Manual trading is better than copy trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Manual trading is better than copy trading.
    yahaan bohat say log doosron ki trades copy kertay hain to meray khayaal say manual trading behtar hay iss tarah insaan khud seekhta hay or banday mian confidence aata hay or experience milta hay trading ka.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course Forex trading me manual trading karna kaafi Jyada important sahi jawab forex market me trading karte hain toh aap Kisi other trader ki agar traits copy karte hain aap ko Maloom hona chahiye ke.
    Forex market Mein trades copy Agar Kare aap ko stop loss and take profit limit SBI 7 mention hoti hai aur only meets ko aapko Qabool karna chahiye.
    Forex market Mein Hame Hamesha se stop loss or profit limits Lagani chahiye aur Hum Agar manual trading karna chahte hain Hume saare Forex trading ki learning karna.
    • #3 Collapse

      Mai apse agree karta hun Bhai k kisi bhi indicator pe trust nai karna chahiye aur na forex trading mai kisi pe dependent hona chahiye. Khud trafing ko seekhain aur samjhain. Q k indicator kabi bhi dhoka day sakty hain but apka experiences aur knowledge apko kabi loss nai honay daita.
      • #4 Collapse

        Assalam o allaikum kaisy hain ap? Han je trade apny bal bolty pr karna chahye apni knowledge ko ziada dyan day ta k ziada say ziada ap learning kar saky jab learning hogi to skills b ayaigy ar skills aingy to experiences b aingy ar experiences he insan bahot kuch seekha deta hai
        • #5 Collapse

          g bhai ap ki bat bilkul thek kaha hai yahan par zyada tar log apni khud ki strategy nhi banaty na he khud se market ko analyse karny ki jasarat rakhty hain es lye wo dosro ki tachniques copy karty hain un se help lety hain to aik ka loss hony ki surat me dosry ka automatic ho jata hai or asy me wo kuch sekh bhi nhi sakta es lye hamisha khud se mehnat kar k he trade lgany chahye phir chahy loss ho ya profit dono se insan ko sekhny ko boht kuch milta hai
          • #6 Collapse

            ager hum forex mien aa ker sirf manual trading kerty hien to meri nazar mien yeh cheez bee theek na hai es lye hamain forex mien aa ker sab say pahly apny dosto k sath mil ker experience hasil kerna ho ga or jab hamary pass acha experience aa jy ga to hum es mien theek say trade open ker lain gay or ager hum es mien aa ker copy trading na karian gay to hamain es mien yeh nuqsan hai k hum es mien aa ker theek say desoin na lay sakain gay or hum earning bee na ker sakain gay es lye copy trading bee manual trading k sath sath kerna zarori hai.
            • #7 Collapse

              jee haan bhai aap ny bilkul theek kaha hy ky manual trading behtar hai bajayee ais ky ky hum kisi ki trade copy karien ager hum kisi ki trade copy karein gy to hum khud kuch bhi nahin seekh payeen gy ais ky liye humin chahyee ky hum khud trade karna seekhien tab he hum achy trader ban sakty hai
              • #8 Collapse

                Mein ap ki post se mukamal tour per agree nai kerta. Mery khayal se to ager dosroon ki trade ager achi hai to us ko copy kerny mein koi harj nai hai. Dosroon k experience se seekhny mein koi harj nai hai. Dosroon k experience ko use ker apna experience bharana chaye.
                • #9 Collapse

                  Agr bnda khod trading na kr sgy to tb phr bndy ko copy trading krni chiya agr bnda khod trading kr sgy to phr bndy ko khod trading krni chiya jis ko khod na ati ho who copy trading krta rahy sath my sekhta bhi rahy taky phr us ko kuch hasil ho sgy our who khod apni trading kr sgy
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Dear brother kisi dosry ki trade ko copy karna teek nahi hy aur bahter yeh hy k ap gab bhi trade lagain apny expereanse par lagain kisi aur k bharosay par nahi ta k ao ko as k bary main khud say knowlldge hasel ho aur ap kameyab ho
                    • #11 Collapse

                      Ji aapne bilkul theek Kaha Hai Ke Hum Sab Ko Kisi Ke hey experience ke hisab se trade nahi karni chahiye Khud Ke hi experience a Karni chahiye Agar Hum Khud Ke Experience se cart Hai To Hum Kaise successful Hasi Karte Hain ISI Liye Sab Ko chahiye ke woh Khud Hi hi trade kare
                      • #12 Collapse

                        agar hum kisi ki trades ko copy kar rahy hay to humay chahiye keh aisa na karen balkeh hum khud forex trading ko sekhain aur seekh kar es business ko jab hum run karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur market main safe bhi reh sakty hay es business main dil lga kar time daina chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Manual trading is better than copy trading.

                          bohat say trader copy trading karty hay mery khyal main humay khud trading karni chahiye analysis kar kay es trha humari trading skill enhance hoti hay aur hum market main regular base par achi earning karna seekh sakty hay aur market main safe bhi reh sakty hay es business main sahi say focus karna chahiye
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Manual trading is better than copy trading.

                            Ji bhae manual trading behtr rehti hai kyun k manual trading se insan jo k trader ho wo khud se kuch sekhny ka moqa hasil karta hai. Or wo is k zariye analyze kr akta hai or learn kr skta hai. Iski practice k liye wo demo account pr bhi kam kar sakta hai. Jab k copy trading me insan dusry ka nuqsan hony ki surat me apna bhi nuqsan krwata hai or nah hi usko kuch seekhny ka moqa milta hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X