Swap account ka faida ya nuqsaan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Swap account ka faida ya nuqsaan
    Swap account ka fayda ya nuksan is ka fayda toh nazar nahi aata albetta nuksaan yeh hai k agar hamari trade 24 ghante se zyada continue rahe toh uske upar swap charges lagna shuru ho jate hain jo daily base par increase ho jate hain jiski wajah se hame ek to spread dena parta hai uske baad loss jo ho raha hota hai aur teesra swap bardasht karna parta hai jiski wajah se hame kafi nuksaan ho jata hai aur hum nuksaan aksar ye bardast nahi kar sakte isliye hame swap account use nahi karna chahiye please share your comments..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear frend mai b ap ki bat sy pori tarha agree karti houn hmary loye swap account bilkulvtbeek nai hai ye hmari earning mai b hmy loss deta hai or jesa k hm muslim hai hmary liye swap lena ya dena bilkul b theek nai hai.
    • #3 Collapse

      Dear Non Muslims swap account bana kar (soodi) business karny ko bura nahi samjty magar as a Muslim hamy kabi be swap account me trading nahi karni chaye agar swap account me faida be ho per be hamy esi earning hasil nahi karni chaye.
      • #4 Collapse

        Dear apki baat bilkul teek hay kay swap hamaray lia Sara sarr nuqsaan hi hay kiun aksar aisa huta hay kay jo trade humnay open Kiya huwa huta hay wo profit ma ya loss ma ja raha huta hay aor hum is position m bhi nhi hutay kay hum order closed ker day tu jab wo 24 hour say oper chala jata hay tu pher humay swap ki shak ma bhi nuqsaan utha parta hay aor aisa na bhi hu tu tab bhi ye hamaray liye qabile-qabol nhi hay kiun kay hum Muslim han.
        • #5 Collapse

          Dear aap ko pata hona chahiye kya kar raha swap free main account open kar sakte hain toh uska matlab hai Islamic account.
          Aur Is Tarah Ke account mein aap ke account se swap charges Rehte Hain Swag charges aap ko ate bread ke upar Ada karne Honge Jab aap trade close Karenge toh..
          • #6 Collapse

            Dear ap sb ki bt to tk ha pr ya swaps account my kya hota ha ager koei bta sakta ha to plz Bray tk ky hm Jasy new trader ko Pta ho ky ya hy krni chahey ky ni to mari senior sy request ha ky wo mujy btaey
            • #7 Collapse

              Definitely swap free account hi best hay hum Muslims k lye aur jb apki trad 24 hours se above hoo jati hay to app ko swap pay karna parta hay ye waisay bhi sahi nahi ay hamaray Islamic point of view se
              • #8 Collapse

                Bhai hamary lye ye free account hi best hai Q ka 24 hrs se oper hamen swap account pa pay krna pary ga jo ham affoard nai kr sakty
                • #9 Collapse

                  Swap account ka yeh faida hota he keh yeh aik muslim account hota hey aur is account par koi commision nahin katti aur na hi aap ki trade agar long term ho to us par koi izafi charges nahin atey hein chahe apki trade kitne hi din q na chalti rahey
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    dekho nisha g ye swap jo he ye har muslim ke liye haram he q ke is me sood ka karobar hota he aor sood ham muslims ke liye ap ko pata he ke haram he aor is me nuksaan bhi he q ke is me nakal karne ki zarurat bahot hota he aor nakal se ap ko pata hona chahye ke accounts wash ho jate hen
                    • #11 Collapse

                      Re: Swap account ka faida ya nuqsaan

                      forex mai sawap ka matlab sood hota hain jis ka islam mai mana kiya gaya hain forex mai muslims be kam karty hain or is mai non muslims be kam karty hain hamy sawap free account bana ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex mai hamy weekly target bana ky kam karn cahey is mai hamar koi boss nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Swap account ka faida ya nuqsaan

                        sab se pehly traders ko swap account ka concept samjna chaye, swap account me interest (sood) ka len den hota hay jo traders sood key len den se bachna chahty hey wo swap free account open karty hey swap free account me kesi kisam ka koi sood ka len den nahi hota, as a Muslims Islamic rules ka khayal rakna bahot zarori hay aur har esi earning jo key sood se hasil ki gai ho se bachna chaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Swap account ka faida ya nuqsaan

                          Swap account ka na faeda hay aur na nuksan hay. ye seedha seedha gunah hay. kay swap walay account per ya to sood lagta hay ya sood milta hay. lakin chon kay ham musalman hain aur hamen pata hay hay kay sood haram hay is liye apnay ap ko sood say bacha kay rakhen aur hamesha swap free wala option istamaal karen aur logo ko bhi bataen.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Swap account ka faida ya nuqsaan

                            Sawp ye sod Wala kam ha is ko humhy nhi karna chahy q ky sood haram ha jab hum is account create karty ha to humry pas option hota ky hum is me sawb free accunt choice kar sekhty ha

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X