Jaiza; Gold pair per trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Agar Hum Log old pair trading Karte Hain To iska Hum logo ko bahut fayda hota hai Kyunki gold main market ki Munh mein bahut Tez Hoti Hai Aur Hum Log achha profit bana sakte hain gold Mein trading Karke Hum Log bhi accha profit bana sakte hai aur iska Hum logon ko bahut fayda Hota Hai
    Pakistan zindabad
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Gold pairs per boht say log trade kertay hain. us main aksar ka account chand so doller kay hotay hian aur wo gold per itni bari lot laga rahay hotay hain kay jis kay account main lakho doller hotay hain wo bhi asi lot laganay say phelay sochta hay.
      Mera aik trainer hay us ka account six fighure doller ka tha aur main nay us say pocha kay sir ap gold per trade que nahi kertay to uno nay kaha kay my account is very small to trade on gold. is bat say hamen nadaza lagana chahye kay is main trading say fida to boht hota hay is trah loss bhi boht zayda hota hay.
      Gold ki move boht tez hoti hay uar gold ki pip value boht zyada hoti hay. ager ye ap ki trade kay against move ker gia aur ap ka stop loss nahi hay to account salamat nahi bachay ga.
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
        Dear friends gold per trading kasi hai?

        Mery khayal mein to gold per trading bahut hi zaberdast hai. Ager hum demo account per gold ki trading ki practice kerien. Aur aik acha experience hasil kerrein to ye bahut behtreen hai. Is spread ziyada hota hai 8s liye ye bahut jald profit deta hai. Lakin is ke liye knowledge ki bahut ehmiyat hai. Knowledge aur experience k baghaer is mein trading kerna thora mushkil hai. Joniers members gold per trading ka panga na lien. Q k ye loss bhi ziyada deta hai.
        Forex trading market Mein gold sabse achi quality Hai Hame gold Mein Trading Company chahiye Jab Hamara experience officer 2016 experience ke sath Coldplay trading Karenge to Humara loss Agencies bahut jyada ho jayenge isliye jodis ko chahiye ke gold pe Soch Samajh Kar trading kare Goldman profit and loss bahut tezi Se Hota Hai Wo Jab Bhi Hum goldmate reading karte huye fast decision Lete Hain Log ke chances bird Jaate Hain isliye trailers ko chahiye ke kabhi bhi trading karte huye Hain gold pet boarding karte huye jaldi jaldi decision wale aur aaram se trading Kare aur risk free trading Karni chahiye
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza; Gold pair per trading

          Yaha bhi aapne ek baar theek nahi hai Jab Tak Main original train ka pata nahin Lagta to hum yahan se Kuchh Bhi Nahin kar sakte hain friend ko nikal Lena bahut jyada important hota hai kaam mein stability rakhne ke liye train mein kaam karna zaroori hai agar Hum Log friend Nahi nikalenge To Hum Yahan Par Kabhi 20 long time ke liye working kar ke Aage Ki Taraf apne business ko develop nahi kar Payenge position ko sambhalna bahut jyada important hota hai yahan se
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza; Gold pair per trading

            اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
            Dear friends gold per trading kasi hai?

            Mery khayal mein to gold per trading bahut hi zaberdast hai. Ager hum demo account per gold ki trading ki practice kerien. Aur aik acha experience hasil kerrein to ye bahut behtreen hai. Is spread ziyada hota hai 8s liye ye bahut jald profit deta hai. Lakin is ke liye knowledge ki bahut ehmiyat hai. Knowledge aur experience k baghaer is mein trading kerna thora mushkil hai. Joniers members gold per trading ka panga na lien. Q k ye loss bhi ziyada deta hai.
            Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main gold main trading both ziada risky ha is k ley humy proper learning or practice karny ki zarorat ha jis sy hum ache trading kar sakeny or gold main trading karty huy humy proper money management or risk management sy he trading karni chae ha is ley humy pehly ache mehnat kar k ziada sy ziada knowledge or experience hasil karna ho ga jtna knowledge or experience ho ga hum utni ache trading kar sakeny gy is k ley humy proper stop loss or take profit istamal karna ho ga ta k hum ziada sy ziada ache trading sy ache earning kar sakeny q k gold both fast movement karta ha agr hum proper risk management ni karny gy to humy ziada loss ho ga
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza; Gold pair per trading

              Gold per trading bohat achi rehti hai. Gold pay trade kernay say aksar traders dartay rehtay hain haalakay gold pay trading bohat simple hai. Traders ko kuch zaruri cheezain daikhni hoti hain jiss kay baad gold trading mai koi mushkil nahi hoti hai. Gold ka spread aur movement ziada bhi hai aur movement bohat tez bhi hoti hai. Gold ki prices international politics aur us dollar pay pressure ki wajah say bohat jaldi up ya down hoti hain. Tarders ko gold pay trading kernay say pehlay apnay account balance, equity aur free margin ko nazar mai rakhna chaiye. Jab gold ki trade open kerni ho to uss waqt koi bhi Dusri aisi trade open nahi karain jiss mai margin ziada consume ho. Gold ki trading mai lot size ka bohat eham kirdaar hai. Trader ko kabhi bhi ziada lot size nahi set kerna chaiye. Gold kay profits bohat achaynhain laikin risk bhi usi tarah ziada hain iss liye traders ko mohtaat rehna chaiye

              اب آن لائن

              Working...
              X