Current example of seller stop loss hunting in market...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Current example of seller stop loss hunting in market...
    Dear aaj main aapko batao ga kay jab bhi market main kisi big trader ne agar huge amount main gold market main agar trade sell ki lagani hoti hai.
    To current situation 1238 kay resistance per market main itna Liquidity ni hota is liay market ne aik fake break out kia 1238 or stop loss hunting hui or big seller ko liquidity mil gai .
    Ab aap sochain gay kay future kia ho ga market ka.
    To experience traders kay mutabiq future 1208 ka level hai... Jis ko market retest karay ga. In next week.
    Baki aap kay mind main jo hai wo aap zaroor share karain.
    Main ne jo forex trading market ka knowlege theoratical hasil kia tha wo aap say share kar dia..
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mujy gold market ka etna knowledge aur trading ka expernice be nahi hay magar me samjta hon key agar gold market me fake bullish movement howi hay to aur resistance level be break ho gia hay to me samjta hon key ye fake bullish movement nahi hay ye fake bearish movement hay jo key zeyda long movement nahi kar sakti hay resistance level hony ki waja se market some pips bearish movement kar sakti hay magar ye movement es bat ka signal hay key market me kesi be time long bullish movement a sakti hay aur market trend ka next station next resistance level hi ho ga.
    • #3 Collapse

      Asalamo alikum dear friends! umeed karta hun kay k aap sab kheriyat say honge. aap nay jo information hamary sath share ke hai trade hunting kay hawaly sa to mera nahi khyaal k aapki jo fake movement wali baat hai ma us say agree kar sakta hun. uski wajha ye hai k jo bhe movement market main nazar aati hai wo market kay real rates hote hain. aur kise bhe kisam ki fake movement nahi hoti hai. lekin ma aap kee baat ko iss sense mian maan sakta hun jab market support aur resistence par hoti ha to us wakat market jab support aur resistence break karti ha to phir uski candle dobara se market ke support or resistance kay andar aa kar close hoti hai. jis say aap aik baat kehh sakty hn kaymarket ma fake breakout hua tha. magar fake movement waalie baat mujhy sahi tarha say samjh nahi aai hai.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
        Dear aaj main aapko batao ga kay jab bhi market main kisi big trader ne agar huge amount main gold market main agar trade sell ki lagani hoti hai.
        To current situation 1238 kay resistance per market main itna Liquidity ni hota is liay market ne aik fake break out kia 1238 or stop loss hunting hui or big seller ko liquidity mil gai .
        Ab aap sochain gay kay future kia ho ga market ka.
        To experience traders kay mutabiq future 1208 ka level hai... Jis ko market retest karay ga. In next week.
        Baki aap kay mind main jo hai wo aap zaroor share karain.
        Main ne jo forex trading market ka knowlege theoratical hasil kia tha wo aap say share kar dia..
        Dear aapne forex trading main stop loss hunting kay hawaaly say jo post hamare sath share ki us main stop loss hunting par aapne jo baat ke wo bilkul sahi ha. Baaz awkaat market aik achaanak up ya down move karti ha jis kay baad phir say market us achanak movement say kafi against chali jaati hai jisko experts stop loss hunting ka naam dety hain.

        Second baat jo apne gold kay baary main apna analysis hamary sath share kiya to wo cheez main aapko batata chalun kay forex main koi cheez hatmi nahi hoti aur hamne dekha kay market kafi down aai aur us kay baad phir sy up chali gai. To aap us cheez ko apne mind main bitha lain k halat badalne k sath apne decisions vhe badalna hote hain.
        • #5 Collapse

          Jo log Forex main thik se kaam nahi karte hain isme account ko message nahi karte hain long time ke liye working nahi karte hai wo kabhi bhi yahan se acche se Management kar nahi kar sakte hai isme kam karne ke liye kuch na kuch baat karna Hoti Hai market ko samajh Na Hota hai iska technical analysis ko Mange karna hota hai aur Kis Kisko Dekhkar kaam karna Hota Hai
          • #6 Collapse

            Assalamu Alaikum bhaiya Jab Hum forex market me trading Karte Hain Do is workforce top blogs Ka istemal Karna bahut Zaroori Hota Hai Kaise blouse Hamara account wash hone se bacha hota hai aur Hamara account wsh online Se Bhi Jyada Hai Jiska Hum logo ko bahut jyada fayda Hota Ha
            • #7 Collapse

              Dear jaisy ap ne baat ki hai stop loss hunting ki to ais mai ye hai k market aik taraf to nikalti hai aor aus taraf ye logo k stop loss bhi hit karwati hai aor aus k sath ye take profit bhi hit karwati hai ais mai faida ye hai k jo log thora sa profit le k side par ho jaty hai aun ko profit dy jati hai aor ais mai jo log lalach karty hai aor wait karty rehty hai market profit mai aa jati hai aor aus k baad phir loss mai aa jati hai agar hum ne ais market mai apna account loss se bachana hai to aus k liay hum ko lot ka khas khyal rakhna chaye ais se ye faida hai k hum jab ais market mai koi trade lagaty hai to wo beshak loss mai jaye magar humra account safe rehta hai aor hum aus ko asani se hold rakh sakty hain.
              • #8 Collapse

                Forex Mein Kaam Karte Hain Hum Log Musalman nahi karte hain Jab Mujhko lagta hai ki market by sad ho jayegi lekin Uske guess market prediction change ho jati hai market apni opposite direction Mein Jaana start kar deti hai aisi condition mein chahiye market ko acche se long time ke liye watch Ranjit Rajwada market Kauwa Kaate Jayenge market Mein working experience Mayapur increase Ho Jayega Hame market core confidence ke saath kaam karna chahiye Jitna Bada Hamara yaha par confidence increase sugar Mary learning experienceForex Mein Kaam Karte Hain Hum Log Musalman nahi karte hain Jab Mujhko lagta hai ki market by sad ho jayegi lekin Uske guess market prediction change ho jati hai market apni opposite direction Mein Jaana start kar deti hai aisi condition mein chahiye market ko acche se long time ke liye watch Ranjit Rajwada market Kauwa Kaate Jayenge market Mein working experience Mayapur increase Ho Jayega Hame market core confidence ke sath kaam karna chahiye Jitna Bada Hamara yaha par confidence increase sugar learning experience increase hoga
                • #9 Collapse

                  my dear friends jib him log forex market ma trading krty ha to is ki waja sy him logo ko loss hota ha ya phir profit ager him logo stop loss istmal krty ha to phir him log big loss sy bach skty ha or acha profit hasil kr skty ha
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Jab market long time tak kisi range mein trap ho jaye aur liquidity na ho, to (agar market bullish ha) agar short time k liye sellers ziyada ho jatay hain to market bari tezi se move kar leti ha aur kai dafa support ko bhi break kar leti ha magar ye fake breakout hota ha, jis mein new sellers aa jatay hain aur jesay hi market se puranay sellers profit taking kartay hain, ye walay sellers trap ho jatay hain because market wapas bullish trend resume kar leti ha aur liquidity ki waja se movement ki waja se upside rally bhi bohot strong hoti ha, is ko fake breakout kehtay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Current example of seller stop loss hunting in market...

                      market mai key levels per nazar rakhne hote hai ous ke baad app on key levels per price ke ane per yeh dekhte hai ke market yahan per kya reaction deti hai apko. koish karen ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalein.
                      • #12 Collapse

                        Re: Current example of seller stop loss hunting in market...

                        pricey aaj major aapko batao ga kay jab bhi market important kisi large trader ne agar massive quantity most important gold market predominant agar trade sell ki lagani hoti hai.
                        To modern scenario 1238 kay resistance according to market fundamental itna Liquidity ni hota is liay marketplace ne aik faux break out kia 1238 or prevent loss hunting hui or big seller ko liquidity mil gai .
                        Ab aap sochain gay kay destiny kia ho ga marketplace ka.
                        To revel in traders kay mutabiq destiny 1208 ka level hai... Jis ko marketplace retest karay ga. In next week.
                        Baki aap kay mind major jo hai wo aap zaroor proportion karain.
                        major ne jo foreign exchange trading market ka knowlege theoratical hasil kia tha wo aap say share kar dia..
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Current example of seller stop loss hunting in market...

                          Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha k forex trading main gold main trading karny k ley humy pehly ache planning or strategy banani chae ha or sath main learning or practice karni ho ge gold main hum log jtni ache trading karny gy utna he fayda ho par humy pehly ache apny knowledge or experience k mutabiq trading karny gy to hum juldi kamyab hon gy
                          Gold main movement both fast hoti ha is ley is ko samjena zaroi ha agr hum bagar sochy samjeny trading karny gy to humy ziada loss ho sakta ha is ley forex trading main proper analysis kar k trading karni chae ha or apny account ko manage kar k trading karni chae jtni ache management ho ge ap utny he fayda ziada hasil kar saken gy or forex trading main kamyab ho sakeny gy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X