Jaiza: Scammers say bachaao
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    har mashoor business ko khrab karny waly bhi boht hoty hain jis se un ki yah koshsih hoti hai k es business ko khrab kesy kiya jay or boht se others reasoucres apko fake oppertunities provide kar rahy hoty hain k ap es kam ko chor kar es kam ki traf aen tu apko best result mily ga tu ayse fake business se bachna chahye q k har insan he apni life k bary main acha sochta hai jis k liye wo har tra ki mahnt karny ko bhi razi hota hai es liye har traha se apko jan kari karny k bad faisla karna chay jesy k hum yah akhs kty hain k janch partal k bad he kisis par bharosa karna chahye ta k ap ko koi bhi masla na ho k ap kisi par bhi bharosa karny se nuksan na ho jay es liye apko ayse scammers se bachna chahye or jaldi kisi par bahrosa nahi karna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
      Asalam-o-alikum!
      Piyary dosto jis jis ne bhe forex trading ke hai us ka wasta scammers say zaroor parta hai chahey wo aapko free main kuch provide karney ke offer kar rahy hon ya phir payment kar k. Scammers forex trading main kafi zaoda hain aur aapne in say bachna hai.

      Account management forex main aik achi facility ha magar kafi sary scammers apni mashoori kar rahy hoty hn k kuch fin main apna account double karwaain ya be hisaab munafa kamain to kabhe bhe scammers ko apna account manage karne k ly na dain.

      Paid Signals kay baay ma to apne suna he hoga aur wo log apne aap ko acha trader dikhaany k liey kafi fake photos weghra ap kay sath share karte hain to kabhe bhe kise ko pay na karin signals kay liey. Khud seekhin aur expert banin.
      walaikum assalam ji Bhaijaan aapne bilkul theek Kaha internet world me bahut Sare scam Ho Rahi Hain Jo ke Hame aur Hame galat information dekhte hain aur Hume fake signal Milte Hain Main Toh Hame chahiye Agar Hum signals ya Aur Kisi Nazar Ko karna chahte hain to aapko chahiye kya aap apni Ek website ko manta hu Kare jisse aapko Accha Sila mil rahe ho aur agar aap Kisi indicator ka istemal karte hain toh kabhi bhi Ek indicator ki nahi karna chahiye do tin indicator small karne ke baad Agar aapko Sahi train Milta hai toh aap kar sakte hain
      • #18 Collapse

        My Dear Friends Mary Khayal Main Ham agar khud se mehnat krte hain aur forex pe achi practice kr lete hain to ham apne liye bahot hi acha experience gain kr lete hain hamen khud se koshish krni chahiye k ham trading k liye apne experience ko grow kr skty ha or acha profit bna skty ha ap mhnat ky sath
         
        Removed by Moderator.
        • #19 Collapse

          Dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k jaisy ais market mai bahot sary log hai jo ais mai kaam kar rahy hai aor ais mai kuch log hai jo logo k sath scam karty hai wo diffrent tareeky dhondh rahy hoty hai jis se log aun ko paisy send kary ais liay ais market mai agar hum kaam karty hai to hum ko ye pata hona chaye k ais market mai jab kaam karna hai to ais mai hum ko aisy kaam karna hai k hum ko ais mai koi dhoke na dy saky aus k liay ye zarori hai k hum ko learning achy se karni hai ta k na to kisi se signal leny pary aor na hi apna account kisi ko manage k liay dena pary hum khud kaam kary aor ais mai jitna profit ya loss ho wo humra apna ho ais mai kisi ka kuch na ho hum khud owner ho.
          • #20 Collapse

            Jnb aap nain bht Acha bt share ki hai waqia jahan paisa involve ho jata hai wahan scammer ki tadaad main bhi din bad in izafa ho jata hai baaqi business ki tarah forex main bhi bht saray scammer moujood hain Jo mjkhtalif logon ko mjkhtalif tareeqon say loot. Tay hain in main bht saray tareeqay shamil hain Jin main say kuch main aap k sath share karta hun
            Account management's scammer
            Paid signal scammer
            Curduncy exchange scammer
            Online hacker
            people around you are also scammer agar aap apni personal information sath walo. K sath share kartay hain to woh bhi scammer ban k aap ko loot saktay hain lehaza personal information kisi ko nanda in..
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Scammers say bachaao

              Walakum Slam dost forex trading main scammer say bachna trader kay liay ahm hota hay kion kah aj kl scamms boht dakhnay main aty hian aor trade rko chhy kah safe trading karay trading main aisi methods ka use na karay jo kah trader ki control say bahr hon agr trader account management kisi ko day rha hay aor agr woh ap ka qaribi nhi hay to hrgiz us ko account management kay liay na dain aor forex trading main paid signals main bhi scammers hian jo kah aisy fees bhi lay rhay hian aor forex trading market kay signals bhi right provide na kar skty hain to aisy logong say bacha karain aor trusted paid signals walay aor trusted account management walay ko account management kay liay dain aor paid signals bhi trust traders say lay kar trading kia krain tab ja kar trading main fiada hmain hota hay scammer ka boht ihtiat krain.
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Scammers say bachaao

                اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                Asalam-o-alikum!
                Piyary dosto jis jis ne bhe forex trading ke hai us ka wasta scammers say zaroor parta hai chahey wo aapko free main kuch provide karney ke offer kar rahy hon ya phir payment kar k. Scammers forex trading main kafi zaoda hain aur aapne in say bachna hai.

                Account management forex main aik achi facility ha magar kafi sary scammers apni mashoori kar rahy hoty hn k kuch fin main apna account double karwaain ya be hisaab munafa kamain to kabhe bhe scammers ko apna account manage karne k ly na dain.

                Paid Signals kay baay ma to apne suna he hoga aur wo log apne aap ko acha trader dikhaany k liey kafi fake photos weghra ap kay sath share karte hain to kabhe bhe kise ko pay na karin signals kay liey. Khud seekhin aur expert banin.
                Yeh Bata aapne bilkul theek hai traders ko chahiye kya full chatting Kare Aur Kisi Disco Mein Keh chuka hoon main aapki Aankhen bahut Sare log aaj kal trailer bahut jyada profit gain kar sakte hain Jab Ke Aisa kuch bhi nahi hota four brothers apni ki jane wali train Se Bhi Jyada loss Mein Jaate Hain isliye traders ko chahiye ke manual trading karna chahti hai woh Forex trading ko samajh basic infoseek base again
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Scammers say bachaao

                  forex trading aik aysa business hai jo k pori duniya main kiya ja rha hai or lakhon k hisab se log es main eraning kar rahy hain jesa k hum sub janty hain har kamyb business k pechy boht se log ayse bhi hoty hain jo os kam ko khrab karny ki koshishon main lagy rahty hain un ak basic jo agenda hota hai wo yahi hota hai k es bsuiness ayh es kam ki jo populariyty hain wo kisi bhi traha se kam ho sky jis ki wjah se wo logun ko andhy khwab bhi dikahty hain jo k alag alag hoty hain jis se un kamain point yah hota hai k en ko en ki jagha se hata kar kahen or deah lgya jay tu yah boht he nazuk baten hoti hain jin ko dekh parkh kar apny kam main masroof hona chahye q k jub tak hum apny kam main sinseoir ho kar nahi karty hain tu ayse boht se logun ki baton main a jaty hain jo k os business k liye alat hoty hain es liye ayse logun se bach kar rahna chahye ta k apko os main loss na ho or ap nakam na hon
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Scammers say bachaao

                    Assalamualaikum bhai kaise hain aap Umeed karti ho aap khairiyat se Honge bhai actually main aap se ek baat karti hoon Forex trading main schemas se bahut zyada wasta padta hai aur Jyoti Forex trading mein marketing Karta Hai Uska lazmi schemars se Pala padh jata hai main aapki is Baat se bhi Ittefaq Kriti Hoon ke Jo scammers Forex mein Apna account double karwane ya free mein paise Jyada Karne ka kehte hain ya dava Karte Hain traders co in se Dur Rehna chahiye in Ki Baaton Mein Nahi aana chahiye in facts marketing k bgair bhi logon ko scammers se mwhooz rehna chaiye
                    Shukriya Allah Hafiz
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Scammers say bachaao

                      forex main scammers sy murad hy risk to yahan py scammers ka matlub ho ga keh forex main trading karty waqt risk sy buchna chahy aksar awqat risk main naqami hi hoti hy mutlab nuqsan hi hota hy risk main naffy ky bahut kum chans hoty hain to mairy dosto kuch mwaqeh aisy bhi hoty hain jen main risk lina parhta hy risk ky baghair kam ni chul sakta to pher wahan py risk lina majbori bun jati hy to ahan py risk lina chahy but forex markit ky tmam qwanin ko samny rakh kar agr forex markit ky tmam qwanin ko samny rukh kar trading main risk wala qadam bhi uthaya jae to us main kafi kamyabi ky chans mwjod hain agr pher bhi loss ho jae to pher to bardasht karna parhy ga or hamin koshesh kar ky mehnut kar ky us nuqsan ko powra karna chahy or any waly waqt main us jaisy nuqsan sy bushny ki tadbir sochni chahy
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Scammers say bachaao

                        Scammer say bachan chahye. que kay ajkal forex kay nam per boht say log scamming ker rahay hain aur us ka shikar new trader ho rahahy hain. jesay apnay bataya kay management services aur paid signal service kay nam per log boht zayada scamming ker rahay hain. isi trah say boht say log forex broker aur forex ki website ka name per scamming ker rahay hain.

                        Local Brokers :
                        Boht say local broker jo kay registered nahi hotay aur wo zayada profit aur commission ka laluch dey ker trader ko attract kertay hain. jab un ko loss honay lagta hay to wo bhag jatay hain aur trader ko pay back nahi kertay.

                        Website:
                        boht say logon nay forex kay name per website bana rakhi hain aur logo ko forex main investment kernay kay liye investment letay hain aur us per fixed amount profit detay hain. real main wo koe aur kam ker rahay hotay hain yeah bhi jab forex main ya us kam main loss kertay hain to invester ka paisa lay ka ghaib ho jatay hain.
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: Scammers say bachaao

                          Forex trading say boht say logo ko scam kia ja raha hay. jesay kay ap nay bayan kia kay account management ki services aur paid signal ki services kay zaryeah boht say trader ko scam kia ja raha hay. que kay paid signal nay say trader ko ager loss hota hay to us say trader ko hi nuksan hota hay na kay signal denay walay ga. is liye yeah boht asan kam hay kya apnay tukay kay signal logo ko sell keru aur apni fees time sya wasool keru.
                          ager profit ho ya loss signal denay walay nay to apni fees ley li hoti hay is liye us ko koe faraq nahi perta.
                          isi trah say account management kernay walay bhi aisa hi kertay hain. ager profit ho gia to apna profit hasil ker lia aur ager loss ho gia to trader ka loss aur muft main live trading ka experience bhi hasil ker lia.
                          is liye tamam new aur old trader ko apnay ap ko is trah say scammer say door rakhna chahye. aur khud trading kerni chahye chahye profit ho ya loss.
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: Scammers say bachaao

                            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main both sy log farud karty han koi signal k nam pe or koi khud account manage Kar k dany pe sab log apny apny tajarby karty han chae signal dana ho ya account manage karna ho pata kisi ko b ni hota sab tuka lagaty han lagaya to tek warna loss kisi baar luck sath da jay to profit ho jata ha par main maximum logun ko dakha k wo kehty han loss ho gea ha main dost ko account dea us ny wash karwa dea ha ya larky ny signal dey to loss ho gea is ley kisi ki baatun main na any or khud learning karny or knowledge or experience hasil Kar k trading karny apni planning karny strategy banany ta k ap ko khud samj aa jay agr loss hua bi to ap ko experience mily samj aay ge k market kya kar rehe ha next time Kya karna chae ha is ley
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: Scammers say bachaao

                              hamy scammers sy bach kar kam karna chahey hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik bohat bara business hain is mai dunya ky bary bary mumalik involve hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain or hum is mai amount invest kar ky be acha proft gain kar sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: Scammers say bachaao

                                Achay aur buray loog her field mai hotay hain. Kuch aisay hotay hain jo achay tou hotay hain laikin unn ki ghalat planning ya mashwaray ki wajah say dusroo ka loss hojata hai aur Kuch asiay hotay hain jinn ka motto he dhoka daina hota hai. Scammers jaan boojh kay dhooka dainay waalo ko kaha Jata hai. Forex aik aisa business hai jiss mai bohat ziada paisa involve hota hai aur jaha paisa hota hai waha paisa kamanay waalo ko lootnay waley bhi ajatay hain. Forex trading mai account manage ker kay dainay waley, investment pay trading ker kay profit sharing ki offer kernay waley, signals aur indicators dainay waley, robot trading softwares dainay waley aur issi tarah kay bohat say scams kernay waley her waqt traders kay gird ghoom rahey hotay hain.

                                Forex traders ko aisi offers say hamesha bachna chaiye aur iss kisam ki kisi bhi offer ko accept nahi kerna chaiye kiyu kay iss say sirf apna paisa he zaya nahi hota bulkay apnay liye khud apnay paisoo say tension bhi lay lo jaati hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Traders ko khud trading kerni chaiye aur jo bhi Thora bohat profit ya loss ho usi pay guzara bhi kerna chaiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X