oil
No announcement yet.

oil

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    oil
    bhai ma ap sub logo sy pouchna chata ho ky oil ma market ki movement bhot taz kau hoti ha or aj ka oil itna necha kau aya howa ha or pakistan ma oil ki price zayada ha jb ky forex ma oil ki price kam kau ha
    Removed by Moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    assalamu alaikum bhai aap thik Baat kiya ke Aaj Mai movement bahut jyada Hoti Hai Arijit wajah se Hamara account bhi ho sakta hai isliye Hum logo ko Samajh Kar isme trading Karni chahiye Aage Hum logo ko zyada loss ho Tumhara account be saved hai aur profit bhi ho jaye
    • #3 Collapse

      Jiya karte hain Yahan Par oil ki movement was filled ke sath Hoti Hai market correction kabhi bhi kisi bhi kar sakti hai Jab Kisi side Pawan Centre market karti hai toh apna Sara direction wo Khushi Centre Laga Deti Hai Hamara investment Uske Hoti Hai Tumhi Se nuksan ho sakta hai main kaam karne ke liye kaam karna chahiye Jo Hame aur Market ko Hamesha ke liye Jyada time dekh kar sakte hai Jab oil Mein working Car race ke liye kaun si hai
      • #4 Collapse

        bhai forex trading main oil ki market taiz hony ki yah wajah hai k oil ki qeemton main izafa hota rahata hai or jub ap trading oil k pair main akrty hain tu ap ko loss hony ki su se bari wkkjah market k changing hony ki wjah se hoti hai es liye hmain oil ki trading k liye achi trah se analyis karty howe trading karni chahye qk jub hum trdaing karty hain tu hmari zara se laprwahi se hmain loss ho jta hai or forex trading main oil piar main jub achi trdaing ki jay tu boht acha profit bhi eran kar skty hain or forex trading main har qeemt dollrs k hisab se hoti hai jub k pakstan main dollrs ki price main zeyda pakisatn ruppes hoty hain jis ki wajh se es ki price main change hota hai forex main or hoti hai or pakistan main or hoti hai
        • #5 Collapse

          Dearoil or godl ko is liye risky metal trading kehtay hain q k in main aik to market ki movement bht ziada hoti hai air doosra in k baray main kabhi bhi news aa jaati hai oil or gold PR trading kar nain say pehlay market ko techniaclly and fundamentally tour PR analyse zaroor kar main q k in main fundamental analysis ehm role adda karta hai aaj kal oil ki value is liye down ja rahi hai q k is ki international market main demand bht kam ho gayi hai air yeah sub is wajah say hoya hai k american nain pabandi laga di hai Saudi Arab PR jiski wajah say demand kamhai Ayr yeah musalsal down ja raha hai..
          • #6 Collapse

            Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko baat batata chalon k agar aap oil pr trading karnan chahtay hain to sub say pehlay yeah jaan lain k yeah kis kis pr depond karta hai
            Oil depond on??
            1.import export
            2.Movement of Cad
            3 news
            4. Oil producing country economy
            Oil in sub cheezon pr bht depond karta hai agar iski demand ziada ho to iski value up jayegi otherwise down jayegi.
            Why oil is going down and down??????
            In dinon oil bht down hota ja raha hai iski sub say barhi wajah America ki taraf say pabandian hain jiski wajah say iski demand bht kam hogahi hai aur yeah down hota ja raha hai din bad in..
            • #7 Collapse

              Dear ap ne baat ki hai Pakistan mai oil ki price ki to ais mai janb ap k pass jo oil aata hai aus mai ap ne gorment ko bhi tex dena hota hai aor ais mai ye hai k ap k pass market mai jo price aa rahe hoti hai aus mai se ap ko oil Pakistan mai lany k liay bhi kafi paisa lagana parta hai agar ap ais mai kaam karty hai to ap ko ye pata hona chaye k ap ki govt ne ap ko jo bhi cheaz deni hoti hai aus mai se ap ko tex pay kar k rate dia jata hai ta k govt ne jo kaam karwana hota hai wo bhi karwa saky aor agar oil adhr se nikal raha hota to ho sakta tha k ais ki price kafi zayda kam hoti aor ap logo ko ais mai kabi masla hi na aata jitna marzi oil use karty ap log ais country mai.
              • #8 Collapse

                Dear sab se pehli bat to ye hay key gold, crude oil aur other major currency pairs ki market fast hi hoti hay, crude oil ki price down kiny agai hay ye sawal har member key mind me hay es ka jawab ye hay key USA me Oil ki price etni down ho gai hey key crude oil ki price key sath other pairs ki market me be bahot zeyda changing agai hay, US dollar USA ki economy key strong hony ki waja se mazeed behtar position par agia hay aur USA country ne kesi other country key sath oil ki khareed o farokhat me deal kia hay jes ki waja se oil market me down ho gi hay.
                • #9 Collapse

                  Dear oil prices down international market main aa gae hain us ki reason Saudi arab nay oil ki prices kum ki hain jes ki wja say forex main oil ki prices kum hoi hain our us main humery country main oil ki prices still high hain koin k us ki humeri political reason hain hopeful oil abhe range main hain 49 our 54 k dermaein move ker rha hai ager ye mazeed down jata hia to pher humery economic condition bhe theek ho ge our us main oil our sasta hoo ga lekin ager oil ki prices zeada hoti hain to pher us main humery han bhe oil ki prices zeada ho jain gay
                  • #10 Collapse

                    Re: oil

                    Forex trading World ka sabse bada business hai aur Forex trading main daily 7 trillion dollars ki trading ki Jati Hai Yahi Wajah Hai Ke Forex trading day by day ke sabse bada Businessman Ta ja raha hai aur iski popularity Mein izafa Hota ja raha hai
                    • #11 Collapse

                      Re: oil

                      Dear friend forex trading main oil price or Pakistan main oil price different is ley hoti han k market main price daily up down hoti han jab k Pakistan month main aik bar value change karta ha or wo bi apny tex pury karny k chaker main tohra kam karty han jab k ziada karni hon to aik sath ziada kar daty han jis sy government ko tex ziada milta ha or wo Pakistan ko behtar chalany k ley kosish karty han is ley international market or Pakistan main oil price different rehti han is alawa bi Pakistan ny kuch extra tex lagay hoty han jis sy price up rehti ha kam ni hoti ha jab k oil sasta milta ha or humy yahan ziada price main milta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: oil

                        Oil ki market or gold silver mn market boht tezi k sath up ya down jati hy.
                        Aj kl almi mandi mn oil ki kemat boht down ja rahi hy. Us mn oil k rte boht kam ho gya hy. Pkistan ki bat kren to yahan par new government ny bahut zyada tax Laga Diya Hai mulk ko set karne ke liye. Jaisa ki aapko pata hai ki Pakistan ka karja bahut zyada hai. To government tax Lekar hi isko pay Karti hamen bhi Khush hokar text Dena chahie Taki Hamara Mulk bhi trqi yafta mulkhon Mein samar ho. Koyal ki trade To Hamen bahut hi Soch samajhkar Lagani Kyunki Iske Munh Mein Itni zyada Hoti Hai Ki aapka account Khali Bhi Ho Sakta. Magar Agar aapane ismein sai trde Laga Li to ismein benefit bhi bahut jyada Hota Hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: oil

                          Crude oil future energy mai trade kay liye mojud hai. Crude oil ki prices aur types 2 main hain. Hum trading market mai normally USA crude oil ki trading kertay hain. Kiyu kay britsh crude oil USA crude oil say 5 say 6 $ costly hota hai. Crude oil ki movement demand aur supply mai difference anay ki wajah say hoti hai. Crude oil ki supply OPEC agreement ki wajah say fix hai aur uss say ziada daily ki production aur supply nahi ho sakti hai. Jab market mai demand barhti hai tou price automatically barh jaati hai.

                          Crude oil ki trading future ki hoti hai hai issi liye isay future anargies ki category mai rakha Gaya hai. Jo trading aaj hoti hai 2 1 ya 2 month baad ki supply ki traidng hoti hai. Pakistan mai price Kamm ya ziada ka current international price say connection nahi hota hai. Aur wesay bhi crude oil ko deliver kernay aur refine ker kay petrol diesel purify ker kay alag alag kernay pay cost aati hai jiss wajah say humain trading ki nisbat market mai prices ka difference nazar ata hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Janab oil commodity main kafi fast movement rahkti hai. Ap es ki movement ko daikh kay fomo mai kabi na ayain. yeh zaida aik dam fast movement itni karti hai kay trader fomo mai a kar against trend trade open kar kay es ko buy ya sell kar kay bara nuqsan kar laity hain. es ka sahi tareeqa yeh hai kay ap es kay fundamental or technical analysis kar kay us kay bad he es mai trade kar kay achi earning kar skaty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X