some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?
    dear forex trading members aksar awaqat apka technical analysis perfect hota hai lkn market technical ko flap ya fail kr deti hai iski kya waja ho skti hai ap discuss kren?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum their aapne thik baat ki hai lekin Mere khayal Mein unlock main aap karte hain aur acchi Tarah Se analysis banate hain toh hum log Kabhi b a fail nahi ho sakte isliye Hum logo ko Jyada Se Jyada Main Kal nahi chahiye tha Ke Hum Log ka profile kar sake
    • #3 Collapse

      Dear maximum time aisa hota hai k hub bhi aap market k mutakiq ko analysis karta ho technically aap kamyab ho jatay ho aaur apki stretgy kamyab ho jaati hai magar ch time aisa hota hai k i technically ko dhokha day jaati haiis ki sub say barhi wajah news k aanan hota hai jub bhi kisi milk main koi ehm elaan hota hai meeting hoti hai. To iska effect uski cureuncy PR bhi arhta hai kiski wajah say is ki movement opposite ho jaati hai is liye agar aap aik acjay trader bannnan chahtay hain to aapko chaye k aap technically analsysi k sath sath fundamental analsysi PR bhi tawajyhdain ta k kabhi bhi loss nan ho
      • #4 Collapse

        dear question to ap ka kafi acha ha and mn es bat ko like krta hn ka ap na real koi achi discussion start ke ha dear bat kuch aisa ha ka market mn kam krta hova agr ap na technical analysis sa kam liya ha and full concentration ka bad bh market ap ko loss krwa daiti ha to dear yh ap ka qasoor nhn ha blka koi unexpected news a jati ha koi other thing like ka ap analysis ka sath sath makret mn bhot zyada bulls ya bear a jata hn jo ka market mn sara ka sara side e change kr jata hn to ap ko issue ho skta ha dear
        • #5 Collapse

          Trading do qisam ki hoti hai aik technically and scodn fundamental analyaia k zaroiri maximum log technical analysis ka sahara letay hain aur is k through long term trading kartay hain aur short term trading kartay hain maximum time woh kamyab ho jatay hain but kabhi kabhar unko los ho jata hai woh bhi acha khasa loss hota hai is k sub say ehm wajah yeah hoti hai k woh koi bhi trade laganin say pehlay sirf technically analysis kartay hain aur news k baray main inko koi bhi information ni hoti ayr ju. Bhi koi news aati hai to markeet opposite bhi achi khaasi move kar jaati hai jub news aati hai to trader acha khasa losa kar bwthtay hain apna is lie donon analyssi ko equal tawajuh dain...
          • #6 Collapse

            Market ka technical analysis zarori hota hay magar es se zeyda important fundamental analyzing hay jo key kabi fail ho hi nahi sakta hay, technical analyzing me success key 20% chances zaror ho sakty hey magar fundamental analyzing key base par open key gaye trades me 80% kamyabi key chances hoty hey, learning hamesha fundamental analysis karna karna chaye. technical analysis kesi be time fail ho sakty hey aur different buying selling signals ki waja se traders technical analysis me loss hi karty hey.
            • #7 Collapse

              Sometimes Aap Yahan Par Agar working karte hain aap bahut Jabardast shayari S8 technical analysis nikalte hai lekin is technical analysis ki Zyada movement nahi hoti hai market Jyada Muth nahi kar sakti hai aapko chahiye Karte Hain actual technical analysis nikale Aur phir uske sath are perfect information ke sath kaam kare
              • #8 Collapse

                Dear technical analysis aik possibility hoti hai kay kis tarha market up ya down jaa sakti hai aur maazi main market ke kite ooper ya neechy value rahai aur kon kon say points par support aur resistance ban rahi hai. Magar jab fundamentals technicals par haawi ho jaate hain to uss time kuch bhe technical kay bas ke baat nahi rehti aur market sirf aur sirf fundamental ke base par move karti hai. Jab fundamentals ki intne ihmeyait market main na zahir ho rahi ho tu us time technical analysis kafi apna asar dihkaa jaate hain.
                • #9 Collapse

                  Forex market mein aik hi trader nahi hota, bohot se hotay hain. Agar aik trader market ko aik tarhan dekhta ha, to dusra trader kisi aur angle se market ko dekhta ha aur ye kehna bohot mushkil hota ha kay kis ka analysis perfect ha. Bohot expert traders ka analysis bhi ghalat ho jaya karta ha kyun kay forex market unpredictable ha. Analysis kay ghalat honay ki bari wajuhaat mein false breakout, market gaps, achanak koi bari economic news, stock market crash aur sab se bari waja traders ki ghalat waqt ya time frame ka intikhab karna shamil hain.
                  Aksar traders sirf aik hi type ki analysis kartay hain, for example sirf technical analysis par hi bharosa kartay hain, to fundamental news un kay analysis ko ghalat sabit kar deti ha, is liye 3 types of analysis apni strategy mein rakhna hota ha, tab ja kar perfect analysis hoti ha.
                  • #10 Collapse

                    forex trading main technical analysis k fail hony ki wjah market ki achnak moving hoti hai jub market ki achank moving ho jati hai or hmari trade main loss ho jata hai laken forex trading main technical analysis k sath sath hmain apni trading k liye fundamental analysis main bhi ap achi trading kar skty hain es liye apko apny analysis main su kuj strongly analysis karny chahye or technical analysis k sath sath hmain apni trading main fundamnental analysis bhi karny cahhye ta k hmain har point k sath main trading kar k acha profot eran kar skty hain jub hum trading main loss hota hai tu techniacal analysis k fail hony ki wajah bhi loss ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      dear Forex trading members of the team Pakistan Forex forum ma apki yeh bat btana chahta hun ky fundamental analysis he technical analysis ko fail kr skta hai keun ky some time fundamental news itni unaspected bhi aa jati hai jis sy market totally apna trend he chang kr jati hai forex trading ma humen knowledge aor experience chye hota hai
                      acha trader whi hota hai jo apny account ko har lehaz say manage krny ky bad trade open kry strong ar key support aor resistance levels ko lazmi use krna chye aor us hisab sy he hume traderz ko apni trades ko manage krna chye forex trading ma humen take profit aor stop loss lazmi use krty rehna chye ta ky humen trading ka profit milta rahy aor hum safe reh ky trading kr sken
                      • #12 Collapse

                        G bilkul iss trah hota ha khas toor per choty time frame mai bohot dafa yeh hota hai. Forex trading kay doran technical kafi dafa break hoty hain aur khas toor per choty time frames ke technical analysis ka koi khas barhosa nai hota hai . Market bary time frame mai apny technicals ke base per he move kar rahi hoti hai.
                        Baray traders fundamental ka andaza b pehlay say laga kar rkahty hain aur woh fundamental b market price mai shamil hoty hain aksar . lakin jab bohot he un expected news ya important data aa jata hai tu iss ke waja say market mai apna price ka pattern change kar laite hai jis ke waja say technical break hoty hain lakin bary time frame per aksar price pattern barqar he rehty hain
                        • #13 Collapse

                          forex trading main technical analysis wo analyse hota hai jis main hum apni trading main charts ko dekhty hain or es k sath sath price ki harkat ka jaiza lety hain jub hmain yah do baton ki confermition milti hai tu hum apna order laga dety hain technical analyis main hum market ko chek akrty hain k market kuj der pahly kahan thi or or ab kis level par hogi yah su dekhny k bad hmra technical analyis sahi hta hai
                          analysis k fail hony k asbab:
                          forex trading main technical analyis main jub hum charts ko dekhty hain tu es main hmari apni galti hoti hai k hum chart ko sahi tarah se analysi nahi karty hain or es galti ki wajah hmari jald bazi hoti hai q k boht se trador chart ko aik nazar dekhny k bad he apna order lga dety hain tu aysa nahi karna chahy q k technical analyis se aghr hum trade ko galat way main enter kar dety hain tu hmain loss ho jata hai es k ilwa market ki wajah se bhi hmain loss ho jata hai jo k market main kisi molki halat ki wajh se cahnging a jaen tu hmain loss ho jata hai
                          • #14 Collapse

                            Yahan Par sometime sasur bhi Nazar Aaya Hai Yahan Par technical analysis Jyada important nahi sakte hain sometime technical analysis fail ho Jate Hain working Jyada acche se nahi hoti hai strong level the business code generate karne ke liye aap ko bahut jyada help karna hoti hai yaha par help Karte Jayenge future ko develop Karte Jayenge working Itni busy ho jayegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai koi bhi cheaz 100% thik ni ho sakti hai aisi liay hum stop loss lagaty hai agar hum ye kahe k falan indicator 100% result deta hai to wo ghalt ho ga aisy hi dear hum jab technical par kaam kar rahy hoty hai to aus mai ye hai k hum ko ais mai jab koi trade milti hai to aus mai ye hai k hum ko ye confrm ni hota k market ais ko follow kary gi kun k market mai jab koi news aati hai to aus time market technical ko follow ni karti aor aus time halat k hisab se move karti hai aor jab news ka asar khatam hota hai aus k baad phir technical k hisab se move karti hai ais liay hum ko technical k sath agar fundamental ka bhi thora bahot pata ho to hum ko asani ho jati hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X