risk ko minimize karny key techniques
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    risk ko minimize karny key techniques
    Risk ko different techniques se minimize kia ja sakta hay, new traders ko chaye key wo without stop loss key koi be trade open na kary, every trade with take profit order key sath lagana zarori hay, hedge trading tab tak nahi karni chaye jab tak loss na ho jaye, ye mind me hona zarori hay key profit me ya agar loss na howa ho to hedge trading mazeed hamy loss de sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi ap na acha point bataya hain forex mai risk ko minimize krna ka lia kafi option hain in options ko lazmi use karian ta ka ap.ko loos kam ho or long ap forex mai rah saka kiun ka zyada loos ap ka account bi wash kr sakta hain is lia risk ko minimize karain ya pahla asool hai trading ka jab bi trade open karian stop loos use karain is ko change na karain jahan pr lagaya hai waha hi rahana da kahir hai hit ho gya tu ap ko loos recover mai asani ho gi jasa hi ap trade open karian tu take profit ko bi fiz karian or zyada profit ki lalach na karian or sab s ahm bat ka lot size chota rahkahin kiun ka lot size chota hona s loos kam ho ga laken profit kam mila tu kahir hai kuch aya ga tu sai na zyada profit ka chakar mai log bari lot lagata hain or phr kia hota hai bara loos ka samna krna parta hai or aksar account wash ho jata hai thanka
    • #3 Collapse

      Yes dear humin cahiey k jab be trade lagaien to risk ko minimum karyn.aur es k liey humin experience aur knowledge ki zarort hoti hy. Jab hamary pas knowledge air experience ho ga to phir hum log jab analsis karyn gay aur koi be trade lagien gay to voh perfect ho ge jis say humin risk buht km ho ga.
      • #4 Collapse

        Gee haan bhai risk ko manage karna bhi forex mein bahut zaroori hai kyun kay her business mein risk involve hota hai aur agar aap iss ko control kar lain tou aap ki trade kamyab ho sakti hai tou iss kay lye aap ko chahyea kay aap apni trades mein stop loss aur take.profit zaroor use karain aur apni trade mein risk management zaroor karain
        • #5 Collapse

          Dear friend forex trading mai risk ko minimize karny k kafi procedure hain Jin mai se ik to market analysis achi tarah karny chahiye latest news se update rehna chahiye aur choti loot se trade karna chahiye.
          • #6 Collapse

            Risk ko forex market mein minimize karna bahut zaroori hai aur iss kay lye sab sae pahele tou aap ko apnay emotions ko control karna chahyea jis ki wajah sae bahut zayada loss hota hai iss kay ilawah trade mein stop loss aur take profit ko lazmi use karain iss sae bhi hum apnay risk ko minimize kar saktay hain
            • #7 Collapse

              Brother forex trading main risk se bechnain key liey jo seb se zarori hy woh hy apka analysis ager analysis hamary theek hain to phir waisy bhi loss key chances kem hoty hain leken phir bhi kisi wajhan se hamari trade loss main jati hy to usko hum control ker sakty hain hedging se. Loss wali trade key opposite main aik dosri trade open kerain aor iski lot size pehli se beri rakhain aor jaisy hi loss aor profit equal hon to donon ko close ker dain.
              • #8 Collapse

                Dear aik trader jub ye kaha jata hy to ue zarori ni hy k profit mein har lot cut karny wala trader ho kai bar esi sichuation hoti hy jis mein trad ko cut karna lazmi ho jata hy aur ye zarori hy aik trader k liye k wo sl use karey is k ilawa kai bar aynalise bhi ulty ho jaty hein jis mein cut karna lazmi hota hy to becearfull
                welcome to pak forum
                • #9 Collapse

                  Forex trading mai risco maintain karna house profit-maximizing Kahe kitne ka hai aap apni strategy or analysis ko basic kare AWS Ashi strategy hona chahiye jo aapko Kisi bhi site lost Na De oragraphy trade galat wheeler gadi into aapki trade through walls cheat
                  • #10 Collapse

                    agar hum kam say kam risk lay kar trading karen gay to humari trading bohat achi aur behtreen ho sakti hay es business main kam say kam risk zaroori hay agar hum ziada risk rakhy gay to humay ye baat bhi mind main rakhni chahiye keh humay market main loss bhi ho sakta hay
                    • #11 Collapse

                      Ap ne bahut acha point rais kiya hai. New trader ko stop loss aur take profit k baghair koi bhi trade open nai kerni chaye. Jab hum take profit lagaty hain. Jab market ap target tak punchti hai hai to ap ka profit confirm ho jata hai. Ager ap nai lagaty to ager market reverse lati hai to ap ka profit loss mein jana shoroo ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: risk ko minimize karny key techniques

                        forex aik risky business hain hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky rules ko follow karty howe analysis ko use karty howe ache techniques ko use karty howe kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy yai aik international business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: risk ko minimize karny key techniques

                          hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use karty howe confidence ky sat amount invest karne chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex kabe be band na hony wala real business hain
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #14 Collapse

                            Re: risk ko minimize karny key techniques

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            Risk ko different techniques se minimize kia ja sakta hay, new traders ko chaye key wo without stop loss key koi be trade open na kary, every trade with take profit order key sath lagana zarori hay, hedge trading tab tak nahi karni chaye jab tak loss na ho jaye, ye mind me hona zarori hay key profit me ya agar loss na howa ho to hedge trading mazeed hamy loss de sakta hay.
                            Forex trading Ek bahut hi jyada difficult or risky business is Main Agar Hum usko ko kam karna chahte hain to uske liye Hame hardworking karna hoga Bina hardworking Gaya Hum successful trading nahi kar sakte
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: risk ko minimize karny key techniques

                              forex aik online business hain hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik bohat bara business hain yai online ke dunya mai king hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X