market sensitive ho to kesy trading krni chye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear jaisy ap ne baat ki hai market senstive ho to aus time behtar to ye hota hai k hum ko aus time market mai enter ni hona chaye kun k aus time market ki sahe samjh ni aati k market ne kaisy move karna hai aor ais mai hum ne kaisy trade karni hai kun k aus time market par pressure bahot zayda hota hai aor aus time market up bhi ja sakti hai aor down bhi ja sakti hai aor aisy hi time par ap ne dekha ho ga k major resistance aor supports toot jati hai kun k ais time market bahot zayda fast hoti hai aor log ais mai enter hoty hai aor market bhag parti hai jis se logo ko kafi zayda loss hota hai aor resistance par jo sell k orders lagy hoty hai market wo bhi autha k nikal jati hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko baat batata chalon k agar aap naye trader hain to phir to nilkul ni karnk cajye aisi situation main q k is situation main agar aap trading karain gay to risk factor bht increase ho jayega jkska bht muqsna hoga aur aapka account wash bhi ho sakta hai agar aap apnain account ko grow karnan chahta hai to sensitive time k doran bilkul trade nan karain balkay much dair sabar kar lainaur Jub tak aapko a hi trade ni mil jaati koi bhi to trade nan lagayen aur agar new trader hain to gold and oil or trading say intinab karain q k yeah bht risky metal hain in pr trading bht mushkil hai...
      • #18 Collapse

        Market ke sensitivity:
        Market ka sensitive hona mery khyaal main ye term sensitive to market kay liey ham use nahi kar sakte hain behr haal main market k sensitive hony ka matlab ye samjhun ga kay jab market kafi zaida volatile situation main ho aur clear direction ka pata na chal raha ho to us ko aap aik sensitive situation ka naam de sakte hain. Market ke sensitivity ka matlab ye hai kay jab aap market volatility dekhen to mey khyal main aapko market say door rehna he behtar rahy ga. Us ke reason main aapko ye bataaon ga kay jab market up down kafi jaa rahi ho to us wakat aik sahi side aap pick nahi kar sakte jis say loss ka chances bafhh jate hain ya phir risk hota hai kay kahin aapko loss na ho jaay. Essi liey sab say behtar position market main wo hoti hai jis wakat clearly aapko samjh aa rahi ho k market kis direction main ja rahi hai.
        • #19 Collapse

          Re: market sensitive ho to kesy trading krni chye?

          jub forex markit hassass ho to us waqt khas towr py jes bat ka khayal rakha jae ga woh yeh hy hum ny dikhna hy keh ab forex markit hasas hy kia yeh ab naffah ki traf move kar rahi hy ya nuqsan ki traf agr to ho forex markit us waqt move kar rahi ho nuqsan ki traf to pher trading lgany sy bauchna zarori hy takeh loss sy bacha ja saky or agr forex markit move kar rahi ho naffy ki traf to us waqt trading karna ni bholna chahy but forex ky tmam qwanin ko samny rakh kar or lalach sy buch kar apni investmint ko powry hesab sy or sakon ky sath forex main trading kary takeh sahi towr py jo naffy member hazrat forex sy hasel karty or kamyab hoty hain woh bhi is naffy sy mahrom na rahy jae bulky woh bhi is saholat sy naffah uthaty howe apny ap ko kamyab busnus maeen logon main shamel kar saky
          • #20 Collapse

            Re: market sensitive ho to kesy trading krni chye?

            Market sensitive ho to trader ko market say door rehna chahye. que kay market main har time trader kay liye entry point nahi hotay. is liye trader ko chahye kay wo tab hi trade karen jab wo trading entry deekhen. is liye trader ko entry point kay confirm honay kay bad hi entry leni chahye aur us ko stop loss kay sath secure kerna chahye. is say market jitni marzi sensitive ho trader ko aik limit ka hi loss ho ga ager marekt against jati hay aur ager market favor main chali jati hay to trader ko double profit ho sakta hay.
            • #21 Collapse

              Re: market sensitive ho to kesy trading krni chye?

              forex trading main jub hum trdaing karty hain tu zarori hai k hum market k according trdaing karen q k aghr hum market k agianst hum trdaing karen tu hmain loss ho jta hai jo k bad main recover krna mushkil ho jta hai es liye hmaisha apni trdaing ko market k according trading karen jis k liye apko market tab folow karna hoti hai jub wo apko acha profit de or market ap ki favor main ho or aghr ap apni trdaing ko market ki sestive situaion par karty hain tu ap kbhi bhi acha profit eran nahi kar skty hain or apko loss ho skta hai aghr apko market ko smjh nahia arhi hai or ap confident nahi hain tu ap kbhi bhi trdaing na karen os point par ap secure or profitable point ko follow karen or trend k hisab se market main entry karen jis se apko profot milny k cahnces bhi hun
              • #22 Collapse

                Re: market sensitive ho to kesy trading krni chye?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mindhunter786 پيغام ديکھيے
                dear forum fellowz agr market ki state uncertain hi market bahot zeyada sensitive ho jis ma specially gold aor crude oil sensitive ho jaty hain to aisi situation ma trading ki hikmat e amli kya hini chye discuss kren?
                Assalamu alaikum bhai aap ne bahut accha Sawal kiya hai aur Iske reply se juniors ko bahut jyada help milegi jaise ki aapne Sawal kiya hai ki agar market sensitive ho 2 Hamein Kaise trade Karni chahiye bhai aapke is Baat ke Jawab Mein Main yar yar Kehna chahungi Ke Dekhen waise to bahut Saari Baatein Hain Jinka Hamein bahut jyada Khyal Rakhna chahiye lekin sabse important Chand Baatein Hain Jaise ke aap aap acche se analysis Karen aur FIR trade open Karen sabse important Baat ke aap rate per trade Na Le Gaye matlab kam Waqt mein jyada paise and karne ke liye 1 2 3 4 traders na Lagaye pal ke Sabar se kam le aur laalach bilkul Bhi Na Karen Iske Alawa Agar aapko profit achha ho raha ho to aap aur Jyada profit and karne ki lalach mein Apna loss Na Kar Ve bol ke apni trade close karte hain FIR main market ki movement normal Ho Jaaye to aap Dobara trade open karne Shukriya
                • #23 Collapse

                  Re: market sensitive ho to kesy trading krni chye?

                  forex trading main market main tab he entry leni chahye jub apko acha trend show ho rha ho or apko apni trdaing se koi faida ho saky es se ap apni trdaing main acha profit eran kar skty hain q k best entry he apko apki trdaing main perfect profit de skti hai es liye hmain achi trha se market ko analysis karny k bad he apnbi trdaing karni chahye best analysis se ap ko arket k trend k bary main pta chalta hai jis se ap apni trading ko kar k trading kar skty hain forex trading main apki learning or apka knowledge he es bat par apko achi trading k qabil banta hai tu apko chahye k apni leraning par focus karen or apni trading karen ta k ap market ko achi trha se folow kar saken
                  • #24 Collapse

                    Re: market sensitive ho to kesy trading krni chye?

                    dear forex ek acha or best work ha lekin yeh aysa work ha jo kay apko kuch minute mein profit or kuch he minute mein loss mein bhe change kar sakta ha is liye apko is mein wait karna bohat he zarori ha is liye forex mein hard work or acha experience bohat he zarori ha tabhi ap is mein achi earning kar sakty hein is liye forex kay basic ko learn karna bohat he zarori ha tabhi ap is mein achi earning akr sakty hein lekin jabhi market mein snsitive ho to wait karna bohat he achi bhaduri ha kiyon kay market mein apki ek galat trad loss mein lay jati ha is liye wait karna bohat he zarori ha
                    • #25 Collapse

                      Re: market sensitive ho to kesy trading krni chye?

                      agar market sensitive hain ya hum market ke movement ko samj naho paa rahy to hamy is mai amount invest karny ka risk nahi lena chahey hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar market ky kise rule ko follow kar ky analysis ko use kar ky high amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex ak world wide business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain
                      • #26 Collapse

                        Re: market sensitive ho to kesy trading krni chye?

                        Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main gold or curide oil bazdafa both fast movement karty han us waqat both ahtiayat ki zarort hoti ha ta k ap ko loss na ho is k alawa currency pairs main bi both tazi ati ha to us main bi humy both ahtaiayat karni chae ha small lots use karny or small risk k sath trading karny or is k alawa humsha take profit or stop loss use karny ta k ap ziada loss sy bi safe hon or ziada sy ziada profit hasil Kar saken is ley jab bi market main tazi ho ya koi especial news ho jis pe market taz movement kar sakti ha us waqat both ahtiayat sy trading karny
                        • #27 Collapse

                          Re: market sensitive ho to kesy trading krni chye?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mindhunter786 پيغام ديکھيے
                          dear forum fellowz agr market ki state uncertain hi market bahot zeyada sensitive ho jis ma specially gold aor crude oil sensitive ho jaty hain to aisi situation ma trading ki hikmat e amli kya hini chye discuss kren?
                          Dear ap ny both acha question kea ha forex trading main bazdafa market both fast movement karti ha jis ki waja sy loss or profit ho sakta ha is k ley humy forex trading main har news pe nazar rakheny or proper money management or risk management sy trading karni chae ha or forex trading main fast movement hoti ha to humy news check karni chae ha k koi news aai ha ya kya waja hue ha or hum jab proper money management or risk management sy trade open karny gy to humy ziada loss ni ho ga or humy ziada sy ziada acha profit hasil kar sakty han forex trading main humy har waqat market pe nazar rakhni chae ha ta k humy loss na ho acha profit ho
                          • #28 Collapse

                            Re: market sensitive ho to kesy trading krni chye?

                            Market ki movment.
                            Actual mn gold silver or oil ki trade mn market ka koi pta ni chalta boht taiz hoti hy.
                            Sometime baqi pair bhi boht zyada move kr jaty hain htta k 50. 100 pips sy bhi oper ik hi din mn move kr jaty hain.
                            Ik trade ki type hy scalping. Jis mn chand mint k liye trade ki jati hy market ka rukh dekh k ap buy ya sell krty hain ik ik second is mn kemti hoty hain. Ji seniir or experience wala trader hota wo is mn kafi pesa kma leta hy.
                            Baqi trader ko mony management k bad hi trde krni chahye ni to account khali ho jatamarket k stable hony tak is ka intzar krna chahye .
                            • #29 Collapse

                              Re: market sensitive ho to kesy trading krni chye?

                              G bilkul apny thek kha hy kh sometimes market bhot he sensitive moor ekhtiyar kr leti hy jissy trading mn mushkil hote hy ,crode oil r gold bhot he ehtiyat sy enko ly chalna parta hy ,ap jb bh trading karty hn to sab sy phely market ka a6y sy analysis kren r phr apni trading start kren .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: market sensitive ho to kesy trading krni chye?

                                Forex trading business bahut hi technical business hai is business Mein Kamyab hone ke liye Hamen market ka analysis karna bahut jaruri hai bagair analysis ke Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte market ko samajhna bahut Mushkil hai isliye Har trader ko chahie ki vah Apne senior se guidelines laen aur usko follow karte hue trade lagaen market Jab sensitive to chahie ki ek Waqt Mein Ek Hi trade Lagaye Jaaye aur apne senior se discuss karte hue Kyon Ke future forecast karna bahut Mushkil Hai Forex trading business Mein Kabhi Bhi market down aur ab ho sakti hai jisse Hamen Yad to bahut jyada profit Milta Hai Yahan per bahut jyada loss ka Samna karna padta hai isiliye Har Dar Ko chahie ki vah Dekhte Hue train lagaen...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X