Best Automatic trading softwares ya robots kon sa hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best Automatic trading softwares ya robots kon sa hai ?
    Mai khud tu robots aur automatic trading kay software ko na he khabi use kiya ha aur na he abhi tak in mai say kisi robot/ software ko trading kay liye use kiya hai.

    Lakin kuch arsay say kuch forums aur logon say mai nay inn ke bari tareef suni hai ke robots ya automatic trading kay software's say traders kafi faida utha sakty hain aur profit earning kar sakty hain. Ab mai khud b in ko demo mai test kar kay daikna chahta hon.

    Ager app nay khabi yeh use kiye hai tu phir app kay khayal mai in mai say best software kon sa hai automatic trading kay liye jis ke madad say traders nay profit b earn kiya ho?? Sath apna experience b lazmi share Karin chaiye woh negative ho ya positive ? iss sya sahi idea ho ga ke robots use karny chaiye ya nai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Market Mein investment karne ke liye market Mein working karne ke liye aapke paas report trading Hoti Hai reports aapko market se online purchase karna Hote Hai Yeh chords aapko brokers par Laga kar working kar sakte hain yes boss Atlantic working nahi karte hain aur long time working bhi nahi kar sakte hain jaise Jaise market ki movement Hoti Hai waise waise market Mein working ideas create Hote Hain
    • #3 Collapse

      manual trading is best
      dear forex trading members
      ma apko yeh btana chahta hun ky robot trading ka koi kahs faida bhi nhi hai apko just manual trading krni chye forum sy jo ap learning krty ho usko practical work fields ma bhi use kro ta ky yeh business apka future business bn sky dear forex trading members yahan py apko khud sy management krni hoti hai planned krna hota hai hum yahan py sub bonus sy trading krny waly hain humen robots ka nhi sochna chye dil lga kr trading kro
      • #4 Collapse

        dear same condition mery hai k main na b kabi rebort trading software ko use nahe kia or main na b suna hai or facebook per b chat ki hai per kabi un ko use nahe kia or jahan tak main na information collect ki hai k pahli bat to yah k ham is bonus waly account per koi b rebort use nahe kar sakty q k kuch khas site hoty hai jahan per rebort use hoty hai or mazeed bat yah k rebort boaht mahngy hoty hai is lai wo her bandy ki range main nahe hoty . per ham jo is free bonus per kam karty hai wo to kabi atny costly rebort and trading ka nahe soch sakty . and finally yah bat k rebort ka result b 100 percent theak theak nahe hota . us main b loss hota hai.
        • #5 Collapse

          Yahan Par working karne ke liye aap kabhi koi bhi software use Na Kare aur Nahi Koi Yahan Par report ko use kare agar aap Dono cheezo ko message Karte Hai Isko utilise karte hain toh aapko working karne main difficulties koshish karna padta hai isliye Aap Yahan Par without reports or without out aapko chahiye kya abhi aap Emmanuel trading Kat Jaye
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
            Mai khud tu robots aur automatic trading kay software ko na he khabi use kiya ha aur na he abhi tak in mai say kisi robot/ software ko trading kay liye use kiya hai.

            Lakin kuch arsay say kuch forums aur logon say mai nay inn ke bari tareef suni hai ke robots ya automatic trading kay software's say traders kafi faida utha sakty hain aur profit earning kar sakty hain. Ab mai khud b in ko demo mai test kar kay daikna chahta hon.

            Ager app nay khabi yeh use kiye hai tu phir app kay khayal mai in mai say best software kon sa hai automatic trading kay liye jis ke madad say traders nay profit b earn kiya ho?? Sath apna experience b lazmi share Karin chaiye woh negative ho ya positive ? iss sya sahi idea ho ga ke robots use karny chaiye ya nai

            Robots ya automatic trading kkia hai:
            Robots ya automatic trading kese hoti hai, dear robots ya automatic trading k liye ham aik software banate hain aur wo software hamari aik stargty pe work kr rha hota hai hamari jesi stargty hoti hai hamen trading se wesa hi results milte hain,hamari stargty k motabiq jab bhi market men koi aisi position bnti hai to uss software ki waja se hamari trades auto pe hi open ho jati hain
            Now a days many robots available:
            Now days hamen social media pe aur wese bhi kafi logon k ads robots k motaliq milte hain aur wo hamen apne robots ki karkardgi barri hi shandaar dekha rhe hote hain jo k aksar fake hoti hai, market men bahot kam hi aise robots hain jin se ham faida utha sakte hain q k robots bhi hamari khud ki creat ki hui aik stargty hi hoti hai hamen har trader k robots pe etamad nhi krna chahiye.
            Robots k nuqsanaat:
            Dear bribroth main smajhta hoon k hamen robots k bajay manually trading krna bahot hi best hota hai q k some time market men barri hi dangerous kisam ki position bn jati hai aur hamen manually trade close krni parti hai lekin uss waqt reboot aisa nhi kr sakte hain
            Aur some time market men bahot achi position hoti hai aur reboot wahan pe trade open nhi krte hain isliye manually trade krna bahot hi better rehta hai
            • #7 Collapse

              G han jnb mainain bhi robot trading j baray main bht sunao hai kaafi log is main kamyab bhi rahay hain to main aapko batata chalon k yeah aik qisam k siftwere hota hai his main mukhtaluf qisam k program feed kar diye jatay hain is main different type of stretch air time framfeed hotay hotayed his k mutabiq yeah market ko khud analyse kartay hain aur khud trade lagatay hain air lot size bhi khud select kartay hain yeah bht acha kaam kartay hain PR technically jub bhi koi fundamental news hoti hai yeah market main nuqsan kartay hain...is liye behtar hai k aap khud trading karain air khdu analyse karainkisipr depond na karen...
              • #8 Collapse

                Dear agar robot trading karni ho to esy best automatic robot trader ko search karna pardta hay jo be app ko best lagy app ko wo robot purchase kar lena chaye, automatic robot trader se be best ye hay key PAMM account open kar leya jaye jes me hamari trading expert aur professional trader ki negrani me open aur close hoty hey, robot se zeyda me partner trading account (PAMM) account ko tar'jeeh do ga, robot trading andazy se hi open aur close ho sakty hey jab key PAMM account me trading expernice aur planing key sath ki jati hay.
                • #9 Collapse

                  Sb se pehly tu market ma invest krny kailye report trading hoti ha ye trading online internet se purchase krna hota ha jis se aap asani se kam kr skty hain lekin manual trading ma thori mushkil tu hoti ha but us ma kuch seekhny ko mil jata ha jo future ma bahut he faidamnd sabit hota ha aur physical efficency ma izafa hota ha lekin khwa wo manual trading ho ya online trading mehnat tu lazmi ha baqi rahi bat robot trading ki tu ye 1 kism ka software ha jis ma tamam missions add hoty hain jo it works like a cpu tamam kam bss command k through process krta ha kuch ma automatic system hota ha
                  • #10 Collapse

                    Bhai Mary Khayal ma AP jtni Zayada mhnat kro gye AP ko itna zayada profit Mily ga is leya AP zaZay sy Zayada mhnat kro ta ky AP ko acha profit Mily is let's mhnat zarori ha forex ma or experience bi jtna zayada experience ho ga him log itny kamyab ho gye forex ma
                    • #11 Collapse

                      Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko baat batata chalon k maintain khud is k baray main kafi suna hai to main aapko apni knowledge share karta hun
                      what is robot?
                      Sub say pehlay robot hai kia to main aapko batata chalon k yeah aik software hai jis main mukhtalif qisam ki stretgy feed hiti hain Jin pr yeah ammal kartay hain aur automatically trade create kartay hain aur open kartay hain.
                      how we buy robot??
                      Aisi bht c forex ki sites moujood hain Jin pr robot for sale k add aye hotay hain har aik ki apni price hoti hai aur har aik ki apni quality hoti hai koi achah scalped hotay hain aur koi a bay long term trading robot hotay hain aur jitni a hi quality ka robot hoga itni qeemat ziada hogi.
                      disadvantage of robot??
                      Robot news k doran buri tarah flops hotay hain lehaza avoid karain is doran robot bilkil use nan karain Jub news aani hoti hai..
                      • #12 Collapse

                        bhai robort trading sy thek ha ky ager him log koi bi trad lagty ha to is ma him logo ko kuch na kch commission dana hoti ha phir him log robort trading kr skty ha laken him logo ko robort trading nhi krni chaya kud sy trading krni chaya phir him log acha profit hasil kr skty ha
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          Dear ais market mai bahot sary indicator aor robort hai jin ko hum use kar sakty hai jaha tak baat hai best ki to ais mai mainy aj tak koi robort use ni kia hai kun k mai khud trading karta hu robort ka result acha hota hai magar jab wo loss karna start karta hai to ap ko atna loss deta hai k ap ko aus mai samjh ni aati k aus ne kitna loss karwa dena hai kun k kai dafa robort lots bari lagata hai loss ko khatam karny k liay jis se ap ka account wash bhi ho jata hai jaisy normal robort trend mai trading kar rahy ho aor koi news aa jaye to wo lots bari lagaty hai aor loss zayda hota rehta hai jis se ap ko aus mai samjh ni aati aor ap ka account wash ho jata hai ais liay best hai k khud trading kary.
                          • #14 Collapse

                            Automated Trading ya Robots:
                            Automated trading ka matlab hota hai khud saaz trading ya khud kaar trading jiss main traders ko khud say kuch nahi karna hota hai aur unki trading khud ba khud hoti rehti hai jis main aap ye keh sakte hain ka sirf aur sirf apko investment karna hoti ha aur koi dosra kaam nahi katlrna parta hai so jab tak investment aap nahi karte us wakat tak automatic trading ka aapko experience haasil nahi ho paay ga.
                            Secondly jo aapne robots kay baary main poocha hai to robots jo hain wo aapko markets say online mill jate hain. Har tobot ke programming alag say ke hui hoti hai. Kuch robots strategy par kaam karte hain jab kay kuch robots jo hain wo signals par kaam karte main. Ya phir market ka makhsoos pattern dekhty hain to us par trafing karte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                              Mai khud tu robots aur automatic trading kay software ko na he khabi use kiya ha aur na he abhi tak in mai say kisi robot/ software ko trading kay liye use kiya hai.

                              Lakin kuch arsay say kuch forums aur logon say mai nay inn ke bari tareef suni hai ke robots ya automatic trading kay software's say traders kafi faida utha sakty hain aur profit earning kar sakty hain. Ab mai khud b in ko demo mai test kar kay daikna chahta hon.

                              Ager app nay khabi yeh use kiye hai tu phir app kay khayal mai in mai say best software kon sa hai automatic trading kay liye jis ke madad say traders nay profit b earn kiya ho?? Sath apna experience b lazmi share Karin chaiye woh negative ho ya positive ? iss sya sahi idea ho ga ke robots use karny chaiye ya nai
                              Mujhe robots ke baare mein koi information nahi hai Kyunki Main trading karte huye kabhi bhi robots use nahi karta hoon main manual trading karta hoon isliye Mujhe learning karne ko bhi Mil Jata Hai Aur Main Jaanta bhi ban sakta Hoon aur Agar Main robots used car Kaise reading from Hamesha Hyundai Motors rahunga Agar Main isliye main manual trading karta hoon Is Se Mujhe Khud learning karne ko bhi Mil Jata Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X