Forex business ky important two needs kia hian?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business ky important two needs kia hian?
    Aslam o Alakum ! forum members main ap sab say pochna chah raha hon kah forex business kay 2 aisy important things share kar dain jin ko follow kar kay ham apny forex trading main successful aor acchy trader ban sakain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Nice dear kafi acha aur qeemti swal hy is sy kai traders ko faida hy so mere 2 things ap ko jo advice hy wo ye hy k kabhi dusron ko follow mat karna ya dusron ko istimal mat karna aur dusri hard working karna lalach mat karna bus har trader ka ye best asol hy k kabhi apni beizti bardasht ni karta khud kafeel hota hy aur khud kar bhi
    welcome to pak forum
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: faraz786 پيغام ديکھيے
      Aslam o Alakum ! forum members main ap sab say pochna chah raha hon kah forex business kay 2 aisy important things share kar dain jin ko follow kar kay ham apny forex trading main successful aor acchy trader ban sakain.
      Walaikum assalam ji bhaijaan Forex trading Teri Ye important cheez hai jo hai woh toh Yeh hai ke aap ko proper timing ke baare mein maloomat honi chahiye ki aapko kis time par chat karna hai Jaipur market ke sessions change Hote Hain Us time market mein bahut jyada Teji se movement hoti hai agar aap US time mein chat karte hain to aapko Kabhi Jyada profit bhi ho sakta hai aur kaafi Jyada loss bhi ho sakta hai agar aap ki analyses achche Honge to aap ko Kafi accha earning ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Forex main agar koi cheez real meaning main ehmiyat rakhti hai to woh aapko mehnat air demo account PR practice hai baaqi aap ka IQ level kitna hai aapko education kitni hai yeah ni matter karta hai aap forex main jutni mehnat karaingay aapko reward bhi utna hi milaygaisliye itni mehnat karain jitna aapka target hai agar aap ka target barha hai to apkmehnat bhi ussi hissab say ziada karni hogi air demo account PR jutna ho sakay ziada say ziada practice karain different stretgy apply karain different timeframe indicator use karain air phir Jo aapko best lagay woh real account PR apply karain..
        • #5 Collapse

          Forex ma him logo ko saber just sath trading Kay ky him log jtna zayada saber kre gye him logo ko Itna Jyada profit ho ksta or or him logo ko forex ma zayada sy Zayada mhant krni chaya phir him logo achir profit bana sakte hain
          • #6 Collapse

            my dear friends Forex ek acha online business ha jis ko him log kafi earning kr skty ha is ma or him logo ko kafi ashni sy is ki smj bi a jati ha or him log acha profit hasil kr skty ha forex ma sy jis ka hm ko bhot fiada hotra ha
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              Dear Forex business me important two requirement success key ye hey key hamary trades kabi be over lot size key nahi hony chaye, lot size me ezafa mumken hay magar start se hi higher lot size lagany se loss key chances me ham khud ezafa kar dety hey jes ki recovery karna difficult ho jata hay, 2nd market me etna time zaror spend karna chaye key ham achi tarha market ki daily direction ko samaj jaye jab tak hamy ye andaza nahi ho ga key zeyda movement kes direction me ho sakti hay to ham kabi be achi trading nahi kar saken gey.
              • #8 Collapse

                dear meray hisaab say jin do cheezon say ham forex main kaamiyaab ho saktay hain woh yeh hain

                1) Greed say bachna

                2) Proper money management

                Greed say bachna.

                forex trading main kaamiyaab honay kay liye sab say zaroori hay kay laalach nah kii jaaye aisa nahin hay kay koi trader laalchi nahin hota her trader hi greedy hota hay bas koi zyaada greedy hota hay koi kam greedy hota hay to koi zyaada greedy hota hay to hammain chaahiye kay greed per control kerain or zyaada laalach nah kerain q kay jahaan paisay involve ho jaayein wahaan per greed automatically involve ho jaati hay.

                Proper money management.

                Dear her trader ko chaahiye kay proper money management say trading keray yaani ziyaada baray volume ki trades open nah kerain or nah hi saara capital aik hi dafa risk kerain choti choti trades lagaain or ziyaada trades nah open kerain.
                • #9 Collapse

                  Forex trading ki 2 sab se important requirements trader ki psyche aur trader ka experience ha. Bazahir psyche par koi ziyada tawajja nahi deta lekin ek trader ki soch hi us ki trades par asar andaz oti ha. Agar aik trader bohot achi analysis kar leta ha aur perfect entry aur exit points bhi find kar leta ha lekin agar wo dar jata ha, ya greedy ho jata ha to us ki trade kabhi achi nahi hogi. Dusra, experience is liye matter karta ha k forex ek bohot wasee field ha, is liye is mein jitna time spend hoga, utna hi is ki behtar samajh ati jaye gi aur trading bhi improve hogi.
                  • #10 Collapse

                    forex trading main sub se jo main points hai wo apki leraning hai or jub atk ap forex k bary main sikhengy nahi tab tak ap trading achi nahi kar skty hain es k ilwa knowledge or expiernce ki bhi boht zarort hoti hai q k jub hmain forex k barfu main information ho gi tab he hum forex ko bhatr kar skty hain or expiernce hum trading main demo account se practice kar k trading kar skty hain or jub hum practice karty hain tu hmara expiernce gain karty hain or ayse he hum trading skills ko increae kar skty hain es liye hmain apni trading ko bahtr karny k liye apny knowledge ko gain karna chahye or apny expiernce ko bhi increase karna chahye ayse ap achi trading kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: faraz786 پيغام ديکھيے
                      Aslam o Alakum ! forum members main ap sab say pochna chah raha hon kah forex business kay 2 aisy important things share kar dain jin ko follow kar kay ham apny forex trading main successful aor acchy trader ban sakain.
                      Forex trading Madrid karne ke liye traders ke paas ek achha capital hona chahiye Uske ilava traders ke paas trading ki achi knowledge bhi hona chahiye yeh Dono Cheez Hai acchi running karne ke liye bahut jyada Jaroori hai traders ko chahiye catering ke baare mein jyada Se Jyada knowledge gain Kare tabhi Forex trading main successful Ho Sakenge aur Forex trading se acchi earning kar Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Dear waisy to bahot sari cheazy hai jo ais market mai bahot zarori hai magar mai to sirf ye kehta hun k discipline aor rules agar hum ais market mai rakhty hai to aus k baad hum ko ais market mai loss ni ho ga kun k ais market mai jab hum ne kaam karna hota hai to ais mai ye hai k hum ko jab ais market mai pata hai k hum ne bari lot ni lagani to hum lalach kar jaty hai aor lot bari laga dety hai jis se hum ko kafi zayda loss ho jata hai agar hum rules bana lety hai to hum ko pata hota hai k hum ne atni bari lot ni lagani to hum atni bari lot ni lagaty jis se account par risk zayda ho ais liay hum ko ais mai kaam karna hota hai to hum ko ais mai aisy kaam karna hota hai k hum ais mai result tab milta hai jab hum discipline mai reh k kaam karty hain.
                        • #13 Collapse

                          W slam dear bro. Ya forex forum aik bht hi axa online earning wala kaam h . r haan bilkul ya ham asaani sa seekh skty hain . r is ka sab sa zyada r faida mand tradering hy. R is main post ka kam b bht axa role ada kr rha h. Ya bht axa hy . main to is ko bht zyada respect dyta hoo . R ap b is ko ezzat di kro.
                          • #14 Collapse

                            Dear Forex business key important needs ya requirements wo ye hey, 1. traders ka knowledge, 2. trading ka experience, Forex business me ki ye 2 zarooreyat esi hey jo key trading career ko bright karny key ley bahot hi important hey, traders ko apni trading performance ko batter karna hota hay jo key without experience aur knowledge key mumken nahi, Forex business me as a new trader hamy market ka zeyda knowledge nahi hota to hamy apny experience aur knowledge ko increase karny ki planing karni chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai forex trading main kamyb hony k liye mery khyal main tu hmari pahly number par leraning ati hai jo k hmary liye boht zarori hai q k jub hum trading karty hain forex main tu sub se pahly hmain forex k bary main achi trah se ilm ho or forex ka knowledge ho k yah kiya business hai or kesy es ko karna hai es main kamyb kesy hona hai mera khiyal hai k yah hmari basic knowledge hota hai jo hmary bohat kam ata hai or es k sath sath humra expiernce boht mattr krta hai jitna cha hmara trading expiermce hoga otna he hum jaldi kamyb ho skty hain or expiernce gain karny k liye hmain demo account use karna chahye or demo account use karny ka best time yah hota hai k hum real trdaing bad main karen pahly demo par apni skills improive karen tab hum real account main achi trading akr skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X