some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear forex trading me koi bhi strategy ya analysis hundred percent work ni krti forex market ka structure bohat he complicated ha jis pe hundred percent grip lena bohat mushkil hota h as hamari baz analysis k fail hony ki kai wajuhat ho sakti hain sometimes market me fundamental problem ya koi fundamental news ajati ha jis ki waja se hamari analysis fail ho jati hain or strategy kamzor par jati ha or hm apni strategy ya apny analysis ko blam kr rahy hoty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko baat batata chalon k market main do qisam k analysis hotay hain technically bhi market ko observe kiya jata hai and fundamentally bhi baaz tradervaisay bhi hotay hain Jo market ko sirf technically analysis kartay hain aur fundamental analysis or itni tawajuh ni detay aur Jub koi trade open kar bethtay hain aur is doran koi news aa jaati hai to yeah sub say barhi wajah banti hai k unka account wash ho jata hai is liye agar aap apnain account ko wash honain say bachaann vhahtay hain to fundamentally bhi market ko daokha karain.. Aur news ka khaas khiyal rakah karain..
      • #18 Collapse

        my dear brother technical analysis ka trading ma bhot sara fida hota ha ager him log technical analysis ko trading ma istmal krty ha to phir him log earning or trading ko krny ma kamyab ho skty ha or mhnat bi kam krna hoti ha
        Removed by Moderator.
        • #19 Collapse

          Aksar logo ko ye pareshani hay kay some time technical anaylysisi fails ho jatay hain. aur market in ko ignore ker deti hay. ya fake move ho jati hay. Aik trader honay kay natay main ye samagta hoon kay market main kabi bhi koe move fake nahi hoti hay. market nay jo move kerni hoti hay wo ker kay rehti hay. some time move pendi hoti hay aur market itni tezi say up down move ker kay us cycle ko complete kerna hota hay. is liye aik cheez ko clear ker len kay noth is fake. technical analysis kernay wala fake idea laga sakta hay ya us ka technial knowledge week ho sakta hay. ager us ka knowledge aur idea thek hay to technical analysis kabi bhi fails nahi hotay. Is liye forex ka jo bhi knowledge gain karen mukammal karen aur pora abuor hasil karen. is say maximum analysis thek aur correct ho jaen gay.
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
            dear forex trading members aksar awaqat apka technical analysis perfect hota hai lkn market technical ko flap ya fail kr deti hai iski kya waja ho skti hai ap discuss kren?
            sometimes Amma competitor analysis fail hone ki within baby ho sakti hai kya in Forex trading it was a predictable Market app for sometime the isme movement we could pass in street nahi hoti Jiski wajah se analysis wrong ho Jate Hain iske liye traders cost of loss use karna chahiye analysis Kisi beta decay wrong ho sakte hain isliye traditional nahi karna chahiye kisi bhi trader k anaalysis kharab ho jaty hain is sy traders ko mind nahi krna chaye or phr traders ko k stop loss use krain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #21 Collapse

              wesay to jo mera opinion hai dosto us main market always technical ko follow kerti hai lekin technical fail honay ki do reason hain aik to fundamental analysis our dosra sentimental analysis.
              Fundamental analysis : jo humean news daily base pay forex main medium our low impact ki milti hain wo market pay koi khas impact nahe dalti hain likin us main jo high impact hoti hain wo bhe itna technical k oper asaar andaz nahe rakhty hian lkin us main high impact news main bhe agay types hain jes main khuch market pay itna asaar nahe rakhti hain our khuch asaar rakhti hain js ki wja say humery technical us main pher fail ho jaty hain
              Sentimental analysis : dosare reason jo k technical analysis ko fail kerty haen hain sentimental analysis jab tak app ki trades technical main sentimental k against ho ge to pehr us main app loss ker doo gay app ko sentiments ko bhe diekh k trade kerna hote hai our us main ap ko banks k sath trade lena hoti hai k wo kisi direction main hain pher he ap profit main hoo gay
              • #22 Collapse

                Humery technical forex main fail honay ki wja dosto news hoti hain jab bhe koi bare news ati hai jesay k USA k bank ka interest rate data ho geaya hai un ki kisi bhe brey ki speech ho gain app nay ECB durghai speech ki bhe news diekhe hoo ge to jab bhe kisi bhe currecny k band ka data ata hai to pher wo highly fast move kerti hai news say phelay bhe our news k bad bhe jesay k current issue Brexit ka chal raha hai to easi soraat main humean un pairs main jin ki koi high impact wali news ho trade nahe kerni chahy ager kerni bhe hai to pher humean us main tight stop loss k sath trade kerni chahy pehr he hum apnay bonus ko secure ker sagty hian ya humeri live investment hia to us ko safe ker sagain gay nahe to loss bhe bara news pay ho sagta hai koin k app k technical analysis news he fail kerti hoon awal to bhae app ko her trade main stop loss lazmi use kerna chahay
                • #23 Collapse

                  Re: some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?

                  Forex market mein sab se ziyada use honay wali analysis technical analysis ha, lekin sirf technical analysis k base par trading nahi ki jati. Technical analysis ziyada tar previous data par depend karta ha, because technical analysis ki base hi ye ha k price ki movements repeat hoti hain. Lekin jab koi news ati ha ya traders k sentiments shift ho jatay hain, to us waqt technical analysis sahi kam nahi karti balkay us waqt phir sath mein fundamental analysis or sentimental analysis ko bhi dekhna hota. Jo traders solely technical analysis par depend kartay hain, wo phir specific trading conditions mein hi trading kartay hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?

                    Some time technical analysis fail honay ki waja shyd haamray analysisi thek na hona hay. ho sakta hay kay hamara knowledge thek na ho jo ham nay hasil kia hay ya ham us knolwedge ko sahi traha say apply nahi ker saktay. aur is waja say hamaray analysis thek na ho rahay hon. aur kuch trader ki hasil kerda knowledge ko apply ker kay out put lenay ki salahiyat boht kam hoti hay wo knowledge to sahi hasil ker letay hian lakin sahi trah say us say fida nahi utha saktay. aur is waja say hamara technical analysis thek nahi hotay hain. aur is ka hargiz ye matlab ye nahi hota kay wo knowledge thek nahi ya us knowledge main koe kami hay. ye tamam aloom apnay level tak perfect hain aur un sab say achi out put lena hamara apna kam hay. koe bhi knowledge hasil kertay wakat us ki tamam cheezo ko deeply samagna behter hota hay.
                    • #25 Collapse

                      Re: some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?

                      Teacher's Hamari trading karne mein sirf help kar sakte hain Jab Ke demo account summary trading karne mein practically help karta hai aur Hamein market ke aapse down hone ka bhi Pata Chalta Hai isliye Mere saal Mein Tu demo account sabse best teacher hai
                      • #26 Collapse

                        Re: some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                        dear forex trading members aksar awaqat apka technical analysis perfect hota hai lkn market technical ko flap ya fail kr deti hai iski kya waja ho skti hai ap discuss kren?
                        Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main bazdafa technical analysis fail ho jaty han q k technical analysis k alawa sath fundamental analysis ko ignore ni Kar sakty han fundamental analysis ki waja sy technical analysis change ho sakty han isi tahra ap ki tamam analysis karny k bad trade open karni chae ha q k technical analysis ap kar laty Han or fundamental analysis ni karty han to isi time main koi big news ho Jo AP k haq main ni ati ha to ap ko profit k bajay loss bi ho sakta ha is ley ahtiyat sy trading karny
                        • #27 Collapse

                          Re: some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: zainuddin پيغام ديکھيے
                          forex trading main technical analysis k fail hony ki wjah market ki achnak moving hoti hai jub market ki achank moving ho jati hai or hmari trade main loss ho jata hai laken forex trading main technical analysis k sath sath hmain apni trading k liye fundamental analysis main bhi ap achi trading kar skty hain es liye apko apny analysis main su kuj strongly analysis karny chahye or technical analysis k sath sath hmain apni trading main fundamnental analysis bhi karny cahhye ta k hmain har point k sath main trading kar k acha profot eran kar skty hain jub hum trading main loss hota hai tu techniacal analysis k fail hony ki wajah bhi loss ho jata hai
                          Assalamu Alaikum Forex trading name technical analysis ke fail hone ki wajah market ki Achanak movement hoti hai Jab market ki moving Achanak ho jati hai aur Hamari trade Mein loss ho jata hai lekin Forex trading Mai technical analysis ke sath sath Hamein apni trading ke liye fundamental analysis main bhi aap acchi trading kar sakte hain isliye aapko Ho Main main fundamental analysis bhi karne chahiye Taki Hamein Har. Ke Saath Mein trading Karke achha profit on kar sakte hain Jab Ham trading Mai loss hota hai to technical analysis bhi fail hone ki vajah bhi Roz Ho Jati Hai Baat Hai Jab technical analysis fail hoga to Hamein loss hi hoga Shukriya
                          • #28 Collapse

                            Re: some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                            dear forex trading members aksar awaqat apka technical analysis perfect hota hai lkn market technical ko flap ya fail kr deti hai iski kya waja ho skti hai ap discuss kren?
                            Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main baz dafa technical analysis humary fail ho jaty han jis ki waja sy market main humy loss hota ha is ley humy sirf technical analysis pe depend ni karna chae ha balky sath main fundamental analysis or sentimental analysis bi karny chae han agr technical analysis fail hoty han to lazmi in k pechy koi fundamental news ho sakti ha jis ki waja sy technical analysis fail ho jaty han is ley humy proper analysis karny k bad trading karni chae ha ta k hum ziada sy ziada ache earning kar sakeny or forex trading main kamyab ho sakeny gy is ley humy proper analysis jin technical analysis fundamental analysis or sentimental analysis karny both zarori han tab he humari trade acha profit da sakti ha
                            • #29 Collapse

                              Re: some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?

                              Forex ik market hy jo k kisi bhi country k i economy py move krti hy. Ab ye almi mandi wese to technically ik hi trend py move krti hy. Is mn support or resistance weekly ik limit mn rehta mgr some time ye achank move itni zyada aa jati k technical analysis fail ho jaty hain. Jab bhi kisi mulk mn koi bra hadsa pesh aa jaye. Wahan koi bri news aa jaye to wahan py currency ki value chnge hoti to market phir us hisab sy move krti hy. Kuch log agr bigg lot sell krna start kr den to jo market move krti phir uska andaza ni kiya ja sakta. To is wja sy technical analysis bhi fail ho jaty hain or nuqsan uthana parta hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?

                                dear forex main ziada tar jab bhi technical ap ka fail ho hota ha tab he news ka tiem hota hai kyon ky news ky time main koi bhi technical fail ho sakta hai chahy wo jitna bhi strong system ho kyn ky forex market ziada tar news base main chalti hai kisi bhi country ki economy main jab bhtri ati ha tab he market main ziada fast movement hoti hai aur wo he chez he news main ati hai jab wo desion laity hain es lea forex market main asar karti hai forex main news ko sekhna bohut he zrri hai news hoti mushkil hain mager sekhna bohut zrori hota hai in ky bgair ap market mainn success nahi ho sakty hain ager ap news ko sekh nahi sakty hainn tu phir jab bhi kooi newss ayy tu ap ko apni trades k close ar daina chaheay es say ap ko ziada nuksan hony say bach sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X