apka favorite indicator kon sa hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Main nay forex main kafi saray indicators ko use kia hay lakin sab use less hain. que kay main aik long trader tha aur ye saray indicator ya to leading thay aur ya lagging hian. jis ki waja say in kay sath trade kerna thek nahi tha. is main few pip profit hota hay aur loss boht zyada hota hay.
    Is ka bad main nay elliot wave theory ko seekha jo kay aik boht hi achi aur perface theory thi. is mai mughy aik idea howa hay real main forex kay chart ap ko nishandahi kertay hian kay ap ye honay wala hay. aur ap kisi indicator kay bina hi chart dekh kay bata saktayho kay next kia honay wala hay. main nay ab tak jitnay bhi knowledge forex kay seekhay hian long term tradin gkay liye elliot wave theory ko best paya hay. ab elliot wave ki bhi advance version a gai hay. ye aik boht acha knowledge hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Mera dosto favourite indicator oscillator main Stochastic indicator hai our main us ko default setting pay use naeh kerti hoon main nay us ki 5 3 3 hoti hae jes ko main change ker k k 8 3 3 k sath use kerti hoon koin k ye mery sir nay mujhey kerwai the our bteaya tha k ye bare bare banks main jab wo kaam kerty thy to un ka ye set hai us main ager ye app ko M15 main bhe divergence day raha hai to pher bhe app us main profit earn ker sagty hain mean wo app ko ache move day ga our over bought our over sold bhe ye accurate dita hai our pher main us main daily our weekly us k red line ka slow line k sath cross over check kerti hoon our trade kerti hoon app bhe us ko use ker sagty hian our us say app ko kafi acha profit ho ga best strategy us main app stochastic oscillator ki divergence check ker k trade lain
      منسلک شدہ فائلیں
      • #18 Collapse

        dear aap nay faviourat indicator ky bary main pooch hai dear agr koi bhi indicator theek tareeky sy istimaal kiya jaye to us sy aap faida utha sakty hai aor RSI and bolinger band achy indicators hai start main main ny RSI ko follow kiya hai likin ye indicators bhi market movment ky hisaab sy he indications daity hai aao in ko short term trade ky liye use kar sakty hai aor mary khayal main indicators ky bajay personal analysis py trade karna acha rehta hai aor main khud analysis base trade ko pasaand karta hoon aor mary khyal main analysis base trade aap ko faida daiti hai likin ager koi indicator use karna chahyee to phir us ky liye RSI acha rehy ga
        • #19 Collapse

          Re: apka favorite indicator kon sa hai?

          I'm trading mobile par Karen ya FIR GDP Kisi bhi country mein bahut jyada important hota hai aur usse se kis country ki production nahin karna Kaise Lagaya Jata Hai GDP Gross Domestic Product ko kya kehte hain aur Jis Ke country ki Gend pe jyada ho Wahan ke country economy class a coffee better hoti hai aur vah countries Takia after mobile ignesh Kumar Hoti Hai Ek Jis country Keh De GDP water Hoti Hai vah country acchi hoti hai
          • #20 Collapse

            Re: apka favorite indicator kon sa hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mindhunter786 پيغام ديکھيے
            dear traderz apka favorite indicator kon sa he uska usage aor importance discuss kren images ky sath demo bhi share kren...?
            Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main RSI or moving average use karta hon in donu indicator ki waja sy hum ache tahra andaza laga sakty han k market kdr move kar sakti ha is k alawa hum news pe nazar rakh sakty Han or forex trading mian jtna knowledge or experience ho ga hum utny he successful ho sakty han dear forex trading main jtni mehnat karny gy AP ko trading utni he easy lagy ge is ley humy demo account main ache tahra learning karni chae ha ta k hum ziada sy ziada knowledge or experience hasil karan
            • #21 Collapse

              Re: apka favorite indicator kon sa hai?

              Pyare Dost Mere Do indicators Hai Jo Mere bahut hi favourite Hai Jeene ki wajah se main bahut hi accha profit Hasil Kiya unme se ek m-cad indicator hai jo ke bahut hi accha indicator Hai Jiski wajah se market ki movement aur uptrend aur downtrend ke bare mein Maloom hota hai aur Iske Saath sath Aisa indicator Hai Joker forex market ka sabse Behtar indicator hai Jo Ke aa aa r s i indicator hai jo ke market ka uptrend aur downtrend ke bare mein achi Tarah Se Maloom na Deta Hai jabki market 80% se ab ho to sell keytrade banti hai agar market 20% se niche ho to buy keytrade banti hai ya best indicator hai jo ki market ki movement ke bare mein batata hai aur iski wajah se bahut hi acchi earning Kari Ja sakti hai aur Main Bhi iski wajah se Kafi acche earning kar raha hoon Shukriya
              • #22 Collapse

                Re: apka favorite indicator kon sa hai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mindhunter786 پيغام ديکھيے
                dear traderz apka favorite indicator kon sa he uska usage aor importance discuss kren images ky sath demo bhi share kren...?
                Assalamu Alaikum Forex trading business main agar aap indicator ko use karna chahte hain to pahle use indicator ke pattern ko acche tarike se understand Karle aur FIR aap use indicator se indication Hasil kar sakte hain Mere Khyal main is Waqt Forex Mein sabse accha indicator relative strength Hai Jis Se Kafi acche result Hasil kar sakte hain aur Iske baad Jo indicator aata hai uska naam moving average hai agar relative strength aur moving average Dono Ke result same ho to Hamein main inke result par trade laga dena chahi
                • #23 Collapse

                  Re: apka favorite indicator kon sa hai?

                  forex trading main boht se indactors hain jis main hum apni trading kar skty hain indiactors ka basic amal yahi hota hai k hum market ko achi trha smjh kar apni tradng kar skaen es k use se hmain market k trend k bary main maloom hota hai k market kis trend main hai or trend main hmain up or down or side way trend k bary main indicators se he pata chlat hai or mera jo favourute indicator hai RSI es main jub hum chart par apply karty hain tu hum es main kisi bhi lvel par apni trading kar skty hain q k yahan par hmain 1 se ly kar 100 tak lvel milty hain jis se hman apni tradng k liye market ko smjhny main asnai hioti hai es k ilwa es main hum over bought or over sold ki postion bhi smjh skty hain
                  • #24 Collapse

                    Re: apka favorite indicator kon sa hai?

                    The ADX is one of the Forex indicators for technical analysis of trend strength, based on the EMAs (increased moving averages) for other indicators: + DI and -DI's. DI (Trend Movements) is an account of how the peaks, bottoms and closures of the current day correlate with the levels of peaks, peaks and closures of the previous day. The sum of these numbers is then divided into the real average range (ATR), which we will cover later in this article. In essence, DI + tells us how strong the bull is today compared to yesterday, ) Today, compared to yesterday. The ADX indicator takes the values ​​of + DI and -DI, ​​and tells us who is the strongest today, compared to yesterday-bull or bear. Graphically, the ADX with + DI and -DI are similar to three intertwined lines, moving on a scale from 0 to 100. If the ADX indicator value is less than 20, the trend (either bullish or bearish) is weak. Threshold 40 refers to the strength of the trend, and everything above 50 is a strong trend. If DI + is higher than -DI, ​​the direction of the bull will overtake the bear. Line bending also has value, indicating how fast the rate of change is. ADX is a forex indicator to assess the strength of the trend.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: apka favorite indicator kon sa hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      Dear sab se pehli bat to ye hay key me kesi be indicator ko zeyda ehmeyat hi nahi deta es ki 1 waja to ye hay key economic news kesi be technical analysis ko fail kar sakta hay hamy market news par hi depend karna ho ga, koi be indicator profitable signals nahi de sakta hay magar moving average ya market oversold aur over brought, RSI, jo be indicator ho signals calculation se hi provide karty hey magar hamary ley economic calendar se behtar aur koi be indicator nahi ho sakta hay jes me real time me different events ki waja se hamy buying selling ideas mil sakty hey.
                      Assalamu Alaikum sabse pahle Tu Yeh Hai Ke Main Kisi bhi indicator ko Jyada importance Nahi Deti iski Ek Baje to yah Hai Ki economic news Kisi bhi technical analysis co feel kar sakte hain Hamein market news par he depend karna chahie koi bhi indicator profitable signals nahi dikha Sakta Magar moving average market oversold or overbought Aaye Sai jobhi indicator Ho signals calculation say hi provide Karte Hain Magar Hamare liye economic calendar se bata aur koi bhi Hindi Kata nahi ho sakta hi chess Mein real-time Mein different events key ki vajah se Hamein buying selling ideas mil sakte hain Shukriya

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X