Trading main loss ho to disheart nai hona chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main loss ho to disheart nai hona chahiye
    Dear forex members kabhi kabhi aisa hota hai ke insaan trading mein hone wale bahut ziyada nuksaan se dis heart ho jata hay hame chahiye ke trading se pehle apne analysis acche kare aur uske market ko read kare agar hamara dil main hai ke ye market hamari prediction ke mutabik hai move karegi toh uske baad hi order place kare agar aapka mind satisfied nahi hai toh order place karne ki koi zarurat nahi balki wait karin safe entry point ke liye..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jab insan ko bohat zyada loss ho jata hai to 2o disheart ho jata hai. Aesi surat men zyada chances to ye hain k wo trade chor day ga. Lekin ye masly ka koi hal nahin hai. Trade chorny ki bjaye hamen chahye k ham apni skills ko improve karen aur next time loss se bachny ki koshish karen
    • #3 Collapse

      Forex trading main profit aur loss dono hi business ka hisa hain agar profit hasil hony per koi preshani nehi hoti tou loss per bhi nehi honi chahiay ky agar kisi aik trade mai loss ho gia hai tou next trade main profit bhi hasil ho sakta hai jo previous loss recover kerny ky bahd withdrawable bhi hota hai
      • #4 Collapse

        Dear ap ke bt tk hai ap ko forex trading ka busines m agr ap ko loss ho jay to kbi disheart ni hoana chay agr ak time ya busines ap ko loss data hai to next time ap ko profit b da jata hai jb ap disheart hoty hai to ap ko phr kam krny ka lea dil b ni krta laza m to ya kaho ga ap disherat na hoy ap bs kam krty jain.
        • #5 Collapse

          Forex market mai loss bhe hoti hai es lye ap ko disheart nahi hona. Mai tou ap ko advise krta ho k ap apni strategy ko strong kray. Jis kay bad ap forex market mai apnay loss ko bhe recover kr sakty ho. Kyu k jis nay bhe apnay loss ko recover kia hai tou es nay strategy ki madad say he earning zada say zada ki hai.
          • #6 Collapse

            Jee han trading main loss honay par kabi dis heart na ho business main loss to har trader ko hota hai is liye hamain move karna chahiye apni trading ko continue kar kay mazeed mehnat karny ki koshish karni chahiye aur hmesha predicition dekhain yani jab good position mily jab ap ko achi trade mily sird tab trade karain is tara ap loss say bach saky gay.
            • #7 Collapse

              G dear bilkul. Ye aik business hai or har business me loss and profit lazim malzoom hain. to loss hony ki surat me hurt nai hona chaye bl k loss ko limit me rakhne ki try karni chahye.

              Sab se pehly to hmen money and risk management ko sakhti se follow krna hoga tab big loss nai hoga bl k small loss hoga jo k conve or afford b kiya ja sakta hai. Islye Loss ko control karne or limit me rakhne ki ziada koshish karne chahey.
              • #8 Collapse

                jeee apki baat bilkul thek hain forex main dishert nhe hona chahiaye haar business main loss and profit hota hain jo k koi b banda asa nhe hain k aapk apna business loss ki waja say chor de asi tara agar hum forex ko learn nhe kare gy tu ye forex kia har chez main loss ho skta hain forex main loss say bachne k liye humhain forex ko achi tara learn karna chahaiye forex ko learn kar le gy tu forex main loss k chances kaam ho jy gy
                • #9 Collapse

                  Aziz dosto,her business mein profit aur loss hota hai yeh business ka hissa hai jab profit ho tu khushi hoti hai isi tarah jab loss ho tu disheart nahi hona chahiye bal keh himmat aur hoslay k sath usko bardasht krein,trading mein loss apni mistakes ki waja se hota hai is pe control krein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main loss ho to disheart nai hona chahiye

                    agar humay forex trading main loss ho raha hay to es waja say pareshani nahi leni chahiye balkeh humay chahiye keh sabar kay sath trading main dhyan say kam karen aur nuqsan ki waja ko kill karnay say he humari trading ziada achi ho sakti hay es business main khoob time daina chahiye tab he safe earning kar sakty hay aur profit bna sakty hay esmain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main loss ho to disheart nai hona chahiye

                      jee kaanb ap ny bilkil sai kahaa ha yeh aik online karobar ha is amm ap aik bht he acha aahsa earn kar skty ho or ap is man aik acha akhsa earn kar k apni lifr ap set kar skaty ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main loss ho to disheart nai hona chahiye

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                        Dear forex members kabhi kabhi aisa hota hai ke insaan trading mein hone wale bahut ziyada nuksaan se dis heart ho jata hay hame chahiye ke trading se pehle apne analysis acche kare aur uske market ko read kare agar hamara dil main hai ke ye market hamari prediction ke mutabik hai move karegi toh uske baad hi order place kare agar aapka mind satisfied nahi hai toh order place karne ki koi zarurat nahi balki wait karin safe entry point ke liye..
                        profit and loss in Forex trading ka ek important Baat Nagar trailer sport reading festival or Southern Command nahi karna chahiye aur apne dost se learn karna chahiye
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main loss ho to disheart nai hona chahiye

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                          Dear forex members kabhi kabhi aisa hota hai ke insaan trading mein hone wale bahut ziyada nuksaan se dis heart ho jata hay hame chahiye ke trading se pehle apne analysis acche kare aur uske market ko read kare agar hamara dil main hai ke ye market hamari prediction ke mutabik hai move karegi toh uske baad hi order place kare agar aapka mind satisfied nahi hai toh order place karne ki koi zarurat nahi balki wait karin safe entry point ke liye..
                          Assalamualaikum bhai Jee bilkul Apne theek Kaha Forex trading mein Joby traders co loss Ho Jaye usko bhi kabhi Jitesh Hath nahi hona chahiye ups and downs loss or profit to her Business mein chalta rehta hai lekin iska matlab ke nahi ke Businessman Ja traders loss ko dil kar le le aur disheart ho jay usko chaiye k wo apne emotions ko control kray or apne loss ko cover krne ki try kre
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main loss ho to disheart nai hona chahiye

                            Trading my agr ap ko losss ho jata hy to phr ap ko dishurt nai hona chiya ap ko chiya k ap apni trading my sahi trha sy phr sy relex ho jaye our sakon sy ap kam kry koi msla nai hy ap trading my bhot zeada mhnat kry our ap kamyab ho jaye gy koi bra msla nai hy our is sy kuch bhi nai hota hy loss hoty rehty hy
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main loss ho to disheart nai hona chahiye

                              forex mai jab hum kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad zada disheart nahi hona chahey hamy next time apne galtiyo py gur kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar sakly gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X