Dear aap ko aaj main bataon ga kay forex market main cheating strategies kia hain.
Jin ki waja say aap ka insta forex bonus account bannned ho jata hai.
Agar aap oil pe trading karain news say pelay
To aap kay both tp oil ki news pe aksar hit ho jatay hain with in 5 min...
To is tara ki cheating say insta forex ko bot tension hoti hai.

or aap news say aik min pelay buy sell ki trade open karain or both trade ka tp laga dain 30 pips ka.
To aap kay both tp oil ki news pe aksar hit ho jatay hain with in 5 min...
To is tara ki cheating say insta forex ko bot tension hoti hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим