Forex main wash vs recover
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main wash vs recover
    Ham to bonus account par trading karte hain to hamara balance monthly increase hota jata hai usko jab tak ke hum us bonus par trading karin ya to usme profit ho ga ya loss hame chahiye ki agar hamara thora balance hai aur home easily recover nahi kar sakte to behtar hai ki wo wash karin ke next month ke bonus se pahale wo clear ho jaye aur hame wo recover na karna pare lekin loss recoverable hai to usko zaroor recover karna chahiye taki hamare experience mein izafa ho aur hum apni galti se seekh sakian..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee haan main aapki baat se itefaq kerta hoon agar aapka trading balance thora hai jis se aapko khatra ho k aap usko easily recover nahi ker sakty tu behter yahi hai k apna account wash ker lein,aur agar loss thora ho tu usko recover ker lein aur dekhei aap ne kiya galti ki phir usko control ker k next month profit kamayen.
    • #3 Collapse

      Forex mein hum log trading aksar kya balkay kartay hi bonus account per kartay hain jis mein hum beghair mehnat kay beghair analysis kay trade open kar detay hain jis sae loss hota hai tou aap uss sae accou t ko wash na honay dya karain balkay uss ko recover kya karain iss sae aap kay account ka capital barhay ga
      • #4 Collapse

        Bonus per trade kerny ka yeh bhi bara nuqsan hai ky hamain agar more than 50 percent of bonus loss ho jaey tou ham recover keeny sy zyada account wash kerny ko priority dety hain ky next month ka bonus recover main na lag jaey halanky agar recover ker lain tou next month ka bonus add ho ker bonus increase ho jaey ga
        • #5 Collapse

          Han bhai hume forum se jo montly bonas milta hai ose hume trading krni parti hai trading se hum lose hota hai ya profit agr hume lose ho jaye hamra balance anda reh jaye tu hume account ko recover krna parta hai os k liye hume small lots size use krni chaiye
          • #6 Collapse

            Forex mein aksar logoun ko jab loss hota hai aur uss ko recover karna unn kay lye mushkil ho jata hai tou woh account ko wash kar detay hain jab kay aisa karna theek nahin hai hamesha apnay account ko recover karnay ki koshish kya karain chahyea iss mein aap ko poora maheena hi kyun na lag jaye
            • #7 Collapse

              jab hamara forex mai galat posts karty hain ya hamara deposit km ho jata hain to hamara account wash ho jata hain or is loss ko recover karna bohat muskil hota hain forex mai kamyab hony ky liye zarore hain ky hum ache learning hasail kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy
              • #8 Collapse

                Re: Forex main wash vs recover

                agar demo account mai kam karty howe hum ys koi galti ho jy to hum isy durust kar sakty hain lakin agar real account mai loss ho to hum isy recover nahi kar sakty or is mai market ka koi qasur nahi hota hamy apne galtiyo ko acoid kar ky mahnet sy kam krna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus hasial kar saky gy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main wash vs recover

                  forex mai hum kam karty howe market ky rules ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hamara account wash ho jata hain lakin hum is loss ko cover nahi kar sakty forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai currency or pairs py trading karty hain forex aik international business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main wash vs recover

                    forex mai hum kam karty howe jab koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai loss jy bad hamara account wash ho jata hain forex aik bohat bara business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main wash vs recover

                      forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamara acount wash ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be trading be kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main wash vs recover

                        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur Hamara account was ho chuka hai to hum kabhi bhi apna account recover nahin kar sakte aur Agar Hamein loss hua hai jo hum Apna account recover kar sakte hain aur account record Karke Ham profit VSA kar sakte hain Agar Hamare Paas trading ke bare mein bahut jyada experience hoga to thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X