Hum trend per kaisy experience bna sagty hein.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G kio ni bro ham zroor share karain gy . slam all forex members. Mery azeez bhaiyon sab sa zyada importent cheez jo hy tradin k lihaaz sa wo hy trade k oopar focus . Jab tak ya kaam ap sa ni hoga ap kabhi b experions hasil ni kr skty. R is k baad ap ko jab b time milly ap markeet ko daikhaa karain is sa b apko bht zyada experions milta hy. Thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear market trend ko samjna hi learning aur experience hay, market trend badalti condition aur news event key sath change hoti hay aur esi trend reversal ya trend ka achanak change kesi base par hi hota hay esi ki identification key ley trading learning aur knowledge hasil karty hey, ham agar demo account me kesi 1 pair me proper regular trading kia karen gey aur news par be hamari nazar ho to ham ye define karny me kamyab ho sakty hey key market trend kesy base par change hoti hay aur kinu change hoti hay es ka reason hamy asani se maloom ho sakta hay.
      • #18 Collapse

        jab bhe market dost higher high our pher us k bad higher low bna k up move ker rhi hoo to us ko yahi kahean gay ye up trend main move ker rahi hai our jab bhe market us main lower low our lower high bana rahi hoo to us main us ko down trend move ho gee main app ko mazeed us ko NZDUSD K chart main explain kerta hoon jes main H4 time frame main market nay higher high bna rahi hoo our up trend main move ker rahi hia our abhe market nay aik low bnaeya hai jes main trend end ki neshani hai ager abhe market aik our high bnana main nakaam hoti hai to pher humean confirm ho jeay gga k abhe down trend start ho geaya hai our ager high bna jati hai to pher bullish trend he rahy ga
        منسلک شدہ فائلیں
        • #19 Collapse

          bhai forex trading main hum market ko follow karty hain or hmain market main 3 trah k trend milty hain jin ko hum use karty hain jis main aik tu up trend hota hai aik down trend hota hai or aik side way trend hota hai or forex main trading karny ka best role yahi hota hai k trading ko trend k according main karen yah sub trador k liye zarori hai jub market main up trend hota hai tu market oper hoti hai or jub down trend hota hai tu market nechy gir jati ha or hmain en sub points ks ath trading karni chahaye jis se hum apni trading main trend k according main trading karty hain or acha profot eran karty hain jub hum trend ko follow nahi karty hain tu hmain loss hota hai tu hmaish aapni trading main trend ko follow karen
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Forex trading mein experience banaya nahi balkay hasil kiya jata ha. Forex trading market chun kay aik business ha, is liye kisi bhi business ki tarhan is ko dino ya hafton mein nahi seekha ja sakta. Forex market ki nature ko agar dekha jaye to ye long term traders kay liye ziyada favorable ha, though short term traders bhi profit hasil kartay hain magar un ki tadad long term traders se kam hi rehti ha. Is ki waja ye ha kay long term traders ka ziyada time guzarta ha trading kartay huay is liye un ka trading experience bhi bohot barh jata ha.

            اب آن لائن

            Working...
            X