Jaiza: market gap ka fill hona
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: market gap ka fill hona

    market main gaps b aty hain is main gap ko dykha jaye to kuch gaps up position main hoty hain or kuch to down hoty hain is kay any ki trading karny ki waja hoti hay jaisy kay agr market main up gap ata hay to is say ye hota hay sab traders selling order ko nai laga rahy hain jis say market main aik up gap ban jata hay agr to hum is main dwon gap ki bat arty hain to down gap main b yahi kuch dykhkny ko mil raha hay kay is main agr trader buying order ko nai place kar rahy hain to is say down gap a raha hay in dono ko gaps ko fill karny ki b condition hoti hay jis main ye hota hay kay agr traders up gap kay bad sell order place karty hain to ye gap b fill ho jata hay or isi tara jab market main down gap ko dykhty hain to is main jab traders buying order ko lagaty hain to ye gap b fill ho jata hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: market gap ka fill hona

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Market gap filling

      some time market me gap any key bad ye fill be ho jata hay market me gap any ki 1 waja to ye be ho sakti hay key jab up gap ata hay to es ka matlab yahi hota hay key koi be trader selling order place nahi karty aur jesy hi traders selling order place karna start kar lety hey gap be fill ho jata hay esi tarha jab down gap ata hay to koi be trader buy order lagany wala nahi hota hay jes ki waja se market holidays ya kesi muqy par down gap ajata hay aur ye gap be buying traders key active hony key sath hi fill hona start ho jata hay.
      UP gap filling
      [ATTACH=CONFIG]5134[/ATTACH]
      Down gap filling
      [ATTACH=CONFIG]5135[/ATTACH]
      Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading market Mein Kafi time ho jata hai ke market Mein Kuch Keh Paye Jata Hai Jiski wajah se bahut Sare log Pareshan ho Jate Hain yeah both critical Waqt hota hai Jisme trader ko bahut samadari ke sath kaam karna Hota Hai market mein jyada Abadi moment hone ki vajah se Aisa Ho jata hai ke market Mein bataya tha Jab Se Le Kar bhaiya ke Darmiyaan Jyada der ho rahi Hoti Hai Tu Yeh Mumkin hota hai aur ye usually nahi hota Kabhi Kabhi Aisa possible hota hai ki market mein kya Baje
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: market gap ka fill hona

        some time marketplace me hole any key awful ye fill be ho jata hay marketplace me hole any ki 1 waja to ye be ho sakti hay key jab up hole ata hay to es ka matlab yahi hota hay key koi be dealer promoting order region nahi karty aur jesy hello investors selling order area karna begin kar lety hello hole be fill ho jata hay esi tarha jab down gap ata hay to koi be trader purchase order lagany wala nahi hota hay jes ki waja se market holidays ya kesi muqy par down hole ajata hay aur ye hole be buying buyers key active hony key sath hi fill hona begin ho jata hay.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: market gap ka fill hona

          ye situation aksar dosto market main gap wali weekend k bad banti hai oru us main reason koe bhe fundamental issue kise bhe country ka hota hia to us k pairs main gap ata hai jesay k recent issue GBP ka brexit ka chal raha hia jab bhe weekend py hangamay hoty hain ya un ka present change hota hai to un k currency pairs gap k sath open hoty hian market ager khuch hours main gap fill nahe kerti hai to next time main wo strong support ya resistance k toor pay samnay ata hai pher sell ya buy ki trade lay k profit ker sagty hain
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: market gap ka fill hona

            nahe bhae meri nazar main market main gap ka ana aik he wja ho sagta hia our wo weekend ai our us main mazeed kisi bhe country k election ho sgty hian jo bhe G 8 mumlik hain un k election hoon to mraket gap k sath open hoti hai ouir us ka fill 24 hours main ho jata hai to theek nahe to wo iak strong support ya resistance ban jtai hai or her us main trade ker kk app buy ay sel ki entry lay k acha profit earn ker sagty hean
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: market gap ka fill hona

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Market gap filling

              some time market me gap any key bad ye fill be ho jata hay market me gap any ki 1 waja to ye be ho sakti hay key jab up gap ata hay to es ka matlab yahi hota hay key koi be trader selling order place nahi karty aur jesy hi traders selling order place karna start kar lety hey gap be fill ho jata hay esi tarha jab down gap ata hay to koi be trader buy order lagany wala nahi hota hay jes ki waja se market holidays ya kesi muqy par down gap ajata hay aur ye gap be buying traders key active hony key sath hi fill hona start ho jata hay.
              UP gap filling
              [ATTACH=CONFIG]5134[/ATTACH]
              Down gap filling
              [ATTACH=CONFIG]5135[/ATTACH]
              Dear friend ap ny both achy tariqa sy btaya ha market jab bi gape k sath open hue ha to wo gape zaror fill hia ha is ley humy market k gape sy ziada sy ziada fayda lana chae ha or market gap k bad confirm trade laga k acha profit hasil kar sakty han par is k ley humy sabir bi karna ho ga q k bazdafa market gap fill hony main kuch din lag jaty han
              Market jab bi gape main open ho to humy tohra wait karna chae ha foran trade ni lagani chae ha balky sabir sy trading karni chae ha or apny knowledge or experience k mutabiq humy confirm candle ka wait karna chae ha us k bad hum trade open karni chae ha forex trading main jtna knowledge or experience ziada ho ga hum trade ache kar sakty han or us sy ziada sy ziada fayda hasil kar sakty han
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: market gap ka fill hona

                Market gap baghir kesi reason key nahi banty ham fundamental analysis work se ye define karny me kamyab ho sakty hey key market me kab aur kesy gap a sakty hay aur hamari market gap banny key bad trading ki strategy kia honi chaye, market me gap market close hony key bad be ban sakty hey aur jab be koi new market session start ho to per be possible hay key market gap key sath open ho jaye, hamari trading ki strategy gap fill hony ki honi chaye, agar ham ye determine nahi kar sakty key market me gap kab a sakty hey to market gap filling strategy hamary ley bahot profitable ban sakti hay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: market gap ka fill hona

                  Dear members mn apko btata hon k marigap hota kiya hy.
                  Market weekend py jahan py close hoti lazmi ni hota k usi jga sy weekend k bad open bhi ho. To jo prise mb fariq aata hy to usko ham kehtu hain gap.
                  Frz kren m market close hoi dollar 105 py mgr jab open hoi to 110 py to jo center mn 5 ka frq hy usko market gap kehty. Agr ap dekhty hain k market ap k reversed ja rahi to ap ik or trade lga den ta k app ko loss na ho. Or phir market apny gap ko lazmi toch krti yani dill krti hy to is wqt mn jo sai yrade lga jaye to zyada ay zyada profit mil jata qn k market mn gap ko jab fill krti to iski movement boht taze hoti hy. To ap achi trade lga k acha benefit len.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X