silver py leverage ky against big lot keun lg jati hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    silver py leverage ky against big lot keun lg jati hai?
    dear forex trading members Assalamualaikum
    mera ap sub sy sawal hai ky silver py jub hum lot size lgaty hain to leverage sy hat ky big lot keun lg jati hai jub ky baki currency pairs aor commodities py leverage ky hisab sy he lot lgti hai discuss kren?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Silver sake original Valley commodity is commodity Ki Mein Hum investment kar sakte hai hamara kaam is commodity ke saath bhi accha working kar sakta hai Hamesha ko samajh Na Hota Hai Iski traction ko Nikal Na Hota Hai Iski direction ke sath sath gold ki direction bhi Hoti Hai Jab Hum isme captain risk karte hain, uski original position ko nikal kar phir se kam karna chahiye Hame kaafi Jyada profit generate karne mein ek trailer ki bahut pyar karti hai isliye main Soch kar kaam karna chahiye
    • #3 Collapse

      bhai him log market ma jtni zayda mhnat krty ha him logo ko itna zayada profit milta ha ager him log apni invesmtent sy tradind kety ha to ya ek achi bath ha or him log acha profit bna skty ha
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        assalamu alaikum bhai Hum logo ko metal main tere bin nahi karni chahiye Kyuki metal ki moment bahut jyada Hoti Hai Hum logo ko currency trading karna chahiye Jiske movement bhot slow Hoti Hai Aur Hum Hamara account wash bhi nahi hota ho raha hoga achha profit bhi kar skty ha
        • #5 Collapse

          Dear jaisy ap ne baat ki hai silver ki to ais mai jab ap trade lagaty hai to ais mai ap ko pata hai k margin bahot kam use hota hai agar ap ais mai trade lagye to ais mai ye hai k ap ki trade ais liay bari lag jati hai k silver ki atni zayda value ni hai aor ais mai jab hum lot lagaty hai to ais mai atna zayda balnce zarort ni hota jaisy ap ne dekha ho ga k insta mai agar humry pass 10 usd bhi ho to aus par 0.10 ki lot lag jati hai silver mai aor ais mai kafi zayda profit aor loss hota hai jab market move karti hai ais liay hum ko agar ais mai kaam karna hai to ais par tab bari lot lagaty hai jab loss ko recover karna ho to aus time bari lot laga dety hai aor loss khatam kar lety hain.
          • #6 Collapse

            G han jnb aap nain bht achi BT ko hai baaqi metal kmuqabl main iski valye bht kam hoti hai yeahi wajah hai k free margin agar kam bhi ho to to is PR trade lag jaati hai agar aap k pass aik USD hain to aap phir bhi us PR trade laga saktay hain yeahi wajah hai k aap is PR kaafi barhi tradelaga saktay hain q k yeah free mArgin bht kam cover karta hai jub. k is k badlay main jub gold ya oil PR trading kartay hain to aapka free margin bht ziada hona bht zarori hai q k yeah donon bht risky hain air inko movement bhi bht ziada hoti hai jiski wajah syaapka loss ho jaTA hai .
            • #7 Collapse

              g han agar account ka leverage kam ho to ham silver me big lot size laga skaty hey gold ki tahra silver ki market spread etni zeyda nahi hoti es waja se agar account balance kam be ho ga aur leverage size be kam ho ga to big lot size lagaya ja sakta hay, gold me aur crude oil me kam leverage size ki waja se trading karny me hamary ley mushkilat ka samna karna pard sakta hay, silver ko me gold se zeyda best samjta hon aur es me earning karna be easy hay agar silver me loss ho jaye to es ki recovery other currency pairs ki tahra bahot hi easy hay.
              • #8 Collapse

                Silver par big lots is liye lag jati hain k dusri commodities like gold, platinum etc k muqablay mein silver ka spread bohot ziyada nahi hota, dusra silver k liye account margin bhi kam require hota ha. Silver ki movement usually stable hoti ha aur is ki movement tab ziyada hoti hain jab is ki demand aur supply mein farq aa jata ha ya koi major forex news aa jye. Silver se trade karnay se kam equity walay account se bhi trade open ki ja sakti ha lekin silver ki trades ko manage karna zara mushkil hota ha because silver jab move karta ha to bohot jaldi severals levels cross kar leta ha, jis se small accounts sustain nahi reh patay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dear brother agar aap silver ke lot kay baary main khud he dhiyaan karin to silver ka rate dollar main intehaai kam hota hai. Maslan agar gold ka rate aap dekhty hain kay per ounce 1200 dollar hai to silver ka rate aapko 14 ya 15 kay beech main milta hai es say zaida aapko silver ka rate nazar nahi aay ga jis ke wajha say main samjhta hun kay aap thory margin say silver par bari lot laga sakte hain. Esi tarha agar aap doary pairs dekhin jin ke lots main units zaida hoty hain aur unki value dollar main zaida hoti hai to unki lots main margin bhe zaida use hota hai. Esi ly silver par loggon ko bari lot lagany ka moka milta hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X