Robot trading copy trading yad signal base trading kiya best hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot trading copy trading yad signal base trading kiya best hai?
    dear forex members jessa ky hum janty hia aksar hum sunty hia ky robot trading karni chahyee ya nahin ais ky ilawa hum copy trading sy bhi wakiff hai aor boht sy trader aisy bhi hai ky jo dosroon ky signaals py depended hoota hia to marera aap sab sy ye swaal hai ky kiya aisa karana chahyee ain main sy konsa method best hai main ny abhi tak ain main sy koin bhi use naihn kiya hai apna experience share karein and main aap sab sy poocha chahta hoon

    kisi na VSA seekha hai ya seekhny ki kooshish ki hai kiya ye boht mushkil hoota hia konsa tareeka best hai achi trader ky liye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ager robot trading copy trading aur signals based trading ka mouzna karin tu phir in sab kay apny apny faiday aur nuqsan hain.
    Waise mai khud tu manual trading karta hon aur iss ke learning ke try kar raha hon.
    Lakin Mujhy khud apni soch kay mutabiq in mai kisi aik tareqay say trading karne parhy tu maire tarjee copy trading ho ge. Copy trading mai traders k liye maire kahyal say best baat yehi hoti hai ke woh kisi achy trader ko copy kar rahy hoty hain jis say acha result mil sakta hai.
    Baqi robot trading aur signal based trading mai itne ziada scams hain ke asli robots software ya phir achy signal provider ko search karnay mai he itna time aur paaisay waste ho jatay hain ke in ka koi faida nai rehta ha.
    • #3 Collapse

      forex trading ma signals ki bhot sare ihmeyat hoti ha kau signals ko istmal krty ha or market ka trad find kr skty ha or phir jib him logo ko market ka trand pata chal jata ha phir him log achi trading kr skty ha or profit bna skty ha or earning bi kr skty ha
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        Robot Trading, Copy Trading ya phir signal based trading:
        Dear brother aapka sawaal acha hai aur main aapko yehi kahun ga kay aap beshak jo mind main aay sawaal zaroor karin magar aap apni trading ko kise kay mashwary par na karin kun kay trading aapne mind say karna hoti hai aur han ye hai kay aap kise say mashwara lay kar us par khud apne tareeqy say kaam kar sakte hain.

        Robot Trading:
        Robot trading main aapko khud day kuch nahi karna hota hai aur apne just account banana hota hai aur us kay baad apne ya to apne pc par robot lagana hota ha ya phir kise VPS par robot laga kar aapne wait karna hota hai kay aapki trades open aur close hoti rahin. Robot trading us wakt apke ly best ha jab ap kay pass time na ho ya apko trading ke samjh na ho. Lekin agar time ho to khud say trading seekhna sab sy best rehta hai.

        Copy Trading:
        Copy trading main aap kise trader ke performance ko dekh kar uska record check kar ka agar wo apko acha trader lagy to uskay account par apna account copy kay ly laga dety hain aur phir jo trade wo open karta hai wohi trade aapkay account main bhe open ho jaati hai. Ye method robot trading say main behtar samjhta hun kun kay es pr aik trader khud kaam kar raha hota ha aur robot kay muqably main khud behtar decision lay sakta hai.

        Signal Based Trading:
        Again main apni ess baat ko dohraaun ga k agar to apko khud trading main itne maharat nahi ha to aap signals par thora bht aitemaad kar k trading kar sakte hain magar aap ye na samjhin ka signals jahan say aapko milen gy wo best honge. Lehaza main ess baat ko tarjeeh dun ga k signals ke bajay khud trading karna seekhin.
        • #5 Collapse

          OLX pe kam karne ke liye sabse Pehle Aap ko chahiye kya aap report Mein working Na Kare aap Jab Bhi aap kaam kare toh aap manually working Kare yaha par investment karna chahte hain toh aap khud Mehrauli investment Kare agar aap kisi ke kaam Karenge toh aap kabhi yaha par long time ke liye kaam nahi kar Payenge aapko Koi nuksaan bahut jyada ho jayega Kisi Ki planning ke sath Kaam Na Kare aap apna experience in Chandigarh Kare Jitna experience generate Karte Jayenge aap ki samajh Lag Jayegi
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
            dear forex members jessa ky hum janty hia aksar hum sunty hia ky robot trading karni chahyee ya nahin ais ky ilawa hum copy trading sy bhi wakiff hai aor boht sy trader aisy bhi hai ky jo dosroon ky signaals py depended hoota hia to marera aap sab sy ye swaal hai ky kiya aisa karana chahyee ain main sy konsa method best hai main ny abhi tak ain main sy koin bhi use naihn kiya hai apna experience share karein and main aap sab sy poocha chahta hoon

            kisi na VSA seekha hai ya seekhny ki kooshish ki hai kiya ye boht mushkil hoota hia konsa tareeka best hai achi trader ky liye?
            Assalamu Alaikum ji bhaijaan Forex trading me go trading me egg strategy hai agar agar aap robot trading share trading karte hain toh aapko training experience Aasan Nahi Hota Jiski wajah se aap manual trading karne Mina kam ho Jate Hain isliye mein Logon Ko Nahi karta hoon ke woh Agar Forex trading SBI karna chahte hain toh Robo trading mat kare
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
              dear forex members jessa ky hum janty hia aksar hum sunty hia ky robot trading karni chahyee ya nahin ais ky ilawa hum copy trading sy bhi wakiff hai aor boht sy trader aisy bhi hai ky jo dosroon ky signaals py depended hoota hia to marera aap sab sy ye swaal hai ky kiya aisa karana chahyee ain main sy konsa method best hai main ny abhi tak ain main sy koin bhi use naihn kiya hai apna experience share karein and main aap sab sy poocha chahta hoon

              kisi na VSA seekha hai ya seekhny ki kooshish ki hai kiya ye boht mushkil hoota hia konsa tareeka best hai achi trader ky liye?
              Robot Trading
              robot based trading matlab ik aisa system hota hai jesko app hire karte hai aor wo apke leye automatic trades lagata hai so apko pir apni taraf say koi trades lagane nahe parti ab market mai buhot ziyada margin mai robot available hai apko best one select karna hai taake result acha aye

              Copy Trading
              jab ap kesi expert ko follow karte hai aor oski har trade ko copy karte hai tu esko copy trading kaha jata hai ap es mai apko chaheye k sirf ache expert k trades ko he copy kiya kare ye be ik acha practice ho sakta hai ache trading k leye

              Signals Trading
              jab koi signals providers apko apne services daita ho aor ap aon services k based par trading karte ho tu esko signals based kaha jata hai esmai apko chaheye k sirf aon signals ko he follow kare jeski credibility mojod ho aor onka out come be acha ho
              Zuhaib9988 Trading journal
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
              • #8 Collapse

                Dear me samjta hon key ye traders par hi depend karta hay robot aur copy trading traders ki asani key ley hoty hey es se auto trading ka advantage leya ja sakta hay jab key signal base par trading karna be market ko analysis karna asaan kar deta hay, me samjta hon key robot trading, copy trading ya signal base par trading karny se acha hay key ham manual trading ka hi expernice hasil karen es se ham bahot zeyda market ko analysis karny me expert ho sakty hey aur market trend ko asani se detect karna ka expernice hasil karny me kamyab ho sakty hey
                • #9 Collapse

                  Rebbort trading:
                  forex trading main reoort trading main hmain pahly se apna order lga dena hota hai or es ummed par sub setting hoti hai k es point par trading lga dety hain or jub market os point main jati hai tu hamara order lag jata hai forex trading main rebbort trading main risky hoti hai q k es main hum changing nahi kar skty hain jesy pahly he paln kiya hota hai bad main aghr zarort parhy tu hum change nahi kar skty hain
                  copy trading:
                  copy trdaing wo trador karty hain jin k apss forex ka knolwedge nahi hota hai or wo new hoty hain jub wo trading karty hain tu trador kisi expert se trading palns lety hain or unko he follow kar k trading karty hain copy main aghr tu apka expert tradr hai tu es main koi harj bhi nahi hai kar skty hain laken tab tak jub tak ap apni leraning pori nahi kar lety hain
                  Signals Trdaing:
                  es main apko signals bhi experts se milty hain se ap es pair main buy kar den es pair main sell kar den laken es main bi risk hta hai q k har trador apny account k hisab se signas dety hain jub k ap k account ki psychy r hoti hai es liye ap apny account k hisab se trading karty hain
                  • #10 Collapse

                    Jnb donon qisam ki trading best hai lakin aap ko inka sahi istimal pata ho aap k pass knowledge ho khud analysis karnan ki ability ho aur robot ko kb use karnan hai kb ni yeah bhi pata ho
                    robot trading
                    aaj kal forex main log robot ki taraf ziada attract ho rahay hain robot aap ko bht faida hotay hain yeah just aik software hotay hain aur khud hi analysis kartay hain market k aurlhud hi trade open kartay hain but Jub koi news aati hai yeah buri tarah flops ho jatay hain
                    trading by yourself
                    Agar aap khud trading kar rahay hain to yeah besthai q k aap news kdoran bhi positive effect lay daktay hain Jub k robot main yeah quality ni hai lehaza I prefer self trading over robot trading..
                    • #11 Collapse

                      forex trading main sub se best trading method jo hai wo khud ki analys ki gai trading hoti hai q k en sub option main trading yah tu riky hai yah k hum kah skty hain en main loss hony k chances zeyda hoty hain rbort trading main hum pahly se he trading ko set kar dety hain or es ummed par trading karty hain k market es point par ay tu hmara order khud he lag jay mera khyal hai k hmain trading k liye market ki current situaion ko follow karna chahye copy trading main hum kisi bhi expert ki trading strtgy use kar k trading karty hain jis k bad hum apni leraning par kam dehan dety hain q k hmain strtgy paln koi or de rhaa hai sye hmari abiliy weak ho jati hai es k bad signal trading hai es main bhi hmain expert se signal leny parhty hain trading k liye k hmain ab kis pair main trading karni chahye tu mera khyal hai k en sub method main jo best method hai wo hmari khud ki trading hai jis main hum khud analsy kar k trading karen tu acha rahta hai ayse hmain trading bhi karni a jati hai r hum sikhty bhi rahty hain
                      • #12 Collapse

                        bhai main ny ESA k bary main koi information ahsil nahi ki hai es liye main apko es k bary main achi trahs explain nahi kar skta hai hun main rebbort trading copy trading or signal base trading k bary main zaror share karunga
                        Rebbort trading:
                        forex trading main rebbort trading os trading ko kahty hain jis main hum pahly se he trading ko set kar dety hain k hmain market k trend k time par aghr pc par bethny ka time na mily tu hmara ik trah se palhy he target set hoga jis se humra order khud he lag jay ga es k liye hmain apny account ki setting karni hoti hai jis k bad ap apny account se sirf rebbort trading kar skty hain yah bhi aik trah se acha method hai trading ka
                        copy trading:
                        copy trading main hum kisi expert trador ki trading style ki copy karty hain os se oski trading strtgy k bary main inforamtion lety hain os k bad soi strtgy ko pani trading main follow kar k trading karty hain copy trador new trador use karty hain q k un k pass trading knowledge nahi hota hai es liye un ko tab he help deti hai trading
                        signal trading:
                        signal trading main bhi hum expert trador se signal lety hain k hmain kis trah se trading karni hai yah bhi wo tradpr karty hain jo market ko abhi achi trah se analyse nahi karty hain or ayse wo expert ki help ly kar apni trading ko jari rakhty hain
                        forex main trding method sub he kisi had tak sahi rahty hain maghr sub se trading method wo best hai jis main hum ny khud ny mahnt ki hoti hai or hum khud he analyse karty hain apni trading k liye.
                        • #13 Collapse

                          Assalamu alaikum bhai Mere Yaar Mein signal based reading sabse achi hai Kyunki Ishq Mein Hum Log Kafi acha dost bana sakte hain aur isme Hum logo ko Commission bhi nahi dena padte trading Mein Hum logo ko Commission De Na Hoti Hai
                          • #14 Collapse

                            Jnb aaj kal jahan bhi forex ka zikar karo robots k sath zikar zzaroor hota hai. Qk yeah abhi bht ehm ho gaye hain market main Ayr different qisma k mukhtaluf rates main bht Sarah robot aa gaye hain Jo k automatically trading kartay hain air log ziada say ziada isko khareed rahay hain halank is k drawback bhi bht Sara hain jub bhi koi news aati hai to yeah buri tarah flop ho jatay hain air q k in main lit size bht barhi lagi hoti hai to yeah account bhi wash kar deta hain lehaza aap self preparation PR tawajuh dain Ann k shortcut ki try karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear jab hum ne ais market mai kaam karna hota hai to hum ko ye pata hona chaye k ais market mai kaam kitna aata hai agar hum ko ye lagta hai k hum ais mai kaam sahe ni kar sakty to hum ko chaye k hum learning kary aor aus k baad ais agar hum ye samjhty hai to hum ko ye pata hona chaye k ais market mai copy system ko check kary k jis ko ap follow karna chaty hai aus ki profit ki ratio kai hai agar koi acha profit bana raha hai to aus k sath account attach kar ley aor aus k sath kaam kar ley kun k ais mai ye hai k jab ap ko ais mai trading ki samjh aa jati hai to aus time best ye hai k ap ais mai khud kaam kary aor ais mai expert ban jaye kun k aisy ais mai kaam na kary.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X