Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders apny loss ko mind me kinu nahi rakty?
    me ne esy traders ko deka hay jo apny loss ko mind me bilkul nahi rakty aur trading me esi mistakes karty hey jen ki waja se wo hamesha hi apny last trading me loss par loss karty aye hon hamesha traders ko apny loss me se hi esa point note kar lena chaye jes ki waja se un key ley next trading easy ho jaye, hamari ye big mistake ya over confidence hi ho sakti hay jes ki waja se ham last trading me loss ko yaad nahi rakty aur without any news update ya technical analysis key trades open kar lety hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum dear Mere Khayalon Mein loss our profit market ka hissa hai isliye Hum Logo Ko Dekha trading karna chahiye Agar Hum logo ko propose karna hai toh phir Hum logo ko mhnat karni Hogi Phir Hum Log kar sakte hai hum logo ko bhi loss biho sakta hai
    • #3 Collapse

      dear aap nay boht achi baat ki hai trader loss karwaty hai aor ye her trader ko face karna parta hai loss ya profit dono mai sy koi nah koi to hoona hoota hay loss sy bachana mushkil hai aor loss bura naih jab wo aap ko kuch seekha jayye baghair loss ky aap kabhi bhi trade naih seekh sakty likin loss sy kuch na seekhna sab sy bura hoota hai humai chayee ky apny loss ki reasons ko note kiya karien ky kis ghalti ki waja sy humain losss hoowa hia hum doobara un ghaltioon ko duharaana nahi chahyee aor ager koi trader baar baar aik he ghalti hoo duhraa raha hai to wo kabi acha trader nahin ban sakta acha trader apni ghaltioon sy seekhata hai
      • #4 Collapse

        ager him logo ko forex ma loss hota ha to phir him logo ko dobra mhnar krni chaya or loss sy bachny kr leya apny experience ko istmal krna chaya or apny knowledge ko bi istmal krna chaya phir him log kamyab trader ban skty ha
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Forex trading kay starters aur baqi kuch expenced traders kay sath b yeh masla hota hai .
          traders akasr trade start karty time per market ka analysis tu karty hain lakin complete analysis nai karty hain. Forex trading mai jis trah say app nay baat ke hai traders kay best yahi hai ke woh profit kay sath sath possible loss ko b mind mai rakh kar iss hisab say iss kay liye b planning Karin.
          traders jab loss ko mind ma nai rakhty hain aur trading karty hain tu woh phir loss aur damage control ke liye b planning nai karty hain jis ke wja sy jab in ko market mai loss ka samna karna parhta hai tu aik tu woh loss kafi ziada hota hai. aur dosra jis loss kay liye traders mentally ready nai hoty hain woh emotion per botot effect kar daita hai jis say baqi trading b kharab ho sakti hai aru mazeed loss b ho sakta ha.
          • #6 Collapse

            Ya msla sab ka hota hy k ham apny loss ko mind my nai dakgty hy losss ko bhi apny mind my rakhna chiya kio k ham ko losss bhi ho sgta hg losss bhot zeada bhi ho sgta hy our bhot kam bhi phr trader ko loss hota hy koi bhi ehsa mai hota hy jis ko loss na hota ho
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              traders ko chye ky agr apko market ma loss ho to uski reason zaror talash kia kren without analysis and management trading krna bhi big mistale hai isky elawa apko trading ma.tips tricks talash krny chye market ko qabu krna prta hai
              market trading ma choty traders ko hunt krti hai hunting aisy hoti hai ky market waqati reversal leti hai log high lots ky sath scalping trades open krty hain aor market dobara apny track py ajati hai
              scalpers ko bugs kaha jata hai jo market ky leay dangrous bhi sabot hoty hain
              crude oil bhi aisy he krta hai stoploss aor trailing stop strategy crude oil py use nhi ki ja skti hai.
              • #8 Collapse

                Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko baat batata chalon k agar forex main koi is waqat sub say best teacher hai aapka to woh aap ka loss or mistake hain insan jitna apni ghaltionsay seekhta hai itna or koi ni silha sakta. loss ki wajah..... loss ki main wajah aap ka experience nan hona aur incomplete knowledge hain. Aur sub say barhi wajah bad stretgy hai. Aur is k ilawa demo account pr practice ka nan hona How react after loss.... bht saray login ko yeah ni pata hota k kesay react karnan hai loss k bad aur woh emotional ho jatay hain to main aapko batata chalon k loss pr emotions show nan karain balkay apni ghaltion say seek hain..
                • #9 Collapse

                  Jnb aap nain bht acha sawal kiya hai jub aap kisi bhi chez k aik pehloo ko daikhaingay to ap kabhi kamyab ni Hungary iso tarah jub bhi coin ko daikhain isko donon side ko daikhain chaye air agar rading in cheez same apply karain to aapko loss or profit donon ko kind main rakhana chaye agar aap ka profit ho jatay hai phir to theak hai agar aapko loss ho gaya to kia ho gaya darnan ni hai apna confidence barqarar rakhnan hai lakin aapko mentally tiyar rehnan yoga k apako loss bhi ho salta hai air agar loss ho jaye to ziada emotiojnnan hon balkay sochain k jesay recover karnan hai ..
                  • #10 Collapse

                    Thokrein kha ker hi insaan seekhta hai. Jab tak ap ko kisi business mein nuksaan nai hota wo us karobar ko achi tarah se nahi seekh sakta. Forex forum mein jo humein aik dafa nuksaan hota hai hamein us nuksaan ko zehn mein rakhna chaye. Is loss ko zehn mein rakh ker next trade lagani chaye. Ta k jo ghalti hum pehly wali trade mein ki thi us ko dobara na dohrain. Ap ki mistakes hi ap ka aik acha teacher ban sakta hai ager ap un se kuch seekhein aur koshish karein k un ko dobara na dohrain.
                    • #11 Collapse

                      Dear jab hum ais market mai trade lagaty hai to hum ko chaye k hum ais mai jab bhi kaam kary to ais mai hum ko ye pata hona chaye k ais market mai agar hum ne bahot bari lot lagai to ais mai ho sakta hai k hum ko atna loss ho jaye k humra account wash na ho jaye ais liay hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai ye karna chaye k hum agar ais market mai kabi loss karty hai to hum ko wo yaad rakhna chaye kun k agar hum ko ye pata ho ga k hum ne phly ye ghalti ki thi to ais waja se loss hoa tha to hum dobara ye ghalti ni kary gay agar hum apna loss yad ni rakhty to ais se hum aor bhi loss karty rahy gay aor ais market mai kabi kamyab ni ho saky gay.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                        me ne esy traders ko deka hay jo apny loss ko mind me bilkul nahi rakty aur trading me esi mistakes karty hey jen ki waja se wo hamesha hi apny last trading me loss par loss karty aye hon hamesha traders ko apny loss me se hi esa point note kar lena chaye jes ki waja se un key ley next trading easy ho jaye, hamari ye big mistake ya over confidence hi ho sakti hay jes ki waja se ham last trading me loss ko yaad nahi rakty aur without any news update ya technical analysis key trades open kar lety hey.
                        Assalamualaikum Ji Bhai mera pyar mein BSE Hai Keh Agar Hum Apni mistakes par control nahi karenge aur apni mistake se learning nahi karenge To Hum Kabhi Bhi trading business Kaushik nahi Payenge aur agar aap Chahte Hain ke aap full confidence Kaise trading Kare to aapko chahiye Jab Bhi Kisi Se mistake kar Baithe to us mistake ko acche se analyse karne ke baad trade Kare aur us mistake right Kar Ke Rakhe sake next time both mistake aapke paas se na ho
                        • #13 Collapse

                          Your question is very good brother. Ap na bilkul sahee kaha. But i think aysy log unsuccessfull hoty hain. Asal traders wo hoty hain jo mind main phly apna loss rkhty hon. R agr unko phly ka loss a gya ho to wo is ko recober krny par lag jaty hain. R wo log jo loss ko mind main ni rkhty yakeenan wo apna bht nuksan krty hain. Axy trader ki ya nishaani hoti hy jab b wo trade lgay tk us ka sara focus trade pr hota hy . or wo axi khassi trade lgaty hain. Thnks
                          • #14 Collapse

                            g bhai apki bat sahi hai or main apki bat se sehmat hun forex trading main jo aik acha trador hai wo apny loss se he sikhta hai es liye hmain chahye k hmain jub loss ho tu sub se pahly os loss ki wjah note ki jay k hmain loss hony ki actual wajah kiya ho skti hai os k bad os loss ko recover karny k liye apni trading palning karen jo k be ad zarori hai q k boht se trador karty kiya hai jub loss hota hai un ki yah adat ban chuki hai k loss ko recover karny k liye apni trade main bari lot lga dety hain k hmain aik he dafa main loss recover ho jay tu dobra loss krwa kar beth jaty hain tu aysa hargiz nahi karna chahye yah factor hmain mazzed loss ki taraf ly jata hai es liye apko cahhye k ap apni trading main apny loss k bad mazzed leraning karen or trading maina chi grip paida kar k apna loss recover karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ye traders ka over confidence hi hota hay key wo loss ko apny mind me nahi rakty aur jo jo mistakes wo karty hey wo samjty hey key ye us ne teek kia esy traders apny over confidence ki trading ki waja se kabi be kamyab nahi ho sakty, traders ko trades open karny ka decision leny me to confidence hona chaye magar over confidence traders ko nuksan de sakti hay, hamari ye sab se big ghalti hi hoti hay key ham apny loss ko mind me nahi rakty agar ham esi mistakes aur loss ko mind me raka karen gey to learning karny me bahot asani ho gi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X