Loss hony ke baad ziada tar traders market ko blame karty hain ke woh inn ke trade ke opposite move kar gyie . Lakin woh trading Mai apni mistake talash nai karty hain jis ke waja say woh market ka ghalat analysis kar rahy hoty hain . Loss hony pe market ko blame na Karin balky apni mistake search karin aur apni trading behtar bana lain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим