leverage and margin level kiya hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    leverage and margin level kiya hai?
    dear forx members jessa ky hum deekhty hia ky trade ky dooran humin equity bhi show hoo rahee hooti hia ais ky ilawa margin and margin level show hoo raha hoota hia koi share kar sakta hia ain main kiya fark hota hia aor ye trade py kasy effect karty hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    assalamu alaikum bhai Mere Pyar Mein leverage isko Kehte Hain Tumhare Paas balance kam ho aur hum Logon Ne Badi trade Laga nahi ho to hum Logon Ne Bana Lete Hain Phir Hum Logo Ko Hum Se Bhi budgetary Laga sakte hain Kya bana sakte hain Phi
    • #3 Collapse

      Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko batata chalon kjub bhi aapka balance kam hoyazuada ho to broker ki taraf say aapko leverage diya jata hai yeah I agar aap ka account 500 ka hai to aap 500000 tak earning trade laga saktay ho bonus walay account pr maximum leavarge yeah hai tbhi aapko iski example Di hai leavarge ka bht saray faida hain q k agar koi broker aapko ziada leavarge deta hai to woh aapko benefit day raha hota hai k aap chotay account pr trade ziada open kar saktay ho agar aapki koi trade phans jaye to baaqi trade aapko profit earn karnan main help kar sakti hain...
      • #4 Collapse

        leverge ki waja sy him log apni trad ko laga skty ha ager leverage bri ho gye to smj lana chaya ky him log bri lot size sy trading kr skty ha or ager leverage choti ho gye to him log lot size choti rkna ho ga
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Leverage aur margin level trading account ki properties hain. Leverage ka matlab ye ha k agar trader k pas small equity ha, to wo leverage ko use kar k usi amount se ziyada amount k equal trade open kar sakta ha. For example, agar aik trader k pas $50 hain aur us na leverage 500:1 set kiya, to ab ye trader $5000 tak ki amount k equal trade open kar sakay ga, lekin zahir ha ye risky ha kyun k amount kam hoti ha, is liye ziyada leverage big accounts ko hi suit karta ha. Margin humaray pas trader ki equity ha, jab k margin level wo percentage ha jo trader k pas aik trade open karnay k baad bach gai. For example, aik trader k pas $100 hain aur wo 0.1 se Eur/Usd ko buy karta ha, to margin level around 60% hoga, matlab trader mazeed trades open kar sakta ha.
          • #6 Collapse

            Dear leverage broker ki traf say ak investment hoti jo ap ko apni investment pay malti hai aur ya ap ki trading ko support karti hai agher ap ka pass km investment hai to broker ki traf say leverage ki sakal main ap ky account ko support karti hai agher broker ap ko leverage na dia to ap ka account usee wqt wash ho jay ga aur margin wo hota hai to ap ki investment main ap jo trade open karty hai to us ka bad jo percentage bachti hai wo humra margin hota hai as say ap ko pata chalta hai ap ak wqt main ktni trade open kar sakty hai aur katni lots size use kar sakty hai.
            • #7 Collapse

              Leverage and Margin Level :

              Dear forex trading account main leverage aik ratio hay account balance ky jo kah broker trader ko data hay aor leverage ko high use karnay kay liay senior trader mana kartay hian qion kah jo account main leverage high use kartay hain woh high risky trading main involve ho jaty hian jab high risky trading ho gy phr kaisy trading main earning ho sakty hay is sorat hal main aksr traders ko loss hota hay is liay leverage ka use trading account main low say low karna trader kay liay faidamnd rahta hay jaisa kah account leverage 1:1 say 1:200 tak ky leverage ko safe samjha jata hay aor margin hota hay account main balance kay use karnay ka ratio jitna trader account balance use karta hay utna hy margin level kam ya zyada hota rahta hay is laiy yh both things leverage aor margin ka low use karna hy trader kay liay profitable aor safe trading ka tareeqa hay kabhy koi trader high leverage aor high margin use kar kay successful trading karnay main kamaayb nhi howa hay is liay in ko low use karain aor in ka high use karna safe nhy hay.
              • #8 Collapse

                Jnb aap nain bht acha sawal kiya hai firex main yeah donon cheezain bht ehm hain k aap ka leaarge kitna hai agar aap k pass 100 dollor hain air aap k pass leavarge 1:50 to aap 5000 tak ki trade open kar Sakta ho yeha faculty aapko broker provide kartay hainbk aap kitni tak trade open kar Sakta ho had broker ka apna leaverage size hota hai his k mutabiq aapko trade kartay ho jesay abhi insta bonus account PR 1:50 hai matlb aap itna tak trade open kar Sakta ho is say ziada ni margin level percentage hoti hai trader ki open ki gayi trades ki ..
                • #9 Collapse

                  Dear margin tab use hota hai jab hum market mai trade lagaty hai agar hum market mai koi bhi lot lagaty hai to aus mai ye hai k humra margin use hota hai lot k hisab se agar trade loss mai jati hai to aus se ye hai k humra margin kam hota jata hai aor jab humra loss atna zayda ho jata hai k humra margin - mai aa jata hai to aus time hum mazeed trade ni laga sakty, jaha tak baat hai levrage ki to ais mai ye hai k hum agar account mai levrage kam rakhty hai to aus se hum account mai bari lot ni laga sakty kun k levrage kam hony se margin zayda use hota hai aor agar levrage zayda ho to aus se ye faida hota hai k margin kam use hota hai aor hum bari lot laga sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                    dear forx members jessa ky hum deekhty hia ky trade ky dooran humin equity bhi show hoo rahee hooti hia ais ky ilawa margin and margin level show hoo raha hoota hia koi share kar sakta hia ain main kiya fark hota hia aor ye trade py kasy effect karty hai
                    Assalamu alaikum bhai jaan mere ghar main every size bahut hai Jis Se aap apna lot size material kar sakte hain aapka labourer size kitna bada ho gaya aap Itni mote size size papa lot size Itna Chota hoga Patna lovely Shahid Aapka kaam Hoga aur Mere Khayal Mein Tu lot size Hume Jo bonus account mein Lagi Shahid hai woh to fix Hain Hum usse Jyada Bada lot size nahi kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Margin
                      Trading account me margin ko agar ham borrowed (karza) money kaha jaye to zeyda behtar ho ga, small investment me market me hamy zeyda margin ki waja se jo borrowed money trading key ley mil jati hey esi key base par ham zeyda profit earn kar sakty hey aur agar margin level me kami ajaye to pairs key high price ko ham kam margin ki waja se na to buy kar sakty aur na sell kar sakty hey.

                      Leverage
                      easy words me leverage size ko samjny key ley ham ye keh sakty hey key leverage size account me margin level ko increase kar sakta hay, zeyda leverage size margin level me be ezafa kar deta hay.
                      • #12 Collapse

                        Dear agar leverage aur trading me apny deposit par margin ki bat ho to me samjta hon key margin level leverage size key zeyda ya kam hony ki waja se margin ki limit be kam ya zeyda ho sakti hay, per trade agar zeyda leverage size par open ho to margin level be zeyda ho jata hay aur agar leverage size me kami kar di jaye ya hamary trade me hamy loss ho jaye to me samjta hon key margin level khud ba khud hi kam hony lagta hay, broker investors ko apny deposit limit par margin ki facility provide karta hay jes ka maqsad per trade small investment par profit ki limit ko increase karna hota hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: leverage and margin level kiya hai?

                          forex mai leverage ke bohat ahmeyat hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky ache amount deposit kar ky leverage use karne chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky g forex mai kam karny ky liye hamy margin ko be masdy naer rahkna chahey forex aik international business hain yai all world mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain yai pury pakistan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai agar bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: leverage and margin level kiya hai?

                            Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main ap k balance kam hota ha par phr bi ap trading kar sakty han q k broker ki tarif sy ap ko different leverage di jati ha jtni ziada leverage hoti ha utni he ziada ki trade laga sakty han 100 ka account ha to ap ki leverage 200 ha to means ap 20000 ki trade open kar sakty han is k alawa margin show ho raha hota k ap ny ktni trade open ki han or mazid ktni kar sakty han ye margin show karta ha ap ki trade limit ko zahir karta ha means ap ny 5 trade open ki han or free margin 100 % mian sy 50 % reh gea ha to ap means ap 5 trade or open kar sakty han ye hota margin umeed ha ab ap ko margin or leverage ka pata chal gea ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: leverage and margin level kiya hai?

                              forex aik international business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy high amount invest kar ky hig leverge rahkne chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain kuch traders is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X