte hain jis par aap apne analysis perform kar sakte hain aur un analysis ko samne raklhty huy apni trading kar sakte hain. charts ko samjhna intihai zaroori hain kun kay us ka bina aap analysis nahi kar sakte hain.

      Charts ke 3 main types hoti hain:
      1. Line Chart main graph ke soorat main price up aur down dekhaai jati hai.
      2. Bar Chart
      main value ko baar ke soorat main up aur down dikhya jaata hai aur aap ko bar sy high, low, opening aur closing values pata chal sakti hain.
      3. Candlestick Chart
      main price ko candles ke soorat main dhikaya jata hai aur es main bar chart ke tarha high, low, opening aur closing values pata chal sakti hain.



      منسلک شدہ فائلیں
      • #4 Collapse

        Types of charts in trading:
        Forex trading main hamahain trading karney kay liey analysis ke zaroorat hoti hai aur wo analysis ham us wakat kar sakty hain jab hamary pass market ke price history monood ho jis ko dekhty huy ham andaaza laga sakin kay market up jaay ge ya phir down jaay ge. Ess cheez ka andaaza ham charts kay ooper lagaty hain. Meri malomaat kay mutabik total 3 main charts ke type hoti hain Line Chart, Candlestick Chart, aur Bar Chart.

        Line chart main price ke movement ko graph ke shakal main show kiya jaata ha aur wo price up ya down line ke shakal main hoti hai.

        Candlestick chart main price aik tarha kii candles ke shakal ma hoti hai aur candle ke madad say ham yeh dekhh saktee hn ka us candle ke opening, closing, low aur high price kia rahi ha.

        Bar chart aur candlestick chart main itna zaida farak nahi ha dono main cheezin same hain bas bar chart main price aik baar ke shakal main zahir ke jaati ha.
        • #5 Collapse

          Yadav for XP kam karne ke liye bahut jyada important Jo cheez hoti hai woh graph chart Hota Hai Jiski bosi categories hoti hai isme Ek Raat Ki category pin category hoti hai kuch nahin par candlestick ke sath kaam karte hain aur kuch Yahan Par market ki ups and down movement kosho karte hain aur kuch Yahan Par market ki direction ko find out karne mein Hamari help Karte Hain
          • #6 Collapse

            My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayal ma chart sy him logo ko market ky ky trand ka PTA chlta ha jis sy him logo ko bhot Sara rhnumae milti jis sy him log acha profit hasil KR skty ha
            • #7 Collapse

              G han jnb aap nain bht achi baat share ki hai bht Sara pattern hain jink zariye hummarkeet ko read kartay hain k is time market kana the age ab khan ja rahi hai air jin k zariye him read kartay hain inko him chart kehtay hain air chart ko read karnan bht zarori hota hai is k liye mukhtaluf qisamk pattern hain jin main say had aik ki apni choice hoti hai main candlestick chart use karta hun kq k is main trend ko identify karnan bht easy hota hai jub aap trend ko identify kar main air is k mutabiq trade lagayen to aap k kamyabi k chances 90 percent ho jatay hain ...lehaza main bhi yeahi khaonga k aap bhi yeahi pattern use karain ...
              • #8 Collapse

                Yahan Par market Mein kaam karne ke liye yahan se business ko develop karne ke liye aap ko chahiye kya aap graph Chand ki Jyada Se Jyada helpline Jitna Aap Yahan Par working isko baat karne ke baad karte hain aap Is Se Pehle Kabhi Bhi Jyada earning nahi kar sakte hain isliye aap specialist ke sabse kam Kare Jitna aap kaha par kaam Karenge aap Aise maximum working ko develop kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  chat ko istmal kr ky him log kafi kuch market ky bary ma smj skty ha or acha profit bna skty ha

                  types

                  1. Line chart
                  2. Figure chart
                  3. Candle stick chart
                  4. Bar chart
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Dear market ko samjhny k liay chart banaya gia hai ais mai market ki current price chal rahe hoti hai ais mai ye hai k hum jab ais mai kaam karty hai to hum ais mai market k behavior ka chart se pata chalta hai k market phly kaha tak gai hai aor ab market ne kaisy move karni hai agar hum ais mai dekhy to ais mai hum ko bahot sary pattren milty hai jis se chart ko study kia jata hai aor aus se hum trade lagaty hai jis mai se zayda tar candle stick k pattren banty hai aor aus k sath chart pattren banty hai aor chart k oper harmonice pattren banty hai jin ko dekh k hum andaza laga sakty hai k makret ne kaha jana hai aor ais mai ab agy kai ho sakta hai aus k liay mai sath picture upload kar raha hu wo dekh k ap ko samjh aa jaye gi.
                    Harmonics Pattren
                    Click image for larger version

Name:	2018-09-14_00h11_04.png
Views:	1
Size:	69.7 کلوبائٹ
ID:	12321180
                    • #11 Collapse

                      Re: Chart kia hay?

                      forex trading market ko technically analyzing krna aor different chart types say forex market ko indicators ki help say analyzing kr kay trading krna must hota hay aor trader ko technical analysis main experience ho trader ko technical chart kay tools ka pta ho trader ko chart kay type ka pta ho jaisa kah ap nay 4 chart type di hain thread main kah 1 line chart hota ha 2 bar chart hota ha 3 candle stick chart hota ha 4 figure chart hota ha to yah sb charts ki information trader ko ho trader forex trading market main in chart ki mdd say forex market kay methods ko smjhy trader ko forex trading market main experience ho trader market main aisi charts ka use kary jo kah zyada popular hon jo kah trader ko smjhny main asan hon aor trader forex trading main market ko analysis kar kay trading kray techncial analysis bhtreen analysis ka system ha trader ko analysis krna must ha takah trader ko trading main profit earn ho trader trading main loss na kary aor profitable trading kia kray.
                      • #12 Collapse

                        Re: Chart kia hay?

                        Assalamualaikum bhai kaise hain aap Mein Umeed Karti Hoon ok aap khairiyat se Honge Eicher sake Apne Kaha Forex market ko technically analyzing ka tool terminal chart hi hay agar terminal me chart na hota to traders na to indicators use kar sakty aur na hi asani se market movement ko analysis kar sakty, chart me hi ham asani se market price ko dake kar trades open be kar sakty hey aur close karny me be asani hoti hay, chart ki aksaam 4 hey jes me har chart me koch qualities aur khamiya hoti hey magar per be charts traders me popular hi hey

                        1. Line chart
                        2. Bar chart
                        3. Candle stick chart
                        4. Figure chart
                        Main apki is Baat se bilkul Ek Baat Karti Hoon Shukriya Allah Hafiz
                        • #13 Collapse

                          Re: Chart kia hay?

                          forex aik real business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik real business hain is mai usa or china jasy bary bary muamlik sahmil hain hum is mai raat mai ya full time be kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai charts ke bohat ahmeyat hain hamy in ko learn kar ky use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pury pakistan mai legal ban cuka hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Chart kia hay?

                            forex mai chart kamyabe hasial karny ky liye use kiye jaty hain chart ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy inhy kabe be ignore nahi karna chahey forex mai hum amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain or hum market mai order place be kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kese rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi balm nahi hota
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Chart kia hay?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                              Forex market ko technically analyzing ka tool terminal chart hi hay agar terminal me chart na hota to traders na to indicators use kar sakty aur na hi asani se market movement ko analysis kar sakty, chart me hi ham asani se market price ko dake kar trades open be kar sakty hey aur close karny me be asani hoti hay, chart ki aksaam 4 hey jes me har chart me koch qualities aur khamiya hoti hey magar per be charts traders me popular hi hey

                              1. Line chart
                              2. Bar chart
                              3. Candle stick chart
                              4. Figure chart
                              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon forex trading main hum chart use karty Han wo 4 qisam k hoty han in main sy him koi bi chart use kar sakty han or sab sy ziada use hony wala chart candles chart ha candles chart sy hum ache tahra analysis kar sakty han or sab sy behtar ha candles chart is sy market ko samjna both ahsan ha jab hum analysis karty han to bi candles chart sy karty Han q k is sy analysis karna both easy ha baqi ki nisbat is ley agr ap bi forex trading ko seejana sanjna chahty han to candles chart ko samjny or seeken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X