Jaiza: Forex market k participants.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex market k participants.
    Forex market mein invest karnay se pehlay market ko samajhna zaruri hota ha warna ye aisa hi ha jesay kisi banks se paisay nikalwa kar kisi aisay business mein invest kar dena, jis k baray mein ap ko pata hi na ho. Forex market ko samajhnay k liye ye janna bohot zaruri ha k is k participants ya is mein trading kon kon kartay hain, jin ki waja se market move karti ha Wo ye hain:
    Government aur Central Banks Forex trading mein kisi country ki currency par trading ki jati ha, to country ki currency par us ki government ki policies aur central banks ka bara effect hota ha aur in policies ki waja se currency ki price up ya down hoti ha. Government k level par import export hoti ha aur transactions hoti hain, jo currency ki stregth ya weakness ki waja hoti hain.
    Banks aur Financial Institutions Dusray number par humaray pas banks aur related financial institutions aa jatay hain. Banks logon ko foreign currency ka rasai detay hain aur jesa k banks mein transactions currencies mein hoti ha, to banks k operations ki waja se bhi forex prices par effet parta ha.
    Others In mein humaray pas Hedgers aur Speculators aa jatay hain. Hedgers ka kam investment ko market mein anay wali unexpected aur sudden changes se safe rakhna hota ha. Banks ki example as hedgers li ja sakti ha jo large corporations ki dealing mein currencies ki bari changes ko prevent kartay hain. Speculators is k opposite kam kartay hain, wo sudden movements se profit earn kartay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear friends mary khayal ma jib him log forex ma invest krty ha is waqat him log forex market ma mhnat kr ky acha profit hasil kr skty ha is leya him logo ko forex market ma mhnat krni chaya ta him log bi acha profit hasil kr skty
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      Bhai ap ne bahut zaberdast wazahat ki hai. Ap ne misaal bhi sahi di hai. Koi banda bank se loan le leta hai koi business kerny k liye. Us loan mil jata hai. Lakin ab us k pass na to koi business hota hai na hi planning. Us ne jo loan liya hai wo mismanagement ki wajha se saraloss mein chala jata hai. Forex trading mein bhi bilkul isi tarah hai. Jab hum trading start kerien to hamary pass us ka knowledge aur planning honi chaye. Jis country ki currency per trade laga rahy hain us halat ka pata hona chaye.
      • #4 Collapse

        bhai apki achi post hai or inforamtive bhi hai jesa k ap ny batay hai k forex ki market main jo participants hoty hain un ka basic yahi hota hai k un ki wajah se market up down main move hoti hai es k liye sub se paly kisis bhi molk ki courency ki up down situaion main banks ka boht hath hota hai jis ki wjah se market oper nechy jati hai os k bad financial issues hoty hain yah bhi kisi molk ki courenncies ko up down karny main kafo asar andaz hoty hain es liye forex ki market main ayse awamal jo k market main asar andaz hoty hain un k liye bhatr yahi hota hai k jub ap trading karen tu apko market ki har movemnt k bary main ilm hona chahye ta k jub markt achanak move bhi kary tu hum achi trah se osko handle kar skaen
        • #5 Collapse

          Dear ap ne waqai bohat zbrdast information share ki hain. Traders men se aksar logon ko is bat ka pata nahin hota. Ham to ye samajhty hain k is market men sirf aam log he participate karty hain.
          Apki information k mutabiq to phir market ki movement men institutions b role play karti hain
           
          • #6 Collapse

            Dear ap ne waqai bohat zbrdast information share ki hain. Traders men se aksar logon ko is bat ka pata nahin hota. Ham to ye samajhty hain k is market men sirf aam log he participate karty hain.
            Apki information k mutabiq to phir market ki movement men institutions b role play karti hain
             
            • #7 Collapse

              Dear jaisy ap ne baat ki hai to ais mai ye hai k ais market mai bahot sari participants hai jo ais mai hissa ly k ais ko chala rahy hai ais mai ye hai k hum agar ais market mai kaam kar rahy hai to hum ko ye pata hona chaye k ais market mai hum ne apny level ka kaam aisy karna hai ta k hum ko ais mai profit ho aor ais market mai kaam karny ka experince ho jaye jab ye market mai kaam karna aa jata hai to aus k baad ye market bandy ko profit dena start karti hai kun k jab tak banda ais mai kaam sekh raha hota hai aus time tak bandy ko ais market mai earning ka sochna bhi ni chaye aor jab sekh jata hai to aus k baad pata chalta hai k ye market kaisy kaam karti hai aor ais ko kon kon chala raha hai.
              • #8 Collapse

                My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayal him logo ko forex ky oartipartic bnany ky bad zayada sy Zayada mhant krni chaya phir him logo ko bahut fayda Hota Hai Aur Hum Log Forex sy Kafi acha profit banana skty ha
                • #9 Collapse

                  Jnb aap nain bht acha define kiya hai kisi bhi milk ki curruncy ka inhisar isko economical condition PR hota hai jub koi milk economy k hissab say strong hot hai to isko curruncy up jayegi strong hogi jub k is k muqbalay main jub kisi milk ki economy week hoti hai to isko curruncy bhi down jaati hai forex main Jo trader fundamental analysis kartay hain in k liye yeah bht ehm cheezain hain aur milk ki economy ko behtqr bananain k liye us milk k central banks bht ehm role addakartay hain jub kisi milk k interest rate barhtay hain to uski curruncy up jaati hai is liye best central bank best curruncy rating detay hain...
                  • #10 Collapse

                    G slam bro. Bhai jan ap na bht hi zyada axi baatain kahee hain .Ap ki in baton sa ham log bht zyada pakistan forex forum k baary main b jaan skty hai .R g bipkul hamain bht zyada mehnat r confidence r experions ki zaroorat hoti hy .R hamain aik axi r bari markeet main bht axi trade lgani chajeye jiss sa ham.log bht zyada faida uthaa skty hain. R bilkul is pkaistan forex forum mai bht sa brother kaam kr rhy hain . un sab ko chaheye k apny level k mutabik kaam krain.
                    • #11 Collapse

                      Forex market aik decentralized aur independent market ha, jo currencies ya commodities ki movement se chalti ha. Ab bazat e khud forex ka koi product nahi ha balkay ye securities like currencies, commodities, bonds, futures ki movement se chalti ha, to in securities ko koi na koi control karta ha like currencies jo kisi country ki hain, to wo country apni currency ko control karay ga. Kuch currencies ka commodities par bhi asar hota ha jesa kay Us dollar aur gold, Jpy/Gold ka relation. Isi tarhan commodities ki price supply aur demand ki waja se move karti ha, aur in sab ko analyse kar kay trading karnay walay traders hotay hain, to ye sab mil kay forex kay participants ban jatay hain.
                      • #12 Collapse

                        Asalam o alikum Bhai ap n bilkal tek kaha ha ap n both acha knowledge share kea ha jasa k m new hon forex trading m mjy in pata tha k kase trading ho rehe ha kuch samj aa rehe ha
                        Forex trading both sy currency pair m ho rehe ha is ly jo pair ap select karny us country ki news pe nazar rakhen or is time trading karty huy both ahitayat karny q k us waqat market m both tazi ati ha or market tazi sy up and down hoty han is ly ap ko both ahtiyat both zarori ha Mary khayal m ap ko news time trading ni karni chae ha us k baad ap trade karny ta k ap ko ache earning mily or loss na ho
                        Last edited by ; 10-01-2019, 09:41 PM. وجہ: Galti sy quick post pe click ho gea tha
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex market k participants.

                          forex aik online business hain hum is ke market mai investment karty hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka jya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex market k participants.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                            Forex market mein invest karnay se pehlay market ko samajhna zaruri hota ha warna ye aisa hi ha jesay kisi banks se paisay nikalwa kar kisi aisay business mein invest kar dena, jis k baray mein ap ko pata hi na ho. Forex market ko samajhnay k liye ye janna bohot zaruri ha k is k participants ya is mein trading kon kon kartay hain, jin ki waja se market move karti ha Wo ye hain:
                            Government aur Central Banks Forex trading mein kisi country ki currency par trading ki jati ha, to country ki currency par us ki government ki policies aur central banks ka bara effect hota ha aur in policies ki waja se currency ki price up ya down hoti ha. Government k level par import export hoti ha aur transactions hoti hain, jo currency ki stregth ya weakness ki waja hoti hain.
                            Banks aur Financial Institutions Dusray number par humaray pas banks aur related financial institutions aa jatay hain. Banks logon ko foreign currency ka rasai detay hain aur jesa k banks mein transactions currencies mein hoti ha, to banks k operations ki waja se bhi forex prices par effet parta ha.
                            Others In mein humaray pas Hedgers aur Speculators aa jatay hain. Hedgers ka kam investment ko market mein anay wali unexpected aur sudden changes se safe rakhna hota ha. Banks ki example as hedgers li ja sakti ha jo large corporations ki dealing mein currencies ki bari changes ko prevent kartay hain. Speculators is k opposite kam kartay hain, wo sudden movements se profit earn kartay hain.
                            yes kisi bhe business main investment say pehlay us ko samjhna boht zarori hoti hai k us main bare bare traders kon say hain our us main participants kahan kahan say atay hain kon hai our wo kesay market ko move kerwaty hain
                            us main Central banks jo k her country main hota hai jesay k Pakistan main state bank hai to her country ka hota hia wo main role forex main play ker rahy hoty hain our dosara aik to wo interest rate bhe apni currency ka kerta hai our us say us ki weekness our strength us pay depend ker rahe hoti hai big investors forex main yahi hoty hain
                            pher ap k normal banks aa jaty hain our pher us main khuch institution bhe aty hain jo k forex market main apni investment barey pemanay pay kerty hain jes main trading hoti hia our pher us sa profit ya loss hota hai
                            us main hedgers ka bhe boht bara role hota hai jo k ho sagta hai un he banks k accounts bhe hold ker k rahy hain mean un ko manage ker rahy hoon koin k forex ko asan nahe trade kerna our jo achy knowledge rakhta hai ye banks our institution un hedgers ko higher kerty hain ouir un ko pnay account manage k lleay dity hain
                            our aik baat jab app sentiments ko diekh k un k sath trade kerean gay to pher he app ko acha profit ho ga mujority ko aksar forex main loss he hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex market k participants.

                              ji Bhai aapane bahut acchi post ki ja sake aapane bataya ki forex ki market mein jo pareshan hote hain vah unke basically hote Hain ki unki vajah se market of send on moon mein hoti hai ke liye sabse pahle kisi ki madad ki currency ki up down situation mein Bank ko bahut hard hota hai iski vajah se market open nahin hoti hai uske bad financial issues hote hain ya kisi mohalle ki currency is up down karne mein kafi asar karti hai aur uski market mein aise Amal ka jhopra ki market market mein aide Amal ka jhopra ki marketinke bare mein jyada jyada experience chahie iske bare mein hamesha currency ke bare mein rahata hai iske bare mein jaane ki koshish karta hai kisi bhi mulakat ki currency per trade lagao to ismein Kam yah ek successful trader hamesha iske bare mein jyada se jyada rakhta hai aur ismein kachha profit game kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X