indicator use krna bhi best ha but aise band kr k trade nahi krna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicator use krna bhi best ha but aise band kr k trade nahi krna
    bhai aap log jb indicator use krty hain to aap ko indicator k signal pr trading krny ka koi faida nahi hota loss he hota hai aap agir indicator use krty hain to woh aap ko analysis man use krna chaye or apny analysis k signal ko fallow krna chaye na k indicator k signal ko indicator ka signal hir mints man change ho Jata hai jis sy loss hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi ap ki bat theahk hai indicator ko dahk kr hum analysis nahi kr sakta kiun ka indicator har hour bad change hota hai is lia indicator ko mat cater karain kiun ka indicator serf ya bata sakta hai market up jaya gi ya fown wo bi 40 percent theahk hota hai is lia mai indicator pr bahrosa nahi krta han agr ap na dahkna hi hai tu RSI ko dahk sakta hain jo 30 or 70 ka graph mai move krti hi jis ki waja s ap 70 s sell or 30 s buy laga sakta hai is s fida ho sakta hai baki indicator s ap anlysis nahi kr sakta karta bi hain tu kahlat nakalta hain or loss hota hai
    • #3 Collapse

      Dear aap ki baat bilkul thik hai hame Forex trading main indicator use Karke Koi Khaas nahi hota Hame chahiye kya Hum forex market mein chatting Kare Aur Hum Apne analysys Acche Lagte.
      Second year ka pata hona chahiye ki forex market Mein Jab aap trading karte hain to aapko long term trading ke baare mein sochna chahiye
      • #4 Collapse

        Dear ap ke bt tk hai ka indicater ko use kr ka apni chatting ko be btr kr skty hai ar hm apny analysis ko axha kr skty hai indicatder hr 30 dn ka bd change hota rahta hai as ka bd next step ka forex m pata hona chay ki forex makrt ya forum main jab app trading kra to apko long team trading ka bary m kush na kush information zarore honi chay.thanks
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
          bhai aap log jb indicator use krty hain to aap ko indicator k signal pr trading krny ka koi faida nahi hota loss he hota hai aap agir indicator use krty hain to woh aap ko analysis man use krna chaye or apny analysis k signal ko fallow krna chaye na k indicator k signal ko indicator ka signal hir mints man change ho Jata hai jis sy loss hota hai
          Salam bhai
          Mai ny b indicators use kar k daikhy hain is main b koi khaas faida nahi milta q k is mai aksar galat signals milty hain apko kabhi aisa hota hy k apko aik acha signal mil jay
          • #6 Collapse

            Basically indicator ka kam ham sab ko signals provide karna hota hai yani kay ham ko guide karna analysis main hamari help karna hai agar ap bilkul indicators par depend karain gay to ap loss kar dain gay ap indicator say help lay kar khud analysis karain aur apnay analysis par trade karain.
            • #7 Collapse

              Dear brother ap ko indicator use kar n trade nahi lagani chahye as say ap kl hamesha noksan hk hoga bal k ap ko singnal par indicator istamal karna chahye ta k ap ko singnal k bary main malomat hasel ho
              • #8 Collapse

                indicators forex market kay bary main humay guide karty hay agar hum en indicators ki theak say setting kar kay use karen gay to market kay bary main bohat achy say jan sakty hay aur trade ka pata lag jata hay keh kaisay trade lga kar hum market main kaisay earn kar sakty hay esmain mehnat karni chahiye
                • #9 Collapse

                  agar hum indicators ko theak say set kar kay use karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh esmain short cut main kuch na karen indicators ki reading ko theak say follow karen tab he hum un say acha result lay kar market say acha profit bna sakty hay esmain earn kar sakty hay
                  • #10 Collapse

                    g han bhai apki bat shai hai forex main trading k lie jub hum indiactors sue karty hain tu wo aik he ganty main change ho jaty hain es liye hmain apni trading main indicators par zeyda bharosa nahi karna chahye or apko market ko analyse kar k trading karen tu hmain acha proft eran kar skty hain es liye market ko analsye karny k liye indicators ko use karna chahye
                    • #11 Collapse

                      my dear friends ager him log signals istmal krty ha to phir him logo ko kafi fida htoa ha or him log acha profit hasil kr skty ha
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: indicator use krna bhi best ha but aise band kr k trade nahi krna

                        forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use karty howe kam karna chahey lakin hamy in par 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky analysis ko use karty howe kam karna chahey yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: indicator use krna bhi best ha but aise band kr k trade nahi krna

                          forex mai indicators hamy market mai enter hony mai mada dety hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus hasial kar saky gy hamy in per pure traha sy itbar nahi karna chahey hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ky mumalik mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X