lose ho jana.....
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ohh thankyou so much for information .. mai yahan new hun mai ne abi tk koi tradin gnahe nae but i hope k jb krun tb ache he ho mujhe asay koi loss na ho.. or mai practice k bd he krn ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Profit aur loss har business ka hisa hoty hain agar ap ko loss ho gia hai tu koi baat nahi ap preofit bhi kar sakty hai. agar ap acha work karain gain to ap ko zarror profit ho ga. iss liye loss se mat daro.
      • #18 Collapse

        profit and loss trading ka hisssa hotay hain, is se darna ya ghabrana nai chahye, aik farmer yani kisan bhi jab ****l lagata hay tu bht saray risks hotay hain us k samnay, barish hogi ya nahi hogi wagaira wagaira, har kam main he risk hota hay shadi ho tb bhi risk hota hay ka aya larka acha ho ga ya bura, larki ghar ko jannat banay gi ya jahannum, is lye sirf trading ko he risk nahi samajna chahye bal k ye bhi zindagi k baqi mamlat ki tarah hi aik mamla hay. so, NO FEAR.............................
        • #19 Collapse

          ap ko ager baad me patha chala mere bhai tho app ne order q pehly laghaya tha kya app soye howay thay ya nashay me thay ager app trading asay anokay qisam k kam karnagha tho app tho mazaeed bhi trading me bohoth janday garanghay keep it up asa hi trading karo
          • #20 Collapse

            its true trend is your friend kun ky agar trend ka na pata ho ga to yaknan aap ko loss ho ga es liye trade lany sy pehly usky trend ko ensure kar lana chye.or ache trade k liye hum ko trend lines lazmi draw kar lani chyen.

            • #21 Collapse

              as loss k bary me m y kahun ga bahi jan k agr hum as p etna kam bi kary or etni tawju bi dy or pihr yahi hamra kam loss ho jaye to as m hamara kui qusur nai ho sakta
              • #22 Collapse

                yes dear i am agree with you trading chahy long term ho ya short term humen trend ko he zehn men rakhna chaye lekin zaruri nahn k long term aur short term trend aek jaisa he ho humen pehly apni strategy k mutabiq trend ko dkhna chahye aur pher trading krni chaye is sy humen loss nahn hoga
                • #23 Collapse

                  Thanx dear ap ne achi bt shair ki ha koi bhi bt jo forex me profit ya loss ki bt ho wo karni chaiye ta k next time in baton ka kheal rakha jay so thanx.
                  • #24 Collapse

                    aap ko fikr nahi ho gi aur akhir kar profit hi ho ga. Dusra ye keh commodity trading na karen currency trading karen loss ho jana koi bara issue nh hai han ye hai k trader ko kbi hatna nh chahye
                    • #25 Collapse

                      Forex trading mein loss hona part hai business ka q k profit or loss dono business mein to hote hi hain or Forex mein hum ko profits k sath loss b accept kerne hon gey or patience se trading kerni hogi or losses se preshan nai hona hoga.
                      • #26 Collapse

                        loss too forex ka hisa ha agar hum ko loss ho jay too gabrana nai chaye q k forex ma jo loss hota ha hum is sa boot zeda learn karte hian or jitna zeda learn karte hian hum uttna hi zeda earning b kar sakte hain.
                        • #27 Collapse

                          Yes bro kavi kavi esa hota he.Ham koi order buy me lagate he lekin badme hame pata chaltahe ki oh to sell metha to hame loss hojata he.
                          • #28 Collapse

                            forex main loos ho jana koi bari bate nahi hain business main profat aur loos to hota hain but hum ko forex main loos hone per tenshion nahi lani chayea hum ko loos kyon huwa hain apni is mistake ko countrol karna ho ga take pher hum ko loos na ho
                            • #29 Collapse

                              bhai jee... apki baat bilkul sahi hai .. aisa he hai ..... trend kay andar reh ker kaam kerna waqiee bht zarori hai .... loss ya profit to jab hona ho he jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammad asad Butt پيغام ديکھيے
                                dear forex trader main apko btata chalon kay kuch dair pehly he mujy lose howa hai. oski main waja be btata chalon ta kay koe dosra lose karwanay se
                                bach sakay. so main nay kuch dair phely he ak trade open ki thi. or jis commodity main maine trade open ki. os ka trend buy main tha. or main sell main long trade laga di. or baad main pata chala kay is ka trend to buy main hai . or mera lose be kafi chal raha tha. so please ak bat yad rakhen . trend is your friend . humesha trend main reh kar trade karen.
                                loss ho jan koi itana bhara isshaue nahi ha koyon kinsan ko us waqat loss hota ha jub insan apana kam kam ke taraf sahi tahara sa tayajha nahi data or apana wo jis jugha kam apana praeviate kam karata ha us jugha apana sath kisi dojha baz sakhas ko apana patnar ya apana pass apana mulaizam rakhata ha to ussay us waqat loss ho jata ha or loass us adami ko hota ha jis ka wo patnar hota ya us ka mulaizamhota ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X