Jaiza: indicators par hi depend karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: indicators par hi depend karna
    some time ham market ko proper analysis nahi kar paty to es ka ye matlab be nahi key indicators key base par ham risky trading karen, loss karny se acha hay key ham na to risky trading karen aur na hi ham kesi esy indicator key base par trades open karen jo hamy fake signals provide karta ho, news key intezar me professional traders long time laga dety hey aur intezar karty hey key kab buying ya selling orders me un ko profit ho sakta hay aur esi time ka faida utaty hey jes me un ko 100% chance hota hay key un ko profit hi hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aapke yahan par earning app AIA file management sab kuch Yahan Par indicators par depend karta hai agar aapko indicators ko manage karna aata hai indicators ke sabse kam karna aata hai to aap yahan se long time ke liye working kar sakte hain aap achche Management kar sakte hai market ki movement ko acche se nikal sakte hai aap ko pata hona chahiye kya Nahi Yahan Se Kaise kaam karna hai
    • #3 Collapse

      bhai jan forex trading ma hamari approach aik jesi yah kisi aik chez py depend nhi krni chue blky humen multiple approaches sy kam lena chye
      trading with multiple strategies and approaches is profitable
      because forex is a risky market trading ma aik waqat ma bht sary factors market ko influence kr rahy hoty hain hum choty traders ky pas market ka complete data nhi hota hai jis ki waja sy humari thinks market ky bary ma suspicious ho jati hai humen market move py tahafuzat joty hain ky fake move hui etc halanky aisa nhi hota hai market ma proper check and balance hota hai hum soch bhi nhi skty kotni lots lagi hoti hai aik pair ya trading instrument py is leay humen indicator ko bhi use krna chye aor baki options ko bhi dekhna chahiye.
      • #4 Collapse

        Forex mein "No trading" ko bhi achi strategy samjha jata ha kay jab market ki samajh na aa rahi ho aur tab trade open na ki jaye to isay bohot acha dekha jata ha kyun kay is se capital bach jata ha. Indicators hamesha sahi guide nahi kartay, in ka bas sirf supporting role hota ha kay trader market ko jis tarhan se dekh raha ha, aya market wesi ha ya nahi? Agar trader ko trend confirm ho jaye aur koi economic news bhi na anay wali ho to us time indicators bohot helpful hotay hain lekin agar market bar bar direction change karay aur trend ka pata na chal raha ho, to us waqt indicators bhi ghalat signal dy saktay hain. Is kay ilawa bohot se indicators ko aik hi chart mein apply karnay se bhi confusion ho sakti ha, is liye 2,3 indicators ko hi aik time par use kiya jaye.
        • #5 Collapse

          G Bhai AP NY thek bath ki ha ager him log mhnat krty ha to him logo ko Kafi fada hota ha or him log acha profit bna skty ha is leya him logo ko zayada sy Zayada mhant krni chaya phir him log acha profit bna skty ha
          • #6 Collapse

            Indicators market ke future price movement ko predict karnay kay kam aatay hain aur yeh 100 percnet accurate khabi b nai hoty hain. Trading kay doran indicators per bohot he ziada depend karna maire khayal say itne achi practice nai hai.

            ziada tar indicators kafi dafa ghalt trading signals b daay rahy hoty hain. Zaroori nai hai indictor’s har dafa market ko sahi trah say he predict Karin.
            Traders kay liye best practice yahi hai ke woh trading apny trading ke learning aur experience ke base per Karin aur indicators ko as a confirmation tool he use Karin . behtar yehi hai ke traders pehlay trade ka analsis apni learning aur experience ke base pr he Karin aur iss kay baad he trading indictors use kar kay trading positions ko confirm Karin.
            • #7 Collapse

              bhai ager him log indicater ko istmal krty ha to him logo ko profit ho skta ha wo bi zayda sara or him logo ko nuksan bi ho skta ha or hmra account bi wash ho skta ha is leya dakh ky him logo ko indicater ko istmal krna chaya
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai human kabhi bhi surf indicator k sahary ni bethnan chaye q k indicator khud bhi market ko follow kartay hain sub legging indicator hain koi bhi indicator aisa ni hai Jo leading ho air air market isko follow kar rahi ho lehaza jub bhi trading karain indicator k sahary hi nan bethay rahen air q k yeah khud market ko follow kartay hain air yeah market say 50 pips k gap PR chaltay hain to him aik acha entry point miss kar deta hain air jub trade ka time guzar bata hai tb hi trade open kartay hain him lehaza humain avoid karnan chaye indictator or ziada depond karnain ko .
                • #9 Collapse

                  Jnb aap nain bht a hi bt ki hai main aap say bilkul agree karta hun aap say sirf indicator pr depond ni karnan chaye
                  indicator role in market..
                  market main indicator ka sirf role yeah hota hai k woh aapko market ki last movement bataaty hain aur upcoming market movement kbaray main ni batatay woh aap nain khud analysis karnan hotay hain
                  ALL INDICATOR ARE LAGGING...
                  forex main is waqat bht saray indicator kaamkar rahay hain magar sub k sub lagging hotay hain aur yeah khud market ko follow kartay hain market inko follow ni karti lehaza be careful..
                  SOLUTION FOR USING INDICATOR...
                  Kabhi bhi ksii aik indicator ka Sahara nan lain balkay har waqt aik say ziada indicator use karain aur same show ho raha ho tb hi trade open karain..
                  • #10 Collapse

                    Dear ye saeh ni hai k hum sirf indicators par hi depend kary kun k jab hum ne ye soch lia hai k hum ne technical par kaam karna hai to aus mai sirf indicator ni aaty aus mai ap k candle stick pattren aaty hai aus mai ap k chart pattrn aaty hai aus mai ap ki resistance aor support aati hai aus mai ap ne trend line par kaam karna hota hai aor ais k sath agar ap k pass time ho to ap harmonics pattern ko bhi sekhy ais se ap technical k expert ban jaye gay kun k ap ko pata chal jaye ga k technical mai kai kuch hota hai aor market kis kis cheaz ko follow karti hai agar ap ye sari cheazy dekh lety ho to ap ko samjh aa jati hai k ye market ap ko kaisy faida dy sakti hai aor ais mai kon sa indicator ap ko acha result deta hai.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      some time ham market ko proper analysis nahi kar paty to es ka ye matlab be nahi key indicators key base par ham risky trading karen, loss karny se acha hay key ham na to risky trading karen aur na hi ham kesi esy indicator key base par trades open karen jo hamy fake signals provide karta ho, news key intezar me professional traders long time laga dety hey aur intezar karty hey key kab buying ya selling orders me un ko profit ho sakta hay aur esi time ka faida utaty hey jes me un ko 100% chance hota hay key un ko profit hi hoga.
                      Assalamualaikum ji bhaijaan indicator for sirf aur sirf depend karna main theek nahi hota agar aap bilkul Hindi letter pad Band Karke baithenge to aapko Yeh samajh nahi Aayegi KK Market Mein Bhosari fake indicator SBI aa rahe hai bilkul bhi indicator padh padh kar lena achi baat nahi hai agar aap 3 4 indicators par sem result Hasil kar lete hain to aap indicator use kar sakte hain nahi to aap ko indicator par depend karna Sahi nahi hai
                      • #12 Collapse

                        Sirf ager hum indicators per hi takiya ker k beth jain to aik achi marketing nai kr sakty. Q k indicators baz okaat fake bhi a rahy hoty hain. Ap ne sahi kaha hai k jo professional trader hain wo news per dhiyan dety hain. Aur kisi bhi pair k bherny ya nechy any ka mahenon intizar kerty hain. Is liye bhi marketing mein bahut practice aur mehnat ki zaroorat hai. News k sath contact mein rahien aur sirf indicators per trading na kerien.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: indicators par hi depend karna

                          forex trading main jub hum trading karty hain hum tab tak achi or miyar traing nahi kar skty hain jub tak hmara expiernce acha nahi hota hai or hmary apss trading ka knowledge acha nahi hota hai es liye hmain aphly apni trading main apni skills ko devlop krna chahye jis se hum apni trading ko achy traiky se kar skaen es k sath sath aghr hum apni trading main indicators ko use karty hain tu hmain apni trading main risk ka factpr kam se kam karna chahye jis se hmain loss na ho q k loss na hona mattr krta hai profit tu bad ki bat hoti hai es liye apni trading maina nalysiszation ko mzboot kar k trading karen ta k apko loss na ho or ap apni trading main achi eraning kar skaen
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: indicators par hi depend karna

                            forex trading main indiactors ka boht role hota hai trading main jis main hum apni trading main acha profit eran akr skty hain es k sath sath hmain 100 percent indicators par he blibve nahi krna chahye q k sometimes hmain indiactors se bhi loss ho jata hai es liye apni trading main risk ko mange karny k liye apko apni trading main market ko achi traha se analyis karny k bad trading karen ta k apko apki trading main acha profit mil saky or ap apni trading main achi eraning gain kar saken tu hmain chahye k apni trading main sirf indiactors par he depend nahi krna chahye apni trading ability ko ncraese karen ta k apko loss na ho apki trading main
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: indicators par hi depend karna

                              market main kam karny kay liye humain kuch tools ka use karna hota hay is main indicators ka b use hota hay is main indicators ka use karna kafi best ho sakta hay kun kay indicators say trade karna kafi asan ho sakta hay ab is ka ye mtlb nai hay kay hum just indicators par hi depended ho kar kar kam karty rahain kun kay market main karm karny kay liye humain kafi mehnat karna hoti hay humain pairs ki price ki movment kay bary main prhna ho ga is kay bary main sikhna ho ga jis say market main kafi help mil sakti hay humain agr hard work karna hay to or kuch earn karna hay to analysis b sath main karna chahiye kun kay indicators kabhi kabhi fake sikgal b provide karty hain so humain news ka wait kar kay b trade main kam karna ho ga long term main b kafi traders kam kar rahy hain
                              "The mind is everything, What you think you become"

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X