Jaiza: basic Forex terms
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: basic Forex terms
    Newbies ko Forex basic terms ka knowledge aur information hona bahot hi important hay esi maqsad key ley ham Forex basic term ka jaiza lety hey,

    1. Margin: open trade me broker ki janib se usage fund ko margin kehty hey, asaan words me margin ko loan samaj sakty hey, deposit amount aur leverage size key mutabeq margin ki limit be hoti hay.

    2. Leverage: Leverage capital key ratio key mutabeq trade me use hota hay agar leverage size 1:500 hay to es ka matlab hay key 1$ key deposit se ham 500$ size se position open kar sakty hey.

    3. Pip: currency price ka small unit pip hota hay agar crude oil ki price 69.52 hay to last unit ko key movement be karta hay crude oil ka ye pip hota hay.

    4. Base aur quote currency:
    Base aur quote currency ka knowledge es ley be zarori hay key es key knowledge se market ko analysis karny me hamy asani ho jati hey (EUR/USD) first jo be currency ho gi wo base currency ho gi aur end currency quote currency.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Basic Forex Terms

    Asalamo alikum mery dost. aapne bahot he achi information haimain provide ki hai aur es baary ma main apka shkar guzaar hun. Jo forex ke basic terms hain unko hmain lazmi dekhna chahey aur un say lazmi seekhna chahey. jab basics term ka hm ko pata ho gaa tab ham aagy step forward kar sakte hain. agar basic forex terms ka he pata na ho to ham aagy nahi barh paaty hn aur uska hamko nuqsaan ho jaata hai.

    Pip: Pip ko point in percentage bhee kehty hain aur pip wo chota hisa ha currency ka jo kay change ya tabdeel hota ha. asaan alfaz ma jo sab say choti tabdeeli aati ha currency ma usko pip kehty hain.

    Margin:
    Jo amount of capital aik trades position ko open karney k liey use hoti ha usko margin kehty hain. maslan agar ap 1.0 ke lot say trade open karte hain 1:50 ke leverage say to 200$ aapka margin use hoga.

    Leverage: Leverage ka matlab apko broker ke taraf say udhaar dena hai. maslan aap agar 10$ ke account banaty hain to aap us say 100$ ke currency bhe khareed sakty hn.
    • #3 Collapse

      Forex trading mai knowledge hasil karnay waly logon kay liye Forex trading ke learning start karnay say pehaly bohot he zaida zaroori hai ke trader forex basic ke learning kar lain.

      Jis trah app nay basic terminologies Pakistan forex forum kay members kay sath shrae ke hain jin mai PIP , leverage , margin waghira shamil hain. Iss kay elawa b aur b kafi sari terms hai jin say aik new trader ka waqif hona bohot he ziada lazmi hai.
      Iss liye jo b log forex trading karna chahtay hain woh sab say pehly internet nay forex basic ke koi achi aur asan se book download Karin aur iss ko study Karin.

      Forex basic ke study karinay say traders ko forex market ke b achi trah say samajh ayie ge aur sath sath different forums per majood traders ko baat ko b ziada behtar tareqaysay samjh sakin gaay.
      • #4 Collapse

        Jnb aap nain bilkul sahi kha hai mgr kuch tools aap add karnan bhool gaye hain
        Free margin
        Free margin basically aik gap hota hai k aap is gap main kitni trade laga saktay ho agar aap ka account chota hai to free margin kam hota agar aap ka accounts barha hai to yeah abhi barha hoga
        EQUITY.....
        Equity ko aap running trade plus actual balance bhi keh saktay hain agar aap ki trade negative main chal rahi hain to aap ki equity actual balance say kam hogi ya agar aap ki trade plus main hain to equity ziada hogi actual balance say
        Equity=Actual balance +total profit of tuning trades
        Equity=Actual balance - total loss of tuning trades
        • #5 Collapse

          Yahan Par Forex Mein kaam karne ke liye aap ko uski basics terms Ka Pata hona chahiye iski live average Ka Pata hona chahiye iski movement Ka Pata hona chahiye isme currencies pairs Ka Pata hona chahiye iski market movement par Aap Ko Mukammal Nazar Rakhna chahiye Uske direction Ka Pata hona chahiye phir aap yahan se Kafi Zyada easily working kar sakte hain aur earning kar sakte hain
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            Newbies ko Forex basic terms ka knowledge aur information hona bahot hi important hay esi maqsad key ley ham Forex basic term ka jaiza lety hey,

            1. Margin: open trade me broker ki janib se usage fund ko margin kehty hey, asaan words me margin ko loan samaj sakty hey, deposit amount aur leverage size key mutabeq margin ki limit be hoti hay.

            2. Leverage: Leverage capital key ratio key mutabeq trade me use hota hay agar leverage size 1:500 hay to es ka matlab hay key 1$ key deposit se ham 500$ size se position open kar sakty hey.

            3. Pip: currency price ka small unit pip hota hay agar crude oil ki price 69.52 hay to last unit ko key movement be karta hay crude oil ka ye pip hota hay.

            4. Base aur quote currency:
            Base aur quote currency ka knowledge es ley be zarori hay key es key knowledge se market ko analysis karny me hamy asani ho jati hey (EUR/USD) first jo be currency ho gi wo base currency ho gi aur end currency quote currency.
            Yes dear aapne hamary sath basic forex ki terms jo ham daily use karty hain wo hamary sath share ki hain to main ye kehun ga k ye wo terms hain jo start main ham log use karte hain aur start main use karney k baad lagatar enko use karte rehty hain jin kay baary main hamhain pata hona bht zaroori hai. Agar hamain ye terms ka pata nahee hoga to hamain eska bht zaida faida haisl nahi ho sakta hai.
            Basics terms main pip leverage base currency aur quote currency eskay elawa margin, equity lots etc. Ham kafi zaida use karty hain. So jab tak en sab ka meaning aur maqsad samjh ma nahi aay ga tabb tek ham apni trading ko acha aur maiyaari nahi bana sakte aur nahi koi profit hasil kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              assalamu alaikum bhai aapne Bahut Achi bolti hai aur mai aap ki baat hai bilkul agri karta hoon aap bahut jyada information wali postki hai agar Hum Log Aap Ki Baaton pe Amar karte hain toh hum log ek kaam YaadYeh message Kiye Hain jinko yaad rakhna zaroori ha
              • #8 Collapse

                Forex me kam karne ke liye mere paas experience on Knowledge ke sath America's capital margin Bhi Zyada hona chahiye Jitna Hamare Paas capital margin Hoga Uske sabse Mari working Hamari information increase ho sakti hai hame after long time ke liye working kar sakte hai Mari information we both the increase ho sakti hai time to time hi account to manage karna Hota Hai Hamari account management Hoti Hai Maa restaurant business 12 ho sakta hamara kaam hai aap Pareshan ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  ya ha basic terms forex ki

                  Pips and Pipettes

                  Spread

                  Leverage

                  Margin


                  Margin Call

                  Hedging

                  Rollovers/Swaps

                  Commissions


                  Expert Advisor (EA)

                  Virtual Private Server (VPS)

                  MAM/PAMM Accounts

                  Safe Haven Currencies

                  One-Click-Trading

                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Newbies ko Forex basic terms ka knowledge aur information hona bahot hi important hay esi maqsad key ley ham Forex basic term ka jaiza lety hey,

                    1. Margin: open trade me broker ki janib se usage fund ko margin kehty hey, asaan words me margin ko loan samaj sakty hey, deposit amount aur leverage size key mutabeq margin ki limit be hoti hay.

                    2. Leverage: Leverage capital key ratio key mutabeq trade me use hota hay agar leverage size 1:500 hay to es ka matlab hay key 1$ key deposit se ham 500$ size se position open kar sakty hey.

                    3. Pip: currency price ka small unit pip hota hay agar crude oil ki price 69.52 hay to last unit ko key movement be karta hay crude oil ka ye pip hota hay.

                    4. Base aur quote currency:
                    Base aur quote currency ka knowledge es ley be zarori hay key es key knowledge se market ko analysis karny me hamy asani ho jati hey (EUR/USD) first jo be currency ho gi wo base currency ho gi aur end currency quote currency.
                    New Ladies ke liye Forex trading ki basins ko samajhna bahut Jada Zaroori Hota Hai Kyunki koi bhi trade Forex trading ki basics Phoolon Ke Bina successful nahi hota isliye trailers ko chahiye ke Forex trading keema 640 learn learn Kare Aur phir uske baad hai real account mein trading start Kare aur profit Banane wali side page a basic School Training Na Kare
                    • #11 Collapse

                      Dear ap ne jo baaty share ki hai kafi use full hai aor jo log ais market mai kaam kar rahy hai aun ko ye sab pata hona chaye kun k ye basic cheazy to kam az kam pata honi chaye jab banda ais market mai koi trade lagaty hai to aus ko pata hona chaye k ais mai mera margin kitna use ho raha hai aor agar ais mai mai levrage kam ya zayda karta hu to aus se mery margin par kai faraq pary ga aor aus k baad agar hum ais market mai equity kam karty hai to margin cal kaha par aati hai ye sari baaty phly pata honi chyae kun k jab bandy ki trades phans jati hai to aus time banda phir ais mai loss karta hai sirf ais liay k aus ko pata ni hota aor wo ghalti se apna loss kar deta hai ais liay sab kuch sekh lena chaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: basic Forex terms

                        Basic forex terms ko newbies ko smjhna important hay newbies ko chahe keh woh forex trading main jo 4 terms thread main btae gai hian woh smjhy newbies forex trading main sb say phly margin ko smjhy kah trader margin kitna use kr rha hay khi margin high to use nhi kr rha is tarah say trading main account leverage ko smjhna aor leverage kay right use ko smjh kr trading account main use krna newbies kay liay important hota hay aor newbies ko market main price movement ki pips/points ko understand krna must hota hay aor trader ko currency pairs ki complete information hona newbies kay liay boht ahm hian yeh sb batain agr newbies forex trading market main bhtr krty hain aor in ko complete smjh say trading main karty hian phr newbies ko trading main success hoti hay aor newbies profitable trading krty hian.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: basic Forex terms

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          Newbies ko Forex basic terms ka knowledge aur information hona bahot hi important hay esi maqsad key ley ham Forex basic term ka jaiza lety hey,

                          1. Margin: open trade me broker ki janib se usage fund ko margin kehty hey, asaan words me margin ko loan samaj sakty hey, deposit amount aur leverage size key mutabeq margin ki limit be hoti hay.

                          2. Leverage: Leverage capital key ratio key mutabeq trade me use hota hay agar leverage size 1:500 hay to es ka matlab hay key 1$ key deposit se ham 500$ size se position open kar sakty hey.

                          3. Pip: currency price ka small unit pip hota hay agar crude oil ki price 69.52 hay to last unit ko key movement be karta hay crude oil ka ye pip hota hay.

                          4. Base aur quote currency:
                          Base aur quote currency ka knowledge es ley be zarori hay key es key knowledge se market ko analysis karny me hamy asani ho jati hey (EUR/USD) first jo be currency ho gi wo base currency ho gi aur end currency quote currency.
                          Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha aur aapne Sab traders ko bahut Jabardast information Di Hai new credit job Forex trading mein aa rahi hai aur 4 x 4 impaired in you can do it is force se Kafi knowledge Hasil kar sakte hain aur achi trading bhi kar sakte hain traders ko Aisi post Jarur share Karni chahiye Aisi post se new traders job Forex trading Mein Aaye Hain aur Forex forum pain new Hai unko bahut jyada fayda hota hai aur woh Kafi question learning bhi kar sakte hain ye bahut Jabardast post aapne kya hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: basic Forex terms

                            Assalamualaikum bhai kaise hain aap Umeed Karti Hoon ke Harriet se Honge 54 X reading main waise to bahut sari basic terms hai lekin sabse basic Jordan Meri Jahan Mein Hai Ya Meri Nazar Mein Hai Woh Hai analysis analysis basic term hai qk hame koi bhi trading karne se pehle Uske baare mein analysis kar lena chahiye analysis Jitender ke hote hain technical analysis fundamental analysis or sentimental analysis technical analysis hote hai usne Apne LED ki screen Par ya phr Kisi Aur method se price price chart dekhna hai aur uske baad fundamental task analysis hote hain jis mein trader target trading deta hai last sentimental analysis hote hain Jisne trader Apne mind care Ke mutabik days dekhta Hai Ke trading market ke according karni hai ya market ke against karni hai meet Karti Hoon aap mere jawab se ittefak Karenge Shukriya Allah Hafiz
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: basic Forex terms

                              forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik real business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X