Forex main Volume Spread analysis ko kesay siekha jeay ya samkha jeay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main Volume Spread analysis ko kesay siekha jeay ya samkha jeay?
    Dosto mera app sab say question VSA k barey main hai koin k main nay aj tak jitne bhe learning ki hai us main sab say leading indicator mujhey volume spread analysis ka he laga hai mean app market ki next move us ki price ko read ker k sath main us ka volume ko read kerty hain but us pay aboor kesay hasil kai jeay ye complete knowledge kai hae our kesay hum us main forum k oper us ko seikh sagty hain ager kisi k pas acha knowledge hai to us ka best answer detail k sath day ta k mujhey bhe mazeed clear ho our baki dosto ko bhe us ki samjh aey our wo us maen us ko siekh k ache earning forex say ker sagin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear brother him logo ko jib analysis ko istaml krty ha is waqat him logo ko profit bi ho skta ha or loss bi ho skta ha is lrya him logo ko dakh kr soch kr trading krni chaya ta ky him logo ko lloss bi na ho or account bi save rhy
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      assalamu alaikum bhai technical analysis ka bahut jyada fayda hota hai agar Hum Log technical analysis course karte hain toh hum logo ko bahut accha profit ho sakta hai aur hum bahut yaad aate nahi kar sakte h
      • #4 Collapse

        Analysis nikalne ke liye aapke paas Yahan Par Aise methods in method score of utilised kar sakte hain of 16k learning for accept Kaise karni hai aapko working karne ke liye uska technical analysis nikala hota hai aur aap ko graph chart ki sabse market ko acche se baat karna hota hai jitne share market watch Karte Hain Hum Aap Ko samajh sakte hain Itna Jyada Kis Ko samjhaye Itna Jyada information generate kar sakte hain
        • #5 Collapse

          forex trading main apko har learning apki trading expiernce se milta rahat hai forex aika ysa business hai jis main apko aik time k sath sath apk expiernce main izafa hota rahat hai jis main ap har point ko khud karny k sath sath sikhty bhi rahty hain or rahi bat volume spread ki hai tu main apko en ko use karny ka tarika bata raha hun k yah kahty kiya hain un ko
          volume:
          forex trading main hmara bosnu hmara volume hota hai jis ko hum apni trading main invest karty madhe nazar rakhty hain jitna hmara volume hota hai otni he hum lot set karty hain zeyda lot k sath zeyda loss hota hai or kam lot par loss kam hota hai
          Spread:
          forex trading main spred se murad wo amount hai jo k broker har trador se wasol karta hai trading karty howe jesy k har pair main spred alag hota hai jis k liye hmain os k spred jitna broker ko commetion dena hota hai jitna spread hota hai otna he commetion dety hain
          • #6 Collapse

            G han jnb forex main sub say ehmfactor Jo hai woh yeah hai k aap his curruncy or tradi g kar raha ho us ka spread kitna hai aur basically jub bhi aap trade open kartay ho to aapko trade negative say start hoti hai air yeah koi defined value ni hoti balkay had pair ka apna spread hota hai air had broker main spread mukhtalif hota hai koi broker spread ki shakal main profit Basil karta hai to kisi ka makhsoos tax hota hai trade open honaimpr lehaza hamray liye beat yeahi hai k humwoh trade open karain jiska spread bilkul kamho yeahni k 4 say 5 pips hun.GBP USD best pair hai is PR spreadbht kamhai lehaza is PR trading g ko tarjih dain..
            • #7 Collapse

              Dear vsa mean volume spread analysis aik bohat he advance level ki analysis ha jis ki risk reward ratio bhi achi ha or is me hamary tp bary or sl choty hain or vsa me jo hamain signal milta ha wo kafi had tak confirm hota ha vsa me chart pr just volume indicator lagana parta ha or normally bar chart use kiya jata ha or mostly hlc bar hn to or acha ha lakin candlestick chart pr bhi ap kam chala sakty hain or trading k liye mean entry k liye bar ki spread mean bar ka size or nechy volume ko daikha jata ha vsa k 8 principal hain jis ko ap samj lain to ap trading me kamyab ho sakty hain in principal ki agy details ha ap baqi details kisi senior se ly sakty hain
              • #8 Collapse

                Forex main Jub bhi kisi pair pr trading ki selection karni ho touski kuch cheezain daikhi jaati hain Jin main spread shamil hai speed of market movement shamil hai jis bhi curruncy pair ka spread kam hota hai log us pr trading ko tarjih detay hain usd ka pair jis k bhi sath hota hai iska spread kam hota hai is liye log major pair pr trading kartay hain
                what is spread?
                Jub bhi koi trade open hoti hai to woh negetive say start hoti hai isko spread kehtay hain. Koi bhi trade open hoti hai to woh expect value say kuch pips ooper ya meechay open hoti hai aur in do line k farq ko spread kehtay hain..
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dear agar ap ye chaty hai k forex market mai jo volume spread analysis hai ain ko kaisy sekha jaye to dear ais mai ye hai k ap ko ais k online bahot sary lecture mil jaty hai agar ap aun ko attend karty hai to aus mai ye hai k ap ko ais k releted pdf books bhi mil jati hai agar ap aun ko study karty hai to ap ko ye samjh aa jata hai k ais mai hum ne kaisy trade karni hai aor ais mai market ko kaisy samjha jata hai kun k ais mai jab hum market ko dekhty hai to aus mai ye hai k hum ko ais market mai bahot sari cheazy hai jin ko ap sekh k kaam kary to ap ko ais market mai se kafi zayda faida hota hai kun k ye market jab ap ki fever mai move karti hai to ap ko kafi zayda profit deti hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X