Be confident not overconfidence
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Be confident not overconfidence
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha business hai us main hamain confident hona chaya per overconfidence nea hona chaya us sa hamain lose hota hai confidence sa fiada aur overconfidence ka nuqsan hota hai ap jab bhe trade lagain tu fully confident ho ka lagain overconfidence is very bad habbit
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul forex ik zbrdst online busseness a jis m Ap bari postive motivation se join karty hain aur ik process k through is m kam karty hain Ap chay jitny b skillful hoo lekan trading m Ap ko skillful hony k liey boht zaida time required a Ap confidence k sath kam kary ye ni agr Ap ne ik do time profit bna lia a to Ap khy ye to Koi masla he ni aur Ap over confidence o jay to ye cheez ap ko kbi b acha trader ni bnnay dy ge
    • #3 Collapse

      Dear ap ki bat theak hay over confidence dangrous sabit ho sakti hay kabhe bhe ap trading k dauran over confidence ka muzahira na karen aesa karny sy ap ko loss ho sakta hay jab bhe trading start karen confidence k sath karni chahiye confidence barqarar rakhna chahiye agar loss bhe ho jaye to ap ko worried nai hona chahiye bhalky confidence k sath next trade analysis kar k len
      • #4 Collapse

        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko confidence sa kaam lana hoge not as a over confidence sa es leya hum ko chaheya ka hum jab be koye trade ko open karta ha to us ma confidence ko use karaa na ka over confidance ko use karaa to per hum ko ahci eanring hoge............
        • #5 Collapse

          Re bhai aapne bilkul theek kaha hai ke forex mein hame confidence hona chahiye bilkul overconfidence nahi hona chahiye. Confidence warna bahut achi baat hai lekin overconfident hona loss karwata hai
          • #6 Collapse

            over confident aap ki trading kay liye loss rakhta hay aap ko achi trading kay liye achay confidence ki zaroorat hoti hay jab aap trade lagain fully confident ho kar lagaen analysis karain apni achi skills kay baat apnay aap pe itna confidence rakhein kay aap ney jo trades jo position judge ki hain wo best hain confidence kay achay honay se aap ki trade position bhi best judgement hogi...
            • #7 Collapse

              G bikul theak hame es fourm me confined sy trad lagani chahiye AGR ham overconfident hoty he to pheir hame naqsan he hota ha es ham jab trad lagy to pury confidence sy lagay to hame profit he ho ga
              • #8 Collapse

                over confidence trading business me traders ko zeyda loss ki taraf le kar ja sakta hay, trades confidence key sath open karny chaye mager hamari trading me over confidence ka jazba nahi hona chaye aur agar traders profit earn karny key bad big lot size lagany ki ghalti nahi karty to mery khayal me esy traders ko successful kehna ghalat nahi ho ga.
                • #9 Collapse

                  Dear friend confidence aor overconfidence main thin line hy aor jisko iski samjh a jaey keh main is waqt confident hon ya overconfident woh admi zindgi main nakam nhen hota. Forex trading main jeb bhi koi trader expert ho jata hy woh phir phly ki terahan analysis main mehnet nhen kerta belkeh apny experience ki wajha se overcofident ho jata hy jiski wajha se usko loss uthana perta hy.
                  • #10 Collapse

                    Ap ki bt tk ha hm sb ko kbi be overconfidence ni hona chahey q ky hm jb overconfidence sy trade krty ha to ha apny he hates nuksan kr laty ha is leay jb be koei km krny ky leay battay to confidence sy he kry taky ko ak earn hasil kr sakay or ak acha trender bn saky
                    • #11 Collapse

                      agar hum forex market main khud main confidence paida karna chahty hay to eskay liey humay forex trading ko achi trha seekhna chahiye kyun keh achi trha jab hum esko seekh kar run karen gay tab he humary andar confidence bahal hota hay aur tab he hum market main achi earning kar sakty hay
                      • #12 Collapse

                        theek kaha hai ap nay k forex mien hamain her waqt hamain confidetnt rahna hota hai jab hum es mien aa ker over confident ho jaty hien to hamain es mien aa ker market mien trade k lagany ka pata na chalta hai or hum zzayada apny per bharosa ker k rade open kerty hien or earning kerty hien.
                        • #13 Collapse

                          Blkul sahi overconfident hone ki koi b zarurat nhi bs ap ko apki trading strategy ko bhetr krna chaiea or apni galtion ko repeat nhi krna chaiea.
                          • #14 Collapse

                            Re: Be confident not overconfidence

                            forex mai hamy confidence ky sat kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik online business hain lakin agar hum is mai over confident mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik aam job ke nisbta bohat ache job hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Be confident not overconfidence

                              Forex trading business mein confidence ka hona zaroori hy lakin over confidence ka hona theek nhi hy kiok agr hum confidence se trading karain gay tu hi achi trading kar saktay han aur profit earn kar saktay han aur over confidence se trading achi nhi ho gi over confidence se koi mistake hoti hy aur account wash ho sakta hy is liye confidence hasil karna cahaiye aur over confidence nhi hona cahaiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X