can we 100% beleive on......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    My all dears hamaray saray dost sahey kah rahay hai ky hum ko indicator per yakeen nahe karna chahye magar mai yaha ye kahna chata ho ky RSI aik asa indicator hai jis per ap 100% na sahey magar 95% yakeen kar saktay ho never mind
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      blv h to sahi lekin 100 % wla ni or han is per log buht ykeen kerte hn is lye to is per kam kerten hn or is per kam kerna chta hai or jahn tk khyal h k buht log is per trst ker k life m age bhre han
      • #138 Collapse

        mt4 k indicator ya mt5 k indicator par kabhi bhi 100% yakeen nahi karna chahiye hamein chahiye k do se 3 indicators lagaen jab wo sab ek hi signal same time mein den tab trade ko lagana chahiye q k koi indicator kabhi bhi 100% nahe day sakta.
        • #139 Collapse

          Indicators sirf help k leye hotay hain yeh aap ko analysis kernay mein help kertay hain but aap kabi b inn per 100% rely nehi ker saktay forex mein aap jis chiz epr 100 % rely ker saktay hain wo sirf aap ke skills aur experience he ho saktay hain jin pe aap depend ker saktay hain.
          • #140 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: new10 پيغام ديکھيے
            Thanks Dear aap nay theek kaha k kisi b indicator per 100% believe say trade nahi lagani chahiya ye indicator sirf Forex ki analysis karnay may madad datay hain. lakin 100% perfect indicate nahi kartay.

            actually indicators past k price pattern ko show kr k future k liye paishen-goee krtey hain jis ka 100% helpful hona zaruri nahein....lakin chun-k ye bar bar k experience ke bunyad pe bnaey jatey hain to ye kafi had tak helpful hotey hain.......aap en se help zarur lein owr phir apna zehen istamal krein....
            • #141 Collapse

              The trader should be believe on this confidence if he has the good knowledge skill and experience of trading then he can earn the money from his own strategies. The traders should be believe on the indicators and also follow the correct trend of the market.
              • #142 Collapse

                NAhi ap 100 percent forex mainkisi bhi chez par trust nahi kar sakt hain kun ke sab prediction karty hai apny knowledge aur expereince ka lihaz se tu kuch bar theek hoty hai aur kuch bar ye galat hoty hain tu ap klo chaye ka in ka use ka waqt ajtiat se kam lain.
                • #143 Collapse

                  100% believe ap forex pe karsakte han q k karoron log forex pe kam karte han jinko loss hojata ha wo disheart hojate han jabke forex ma profit and loss dono hota ha,
                  • #144 Collapse

                    g haan brother apki baat se mein agree hun ke kisi bi indicater pe khud se ziada itbar nahi karna chahieye apko indicaters se ziada khud par itbar hona chahiye forex mein
                    • #145 Collapse

                      thanx information share karne k liye ham iss mai kmayb ho sakty hain agr hamre pass is mai experince ho to ham iss mai kamyabi hasil kar saktyhain ye acha buisnes hai earning karn ekliye
                       
                      • #146 Collapse

                        ji han ji hame iss mai kam kar sakty hain iss k liye hame bbelive ki zarurt hoti ha ham iss mai kam kar sakty hain or earning kar sakty hain.. forex hamreliye acha business hai earning karn ek liye
                           
                        • #147 Collapse

                          hame iss mai 100% belive kar k ka mkarna chaye hai ye acha business haijis ko ham sikh kar kam kar sakty hain ye acha busienss hai kam karn ek lye .. is mai ham kkam kar sakty hain or earning kar sakty hain
                           
                          • #148 Collapse

                            Thank you for an interesting topic
                            • #149 Collapse

                              G bhai ap theek kh rhay hai mostly trader k loss krnay ki wja yehi hoti hai k wo indicators pr hd say zyada believe kr letay hai or bina analysing k indicator pr depend hotay huway trading krtay hai.indicator anytime theek nhi btatay unmay b kisi trha ki mistake ho skti hai isi liye apni analysing or indicator dono ko use krtay huway trading krni chahiye.
                              https://t.me/pump_upp
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Assalam O Alaikum, forex tarding main kabhi bhi koi analysis ya prediction 100% sure nahi hoti hai aur isi tarha se aap kisi ek indicator per bhi fully depend na keren. Agar aap indicators ke combination se market ko analyze keren gay to aap ki trading achhi ho gi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X