Scalping method kia hamy successful kar sakta hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Scalping ek aisi strategy ha jis mein short time mein trades open aur close ki jati hain, jesay m5-m15 etc, in time frames mein market ziyada pips tak to move nahi karti, is liye is mein usually wo traders participate kartay hain jin ka account size ziyada hota ha because scalping mein small lots se ziyada profit nahi hasil ho pata. Scalping ek risky strategy bhi ha, because jab big lot size se trade open ki jati ha to us se big loss ka risk bhi ziyada ho jata ha aur scalping ki trades short time ki hoti hain, to traders k liye trades ko monitor karna mushkil ho jata ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han bhai apki bats hai hai or mian apki bat se agree krta hun forex trading main sclaping trading wo trador karty hain jo new trador hoty hain jo trading karty hain q k es main short term main trading ki jati hai or boht se trador es main trading kar k acha profit eran karty hain es main aghr trading achi traha se analys use karty hwoe ki jay tu hmain boht acha prfit mil skta hai es liye aghr hum bat karen k scalping main trading karny main hum akmayb ho ksty han tum kamayb ho skty hain or es se profit bhi acha earn kar skty hain es liye es main har trador trading karna chahy tu kar skty hain yah aik acha trading method hai or es main achi eraning ho jati hai
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        many traders different style se aur different type key method trading me use karty hey jes me 1 method scalping trading ka be, scalping traders short time key hoti hay jes me zeyda profit to earn nahi kia ja sakta hay magar per be es me loss key chances ho sakty hey scalping trading karny me risk ko ignore nahi karna chaye, mera senior traders se sawal hay key kia ham scalping trading kar key be successful ho sakty ya nahi, kia big profit proper hamy scalping trading method se ho sakta hay?
        Scalping Jyada tar new traders karte hain Kyunki Unka trading ka experience on Knowledge bahut kam Hota Hai Jis wajah se Woh apni trade ko thoda profit banane ke baad Karte Karte Hain experience Jaise Jaise increase Hota J traders ko chahiye apni trading we increase karne qk sirf scalping pad Band Karke traders successful nahi ho sakte successful trading long term trading Karte Hain
        • #19 Collapse

          G nahi dear agar kesi professional traders se scalping trading ka kaha jaye to wo es strategy ko risky samjty hey, trading long term ki hi acha result de sakti hay, scalping traders bahot zeyda hey magar me samjta hon key koi be scalping trading karny wala traders successful nahi ho saka hay es ki waja risky trading karna hi hay, market ka acha experience be agar ho to scalping trading karny ka risk kabi be nahi lena chaye hamesha long term ki trading par depend karna chaye, ye bahot hi safe trading hoti hay jes me traders key capital ko loss ka etna dar nahi hota jetna scalping trading me ho sakta hay.
          • #20 Collapse

            Humery leay scalping trading dangerous hai us main main nay diekha k Indenashian traders boht perfect kerty hain hum Pakistanies trader k leay best nahe hai our khas toor pay hum forum members zeada tar learning stage main hoty hain humery pass knowledge our experience zeada nahe hota hai our hum us main jab bhe bare lot size use kerty hian to loss he kerty hain to mera to ye mashwraa hai k scalping trade app k laey kabhe useful nahe ho sgti hai humean humesha money management k sath chotay account pay small volume k sath trade kerni chay


            http://investsocial.com/ur/showthread.php?...42#post7906042
            • #21 Collapse

              Re: Scalping method kia hamy successful kar sakta hay?

              gee bhai her banda mukhtalif mizaaj ka hota hay or her banday ka trading style trading ka tareeka uss kee psychology or uss kee methodology her doosray banday her trader say different hoti hay for example zyaada ter traders naked yaani simple chart use kertay hain or kuch traders chart ko indicators or tools ay bher detay hain kiun kay unn ka trading method different hay issi tarah bohat say log scalping ko pasand kertay hain kiun kay unn logo kee trading methodology yehi haykay scalping kee jaaye aik hissa hay traders ka jo kay long term entries leta ay or kuch nahin mostly intraday trade kertay hain to jo scalping kertay hain un kay lye yehi advise hay kay sl zaroor use kerain closest or saath saath lot size per control rekhain.
              • #22 Collapse

                Re: Scalping method kia hamy successful kar sakta hay?

                hum scalping trading method use kerty rahean gay to pher us market main to pher kamyaab nahe ho sagty hian likin app kahean k phelay app nay demo practice ki hai oiur pher app nay real account main trading ki hai our pher abhe app real main account grow ker leaya hai to pher app demo main kaam ker k us say acha profit earn ker sagty hain pher app scalping ki strategy k oper kaam kerty hian phelay us ko demo account main try kerty hain to pher app ko scalping main success milti hai to pher he app demo account main try ker k us say acha profit bna sagty hain humen forex main mehnat kerna ho gee pher he us main hum acha profit real account main trade ker k profit ker sagty hain lekin app kahean k app daily scalping ker k rich ban jain gay to ye pher possible nahe hoo ga koink koi iak trade loss main gai to pher ap ko huge loss ho jeay ga
                • #23 Collapse

                  Re: Scalping method kia hamy successful kar sakta hay?

                  Scalping permanent trading strategy mai count nahi ki jaa sakti aur na he aisa kerna chaiye. Forex Tarders jab market mai ziada tez movement daikhtay hain jo koi aik trend nahi Bana rahi hoti aur market bohat ziada volatile hoti hain uss waqt scalping ko apply kertay hain. Scalping kaamyab bhi usi waqt rehti hai jab market mai movement up air down ho rahi ho. Scalping say short time mai bohat tezi say profits hotay hain jo kay kaafi ziada bhi ho saktay hain. Scalping trading mai Tarders big lot sizes kay saath trading ker kay acha profit ker laitay hain. Scalping kay liye time frames ki samajh hona bhi bohat zaruri hai. Scalping hamesha M5 Mai best rehti hai kiyu kay iss say ziada time frame mai market ki monitoring say trends ko scalping kay liye read kerna mushkil hota hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Scalping method kia hamy successful kar sakta hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    many traders different style se aur different type key method trading me use karty hey jes me 1 method scalping trading ka be, scalping traders short time key hoti hay jes me zeyda profit to earn nahi kia ja sakta hay magar per be es me loss key chances ho sakty hey scalping trading karny me risk ko ignore nahi karna chaye, mera senior traders se sawal hay key kia ham scalping trading kar key be successful ho sakty ya nahi, kia big profit proper hamy scalping trading method se ho sakta hay?
                    Scalping Ek Tarika Hai Jiska sarir se aap Forex trading ke Karobar Mein kam karte hain is tarike se aap market Mein Apne trade ko thodi der ke liye open karte hain aur thoda prakashit hone ke bad eyes close kar dete hain aur Bar Bar aap ISI Tarah Se copy karte rahte hain isko Ham scalping Kahate Hain Yeh ke bahut hi Khatarnak Richa Hai Jab tak aapko Forex trading ke karobaar acchi Jankari Na Ho To istemal Nahin Karna chahie Kyunki Agar Ham is per kam Karte Hain To Kuchh hi der Mein yah Hamare account ko double bhi kar sakti hai aur Hamare account ko bilkul Khali bhi kar sakti hai isliye bahut hi Soch Samajh Kar kam Karen
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X